forex mn sabar ke kia ehmiyat hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    ha forex trading me agar aapko bahut sra profit karana hai to aapko bahut sara intezar karana padega warna aapko kabhi koi profit nahi milta hai is liye forex trading karne se pahale aapko bahut sara sabra karana padega tabhi aapko forex trading me proft milta ai forex tradin karana aasan kam nahi hota hai sabhi ke liye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      forex may patience ki bohat ehmiyiat hy agar hum sabr se kaam nai len ge tu hum is may kamyab nai ho skte kion k new traders agr satrt may loss may jain tu wo dil chota kr lete ehn or phr isko nai krte lakin agar wo thora sabr se kaam len or give up na kren tu hum is may zror kamyab hun ge
      • #48 Collapse

        bhai g sabar se sab kuch milta hai. Allah par yaqin rakho aur sabar kro museebton par. yahan bhi aisy he hai. seekh kr kro agr market against jati hai to sabar kro. Allah Pak sab theek kr dein gyn.
        • #49 Collapse

          forex mein sabar ki boht ahmiyat hai ... ager ap ne logically trade ki hai forex mein tu ap sabar krain .... ye nahi k thori loss mein gai hai tu sabar kiye begair panic ho kr trade cut kr dein... ap wait krain aor positv chalay jae tu phr cut krain... isi trah profit bhi lena hai tu us k liye b sabr krain ye nahi k thora sa profit aa raha hai tu foran cut kr dein... but ye sub rules ap ne tab follow krne han jab ap ne sahi trade daali ho .....
          • #50 Collapse

            Forex mein insan ko apni senses mein rehty huay laaluch se door rehty huay investmemt karbi chhiye, Forex mein sabar se kaam lainy se app ko loss hony ke chances bohat kam ho jatay haia aur hamain api senses ko bhi control mein rakhty huay trding karni chahie
            • #51 Collapse

              janab forex trading mei sabar se murad hai k jab log trade lagaty hein tou aksar jald bazi mei akar thora sa up jany par close kar dete hein ya phir thorda sa nichy aty he close kar dete hein jab k mei samajta hu k market value har second mei change hoti hai uska wait karna chaye aur market trend ko follow karty huwy trade lagani chaye ta k apki trade profit mei jaye
              • #52 Collapse

                ji ajanb forex trading main sabar ki boht ziada ehmiat hai forex main hum ager besabri akarin to akbhi bhi kamayab nahi ho sakte aur ahamisha apna hi loss karainge is liye best yehi hai ke hum sabar aur himat se akam laian aur forex main apna naam rakhain
                • #53 Collapse

                  forex trading ma hamea sabar sea hi kam karna chahiyea zyada earning ka lea kuch bhi post nahi karna chahiyea is ka lia ap ka mind ka relax hona zarori ha zyada jazbati ho kar agr ap topic ko understand nahi kareain gea or kuch bhi post kar deain gea to ap ki posting reject ho sakti ha is lea sabar ka daman thamea rakheian or sabar ka phal metha hota ha as usual we know...
                  • #54 Collapse

                    Forex trading me saber ki bht zyada ahmiat hai kyunke yahan pe jb tk aap sabar se kaam nai lenge aur jald bazi dekhaen ge aap kamyab nai ho sakte hain
                    • #55 Collapse

                      In Forex trading patience play a very important role if some body want to gain and successful in this business then he has to develop the feeling of patience because if you put trades in hurry then may you face a loss which is really fatal for you
                      • #56 Collapse

                        bhai forex market me sabar ki bohot zayada ahmeyaar hai jo trader forex market me sabar se trade karte hian aur soch ke karte hain woi kamyaabi haasil karte hain
                        • #57 Collapse

                          Asallam o Alekum ,dear brother sabar forex trading mein sab sey eeham role ada karta hai ,aur jo trtader forex mein sabar sey kaam nahi ley ga phir bohat barey loss mein parh sakta hai
                          • #58 Collapse

                            Sabar to her kaam maihona chahiye or forex trading mai to laazmi hona chahiye, agar sabar nahi karogey to jald bazi mai kahin wrong trade kerdi or market aap kay khilaf chali gai to nuksaan bhi hota hay phir aakhir mai afsoos bhi hota hay.
                            • #59 Collapse

                              g bhai jaan may sirf ita kahna chahu ga k forex may sabar ki yah hai ahmyat bhai jan jasa k ap jantay hai k sabar ka phal metha hota hai zindgi k har situasan me wohi insan kamiyab hai jo sabr krny wala ho, aur forex mein jo sabar nahi kerta wo zaroor girta hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Assalam o aleikum. Sabar ki ehmiat forex mein buhaat ziyada hai. Hosh sy kaam karna parhta hai. Or thek sy strategy ko dekhtayn huay kaam karna parhta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X