forex mn sabar ke kia ehmiyat hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #391 Collapse

    dear forex mai greedy se dor aur sabar se kam lene wala ki bohat ehmiyat hai jo sabar se kam leta hai aur greedy nahi karta woh 70 percent is business mai kamyab ho jata hai aur 30 percent knowledge aur experience ko jate hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #392 Collapse

      sabar forex me bohoth hi ahmiyath ka hamil he q k jb bhi koi business start kiya jatha he tho us me first investment karni hothi he oor us investment k sath sath mehnath bhi start hothi he lekin sabar k sath inthizar kiya jatha he k ye business se earning start ho jae
       
      • #393 Collapse

        well my dear friend, meray khayal say forex trading aik aesa business hai jiss mein forex ki market kisi bhi banday kay sabar ka imtehan leti hai, kyun kay forex ki market aik aesi market hai jiss mein bohat ziada fluctuation hoti hai jiss ki waja say bohat say log sabar ka daman chor detay hain jaldi kay chakkar mein par kay apna loss karwa letay hain...
        • #394 Collapse

          is mai sabr ki bohat he zyada ehmayt hay jnab,,lehza is mai sbr karty he rehna cahey jnab,,,or trading mai bhi or baki sub business mai bhi sabr karna cahey
          • #395 Collapse

            forex trading main patients ki value bohat ziada ha is main agar ap ko patients karna a gya tu ap k liye bohat he ziada profit ha is main forex trading main actual main check he tarader ka sabar hota ha or is main survive bhi vohe karta ha jis main is main patients sab say ziada dkhata ha or aram saybaith kar achy time ka wait karrta ha trading liye
            • #396 Collapse

              Patience is so much important in the forex trading business, forex is the like a great and fantastic trading business that we can do it from anywhere, but without patience we cannot make profit from it, and we can change our trading to profit, so we need to be patience all the time,.
                 
              • #397 Collapse

                apka jo bhe business ho ap ko chaye usko brhy sabro tahamal sy kren kyon k baaz dafa esa hota hei k jaldbazi men insan akser loss kr beth ta hei ap ko chaye pory dheyan or mehnat sy ye business kren or sabar ka daman hath sy na choren
                • #398 Collapse

                  app ko forex business start karny sy pehly bht ehtiyat ki zarooorat he or is men patience ki bht ehmiyat he so app ko chahiye k app forex men kafi acha kam karen or sabr sy kam lyn,
                  • #399 Collapse

                    Gee sir forex trading main sabbar ki bohat zaida importance hay, agar aik trader trade main sabbar and tahmal say kam leta hay to us ko loss kam hota hay,,q keh wo apnay emotional per control karta hay.
                     
                    • #400 Collapse

                      forex main ap kay pass sabar hona chay ya ap kay leay bohat hi zarori hai ya ap ko kamyabi ki taraf lay jay ga forex main kamyabi kay leay ap ko sabar karna hota hai forex sabar ki bohat ahmiyat hai
                      • #401 Collapse

                        kkuch time aysa hota hai jab hum log yahan pee trading kar rahy hoty hain toh hmien yahan pee lloss bear karna parta hai jis m agar hum log sabar krien toh profit ho jata hau
                        • #402 Collapse

                          bhai jaan aap ne bohat he acha sawal pucha hai, or main aap ko ye batana chahta hun ke forex ke business mein sabar ki bohat he ziada ehmiyat hai, or agar hum sabar nhi karengy, or jald baazi se kaam lengy tou yaqeenan hamein forex mein nuqsaan ka samna karna padega, for-example agar markeet ki movement theek nhi hai or hum ye dekhty howe bhi jald bazi mein trade lagaty hein or sabar nhi karty ke markeet ki movement behtar ho jai, tou bhai hamein es tara nuqsaan uthana padta hai.
                          • #403 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: mnniazi92 پيغام ديکھيے
                            jee dosto mn ye pochna chata hon k forex mn sabar ke kia ehmiyat hy
                            Jis tatha ayeain namak ki ahmeyed hai agar ate main namak ziada ho jaye to vo ata korrra ho jata hai usi tarha agar hum trading main dsapar na kate to hmara bhi dil korrra hojay ga loos se bhai g it is true bhai jan is main koi shak nahi jai bhai jan
                            • #404 Collapse

                              dear har kam loss hota ha or ham ko sbar karna chahiye khas kar jab hmari trad loss me hojae.apki mistak hi apko again mistak ni karne de gi.or ap phir thek se trad karo ge.but forex me bardasht lazmi ha...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #405 Collapse

                                g bahi foriex men sbr ki boht ehmet hy agar ap jald bazi men trading kren gy tu apko loss zaror ho ga agar ap soch samjh kr sbr sy koi bhi fesla kren gy tu apko profit ho ga agar loss ho ga bhi tu bht kam ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X