forex mn sabar ke kia ehmiyat hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #631 Collapse

    mere khayal main is business main aap ko active hona parta he aur sabar ke saath kaam karna parta he, is main aap ko trading ke waqt apne emotions per control rakhna chahiye warna loss main jayen ge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #632 Collapse

      dear forex mein sabr ki bht ziada importance hai jab tak hum sabr nahi krty us waqt tak hum forex mein kbi b kamyaab nahi ho skty,yeh humarai ability pay depend krta hai k hum sabr krty hain ya nahi jo sabr krta hai forex mein us k kamyaabi k chances ziada hoty hain,q k sabr ka phal meetha hota hai
      • #633 Collapse

        dear bhai forex mai suber ki ahmiyat ye hai k ager hum sabr karein to hamy profit ho ga ager hum sabar na karein to hamara loss ho sakta hai aur akser logo ka loss isi waja se hota hai k log saber se kam nai lety
        • #634 Collapse

          forex trading me bhi sabr ki bohat ehmit hy wo is trha k ap trade lagaty ho ap k lgany k bad market dosri trf move krti hy or ap thora sbr kro gy to market wapis ay gi or profit dy gi
          • #635 Collapse

            siraf Forex men hi nahi sabar ki ahmiyat to hr jga musallam he or sabar ka aphal meetha hota he ye to mashoor kahawat bhi he or haqeeqat bhi q sabar krne dil mutmain rehta he or insan ko age barhne ka hsla milta he.
            • #636 Collapse

              dear brother forex main saber ki bahot ahmiyat hain is main saber ker k bahot baray loss se bach saktay hain oe is main profit bhi kama sakaty hian is main hamin saber se kam lana hai
              • #637 Collapse

                Forex men sabar ki bahot hi zeyada ahmeyat hai aur jo log sabar say work kartay hen wohi log forex pay kamyabi hasil kartay hen aur jo log lalach kartay hen unhen loss ho jata hai
                • #638 Collapse

                  forex trade business main sabar karna parta hain market ka oper neche hone sa hum ko sabar he to karna parta hain hum ko profat ho jayta hain aur agli trade loos main chali jayti hain waha hum ko himat aur sabar chayea sabar karne main he humara fayda hain
                  • #639 Collapse

                    forex mein agr aap ko nuqsaan b hota hai to aap ko sabr karna chahiye kyun k sbar karne se aap ko boht se masaayil se chhutkara mil jaye ga aur aap ki earning b achhi ho sakti hai
                    • #640 Collapse

                      It is said that Patience is trader's virtue. Waiting for the right trade opportunities requires patience. Entering and exiting a trade at the right moment also requires patience. And people learn it by losing their money and trust me without losing your deposit you won't learn patience so try to lose virtual money instead of the real one.
                      • #641 Collapse

                        Forex forum trading my agar ap paksitan forex forum trading my agar ap pakistan forum trading my agar ap
                        • #642 Collapse

                          Dear brother forex trading may saber kerna but he achi cheezz hai our humay zayda bay sabri nai kerni chahaye watna humay is say loss b ho sakta hai brother
                          • #643 Collapse

                            dear forex main agr sabar sy kam lia jay to hamy iz sy kafi faida hasil ho samkta hy or hum loss karny sy bach sakty hain or kafi profit kama sakty hain
                            • #644 Collapse

                              forex and sabar ki ehmiyat is necessary for each other when we trading on forex sabar ki ehmiyat is very important in this so keep sabar and watch gragpher ups and downs
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #645 Collapse

                                aslam_alikum bro forex trading ho ya kuch be ap ko sabr karna chay ku kay sabr ka phal metha hota ha our jo log lalcha karty ha wo dob jatay ha is trha hum aksr lalcha karty ha kay bara lot size lag kar zyda profite lay lay gar to market ap ke tarf rahy phir to acha ha agr ap kay opsit gay to loss he loss ha is lay hum ko lalch nahe karna chy ......

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X