Forex trading ke assol

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    brother app nay sahi kaha hay is business me ap ka knowledge or skills level hi ap kay success ko acheive karne kay sab se bahtereen zarya hta hay jitni knowledge zaida ap ko uthna hi faida zaida is lyey is business me short cuts par beleive rkhnay wle loog is ko join na hi kare to acha hay q k wo surivive nahi kar pye gay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      yes forex trading mai aapko yeh zehan mai rkhna hoga k yeh kaam koe easy kaam ni hai. Is mai agr aap mehnt kro gay tbe earn kro gay aur is mai tukay lga k kaam ni chly ga. Agar aapko is ka knowledge ni hai to pehly isay learn kro aur phr earn kro
      • #93 Collapse

        tukka system kaheen kaheen par kaam tu kar jata hai par is sy skills nai ati hn aur na hi experience hasil hota hai. Kisi bhi kaam ko karny ka sahi tareeqa yehi hai ky app us ki complete knowledge ln aur phir us kaam ko apni pori mehnat sy karn na ky sirf tukka aur luck par hi yaqeen karn. Experience aur knowledge ka hona kisi bhi kaam ky liey buhat zarori hai.
        • #94 Collapse

          jee ha ye bht ehm bt he k hme forex start karne se phele tradding k bre me puri malumat karni chaiye qk forex tradding waqai bht risky business he jis hme hmari zara c galti se loss hosakta he r hme bht loss hoga is lye hme forex me tuka lagane k bajay hme apni mehnat se hard work karna chaiye.
          • #95 Collapse

            Assalam.o.alikum! ji apne sahi kaha hai mere dost, or jahan tk mai janta hun or jahan tk mera khayal hai, izlie lie apko demo account par zada se zada mahnat karni hugi, or achi se achi learning karni hugi, tbhi ap forex k ache trader banen gae or izko samjen gae Thank You!
            • #96 Collapse

              ji han bhai apki bat nikul thk he trading koi aam bussnis nhi he ye kafi riski busnuis he is me loss k chances kafi ziyada hote hen and profit earn krne k chance km hote hen kafi log without expeornce k kam start krte hen un ko kafi losss bhi hota he jo kam chor dete hen
              • #97 Collapse

                ji ha bhij hr kam kia regulation hoty hai is tarha forex trading bi aik kam hai si liy is kia bi regulation hoty hai hum ko is pr amal krna prta hai
                • #98 Collapse

                  forex trading ma kuch asool ha sb sa phla hma apna angr sa greed ko khtm kr dana chy ha ku ka jb tk hmra andr gred ho gi hm ak acha trader nai ban skta han us ka bad hma sabr or hmit sa km lana chy ha hma loss ho b ja to dil nai chota krna chy ha or hma hr time market ko view krta rhna chy ha
                  • #99 Collapse

                    forum k rules k mutabiq chalnay se hee ap k liye acha hai because jo rules hotay wo standrd ko maintain krne k liye hotay hain agr ap is k mutabiq nai chalaingay to apko ban bhi kiia jaskta hai
                    • #100 Collapse

                      han risky to hai bhai isly is mein ak bat zehan mein rakh leni chahye k trading seekh kr aye ge is mein koi tukka nhi chalta hai na he ap asa kr skty ho agr tukka lgao gy to hr dafa kismat apka sath nhi de ge akhir wo he ho ga loss ho ga aur time waste bhi
                      • #101 Collapse

                        Agar aap kisibhi kaam ko uski limits me rehty hie karty hyn to aap ko usse kabhi bhi nuqsaan nahi hoga bulky hameesha munafa hi munafa hoga ku k rules me reh kar jo bhi kaam kiya jaye uska nuqsaan mushkil hi hota hy.
                        • #102 Collapse

                          han ji bht zarori hota hai ke ap forex trading business ko karne ke liye is business ko sab se phele rule ko samjha jaye kyoun ke ye business ap ke luck per base nahi karta hai is business main ap ke pass jitni zayda knowledge hoti hai ap unti zayda success hasil karte hai...Thanks a lot.////////
                          • #103 Collapse

                            Yes brother pa nay bilkul theak kaha Forex trading ka kam bohat he risky kam hay es kam may profit and loss both are the realities and es kam ko properly kiya ja sakta hay and na he ye gambling hay or na he ye luck game hay so we have to learn it properly if we want to earn from it Assalam.o.Alikum :)
                            • #104 Collapse

                              Forex trading ka koi bhe asol nhe hota just ap greed mt kro or apny emotions per control kro es say ap achi trading kr sako gay,or ap ko acha profit ho ga.
                              Forex strategies for beginner click here .... :)
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                dear frends me samajhti hu ke forex ke asool ye ha ke pehle hame forex ke bare me jana chahiye ke kya ha or phir serious hona chahiye trading me game na samjhe aqal istimal kare

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X