Forex trading ke assol

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    forex business my kam k ly ap ko plaing k sath kam krna ho ga phly forex ko learn kry then us ko use kry ap tb he kch earn kr sky gy otherwise ap kch gain nai kr sky gy or loss he kry gy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      je han bhai bilkul apny sahi kaha hai har kisi ko chaiye kay is business me nay se phly is kay rules dekh ly or isko samj ley ku k ye itna asaan nahi hai jitna hum sochty hain
      • #138 Collapse

        my dear brother mery khayal main forex trading business main trading kay liya assol ya ha kay ap kay experience knowledge or pratice kay sath sath forex trading business main trading kernay kay liya ap kay pas learning be hona must ha. so be careful................
        • #139 Collapse

          j bilkul theak kaha ap ne kyn ke sirf tuka kuch nahi hota hay trade ko karna ke liye acha dimag aur aik achay calibar ki zaroorat hoti hay jab hi ap is main agay barh saktay hian.
          • #140 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Abid Habib پيغام ديکھيے
            jee han dostoun mera is bare may yeh khayaal hay kayforex aik best busineess hay jis may kaam acha hay tawajja bhi dayn aur aik kamiyaab trader bun sakte hain and hamein iskay usoolun ko made nazar rakhna chahiye
            Bhai aap bilkul thk keh rahe ho trading k doran hamen calm rehna zaruri hai taa k hm ache se soch smjh kr decisions le saken or ye ek risky business hai to bagair soch smjhe koi decision lena ya tuqqa lgaana loss k chances brhaa deta hai is liye hamen trading mai in sb baaton se bchna chahye
             
            • #141 Collapse

              forex ki requirement heey aur iss keey rule keey mutabiq hum kaam kareey geey tu hum ko ussi hisaab seey benefit millta jayee gaa forex keey bareey meey knowledge leeney keey baad bohet hi kem hedd tekk loss meey jaa sakteey hai jiss seey ap ko benefit in profit meey hoo gaa trading kerneey keey lihaaz seey aap keey pass jitna knowledge aur experience hoota heey aap ussi hisaab seey trading kertaay heey
              • #142 Collapse

                yes deer friend forex trading k assol kafi muskil hain ager ap unk asool k against jao gay tu apko banned kr diye jaye ga apko tukay se ny demagh se kaam lena perta ha ta k apko banned na kiya jayen apko forex k rules ko follow krna perta ha kbi b asa kaam ny krna hota jo k forex ka against ho is liye forex business ko soch samjh k krna hota ha.
                • #143 Collapse

                  balkul g forex bohat risky hai. mazeed yah k just forex nahe tamam business risky nature k hoty hai. yani jab b ap karobar karty hai to ap profit or loss any k chance hoty hai. is taraha forex main b yahe condition hai k ap knowledge se loss ko kam to kar sakty hai lakin khatam nahe kar sakty risk rahy ga .
                  • #144 Collapse

                    yes ap thek keh rahe hen k forex me hum ksi gambling ki trha earning nhi kr skte yahan humen knowledge ki zarurt he. humen yahan per market ko understand krne ki zarurt he humen andaze se earning nhi kr skte
                    • #145 Collapse

                      ji Haan Bilkul agr sub traders ye baat realize kr lein k forex aik risky aur difficult business hai jis main successful honey k liye iski learning krna boht zarori hai to traders ko kum sy kum loss ho lakin mostly traders is k opposite krty hain
                      • #146 Collapse

                        Ya to buisness karna ka assol ha ka ka us ko karna sa pahly us ko sekhna chaheye is waja sa haman pahly to kisi sa is ka bara ma information lani chaheye phir us ka bad damo aaount bana ka trading karni chaheye ta ka hamara risky work na ho balka perfect work hona chaheye..
                        • #147 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: liv92 پيغام ديکھيے
                          mere dost forex ka yehi assoll hy ke assoll hy ke hum soch samj ke trading karain hamai chiay ke hum trading ko achi taras e seekhain and samjain anr phr trading start karain forex mai
                          ji haan!!forex ek boht hi risky work hai!!!is liye agar ap ko loss se bachna hai or apni trade me profit chahye to ap ko chahye k ap hardworking kren trading me!!!
                           
                          • #148 Collapse

                            koe bhi business ho usko start krny sy pehlay waqye usky bary main pori pori malomat honi chahye ta ke ap apny apko secure rakh saken thanks brother apnay hamen bahut mufeed malomat di ... wesy main bhi koshish kar raha hon ta ke time to time thora thora seekhta rahon.
                            • #149 Collapse

                              dear in my opinion forex kay asool mai sub say phly ap ko experience knowledge or practice ka hona boht zarori hai jiss say ap ka trading knowledge increase hota hai or ap learn kerty ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                hello dear you are saying absolutely right my dear i agree to you 100% forex trading business is a very much risky business and we should learn first then we can do it otherwise our whole amount will be loss which we get by bonus or our investment.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X