Forex trading ke assol

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading ke assol
    forex trading ka kam start krne se pehle yeh bat zehan nasheen kr len ke yeh bohat risky work hai iss ma ap ko koi tuka system kam nahi de ga is ke liye ap ko forex ki strageties ke bare ma malomat honi zaroori hai.
    Islamic Books Blogging Tips
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex trading k assol kafi muskil hain ager ap unk asool k against jao gay tu apko banned kr diye jaye ga apko tukay se ny demagh se kaam lena perta ha ta k apko banned na kiya jayen apko forex k rules ko follow krna perta ha kbi b asa kaam ny krna hota jo k forex ka against ho is liye forex business ko soch samjh k krna hota ha.
    • #3 Collapse

      han ji bht zarori hota hai ke ap forex trading business ko karne ke liye is business ko sab se phele rule ko samjha jaye kyoun ke ye business ap ke luck per base nahi karta hai is business main ap ke pass jitni zayda knowledge hoti hai ap unti zayda success hasil karte hain aur ap utni zayda earning karte hain
      • #4 Collapse

        forex trading k kuch asool hain jinko follow kart hwe ap forex par kam kar sakty hain otherwise ap ko nuksan ho sakta hy or ap apny acount ko zaya kar sakty hain. forex trading par kam karny k lye apko apna i.p adrees same rakhna hota hy taky ap apna acount bacha sakeen is k lye ap ko aik hi internet connection say apna acount kholna chahye taky bach jaen.
        • #5 Collapse

          Forex trading aik real business hai aur is main ye asool hai keh hamain chahiye keh keh koi tuka system nahi hai forex balkeh proper knowledge hai aur jab tak hamary pass acha knowledge nahi ho ga to hum achy pips nahi laga sakte hain.
          • #6 Collapse

            Bhai ager mei sirf risk ko he dekhun ga tou kabhi bhi trading nahe ker sakun ga kyn kay risk tou her business mei he mojood hota hei mujhay chahye k mei is field k baray mei serious hoker study krun or aagay berhun takay profits earn ker sakun.
            • #7 Collapse

              g bilkul forex ek risky busniess hy is mein hum koi shortcut koi tukka apply nai kersakty hy....forex byshak asan hy bt is k bhi kuch asool hy agar hum un assolo per puri terha chaly gy to humain success n profit zarorr milay ga or hum ek achay trader ban pay gy.....
              • #8 Collapse

                Assalam o alikum ji janab baat ey hay kay forex trading main aap pehlay forex kay rule ko achi tarha say samajh len takay aap ko kaam karnay main mushkil na ho kun kay ye aik risky business hay
                • #9 Collapse

                  Forex trading main hmain bohat zyada mehnat k sath sath practice ki bhi zarorat hoti hai is liye hmain chahye k hm Forex main sirf apni mehant k sath kam karain or apnay liye kuch hasil karain
                  :p..........No One is perfect and I am No One........:p
                  • #10 Collapse

                    Aap ne theek kaha hai forex ek risky business hai is mein humain sooch sumj kar trade karni chahain aur greed nahi karni chahain is k baare mein learn karte rehna chahain hamr knowledge hi humain ek acha trader banata hai hard working hona chahain.
                    • #11 Collapse

                      ji bhai ma apki baat se bilkul agree karti hoon k forex bht risky business ha tuka ya koi shortcuts isme nai chalte hain sab kuch apki knowledge aur experience aur hardworking pa depend karta ha so is k liiye zaroori ha k aap pehle achi knowledge gain karain aur phir practicr karain experience bharhayain phir trading karain aur market k trends ko achi taraah s samjhain aur strategies ko bhi samjhain aur souch samaj kar trade lagayain
                       
                      • #12 Collapse

                        g yeh thread new comers k liye sab say best hain ager koi new comer is ko folow karta hai tu yeh us k liye bht acha hai wo is mai achi earning karna k qabil ho jae ga warna is mai loss he ata hai learning k beghair trade karnay waloon ko
                        • #13 Collapse

                          G han bhai jan ap n ebillkul sahe kaha man ap ke bat se 100% agree krta hon g han hum ko forex ko joinkrny sephly es k bar man khob jan lena chy q k ye bhot he riski business ha or es k asol bhe bhot he sakht han
                          • #14 Collapse

                            Asslam o alikeum! Yes bilkul theek kaha i am agree with you humain iski puri knowledge honi chaiye taky hum aik achay trader banskien aur is risky business ko achi tarh operate karskien
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              bhai forex me be asool admi kabhi tarakki nahi kar pata hai forex kamyabi usi ko deta hai jo is business me carefully kaam kare or koshish kare agey barh ne ki or mehnat se is me din raat apne surve kar de tabhi kamyabi qadam choomti hai .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X