kia ham sab ko loss sy bhi kch sakhny ko milta hay ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    Yeah right we can learn great lesson from the forex trading business, so we should not take any tension due to any loss and try to get the best lesson from it, loss can also show us our weakness in trading and can help to gain the best profit from it.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      Dear Brother! Loss he to insaan ko kafi kuch seekhata hay. Forex kay andar ghalti kay chances barh saktay hayn kyu kay app kay emotions ghalti karva saktay hayn. Aur Asal Insaan wo hay jo apni ghalti say seekhay aur usay dobara na karay.
      • #93 Collapse

        g yahan per koi bhi ho chahay expert trader ho ya koi newbie ho jis ko bhi yahan per loss ho ga wo us ki apni hi galti ki waja say ho ga is liay ye aik aisa business hay jis main mistake say door rehna parta hay.
        • #94 Collapse

          g han mery bhaiq nahi forex trading business y jo hamen loss hota hy is loss sy hamen boht kuch seekhny ko milta hy forex trading business men loss kamyabi ki pehli seerhi hy loss ki waja syhum knowledge or experience hasil karty hen loss sy hamen pta chalta hy ky hm ny kia ghalti ki hy or next time is ghalti sy kis trha door raha ja sakta hy
          • #95 Collapse

            bilkul g hum agar forex trade me los kar bith te hay tu hum ko loss karne se kuch milta hay jo hum jald bazi ya apne la parwa he ke waja se loss kar bith te hay wo hum next time nahi karte tu loss hone say bhi hum kuch knowledge earn kr lete hay forex trade ke
            • #96 Collapse

              my dear friend hum se trading me jo ghaltia hotee hai oon se agar hum ne faida ottaya to hame trading me kabi bee loss nahi hoga. hum apne ghalio se es tara faida otta sakte hai ke hum apne kiye ghaltia baar na duhraye , aur jio ghaltia karte hai oon se sabak seek kar trading kare,
              • #97 Collapse

                bilkul forex ne humain ek moqa diya hai k hum apni life ko changmehnat k bager is duniya main kuch bhi nahi hasil hota.
                • #98 Collapse

                  DEAR ye tu ap par depend karta hai k ap loss honay k baad us se kitna lesson letay ho or apni mistake se kitna learning kartay ho tu hi ap loss se bach saktay ho or next time achi trading kar saktay ho.
                   
                  • #99 Collapse

                    jee loss sey zaor skhna chahey kuyu key loss sey ap ko bohat kuch impotance cheezey maloom hoti hai aur next time ap un sey avoid krtey hai aur forex trading ko aur acha krnaey ko try krtey hai aur forex trading aur bhe achey ho jatey hai..
                    • #100 Collapse

                      asslam o alikum dear's yes dear ofcus humy loss sy be bohat kuch sikhny ko milta ha agar koye sikhny wala ho to loss sy humy forex ka bohat sara exprence ho jata ha our wasy be instan galte akr ky he sikhta ha.
                      • #101 Collapse

                        loss aur faida to har job ka hissa he aur ye humm pay b depend karta he k agar hum koi ghalti kare to dobara os ghalti ko na dohrai is se pir hamara loss nahi hooga
                        • #102 Collapse

                          forex mai starting mai sub ko losses ko face kerne hote hai aur ouske waja ye hote hai ke loss experience ke kaam hone ke waja se hote hai.forex mai trading kerna itna easy nahi hai.jitna app ko lagta hai.thanks.
                          • #103 Collapse

                            forex trading business main loss sy humain yeah sabak milta hai k saber kitna zarori hai kyu k ap loss ko rok nai skty per yeah zaror kar skty ho loss ki taruf na jao wo is trha k ap trade sai time py lagao...............
                            • #104 Collapse

                              jiee han jo kam hum kisi teacher sy nhi seekh paty woh hamin loss sikha deti hay keh greedy nhi krna chahy thi flaan jaga pr stop loss lagana tha aur loss ky bad woh ghatian dobara nhi hony pati
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                han ge bilkul hmain loss se bht kuch sekhne ko milta hai jab loss hota ai to hmain chye ke apni mistakes se sekhain or smjh kr kam krian.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X