Forex trading ke assol

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    yaar iske bohat se asool hen aur wo b bohat easy hen pehle asol jis par mein roshni daalna chahun gah wo ye k hamen kabi b lalach nae krna chaiye aur aik aur baat hamencopy paste se bachna chahaiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      trading ko simplify kre aur rules ko neglect na kre jo rules aap practice se sekhte hai un pe clear command haasil kre ap zara sa bi un rules se agr divert hote hai tu result negative ata hai aur aap ko phr sochna padhta hai ke aisa kyo hua is lye focus on your strategies
      • #33 Collapse

        ji ji ji &gt;&gt;&gt;&gt;&gt;&gt;&gt;&gt;

        ager ap unk asool k against jao gay tu apko banned kr diye jaye ga apko tukay se ny demagh se kaam lena perta ha ta k apko banned na kiya jayen apko forex k rules ko follow krna perta ha.....................
         
        • #34 Collapse

          ap unk asool k against jao gay tu apko banned kr diye jaye ga apko tukay se ny demagh se kaam lena perta ha ta k apko banned na kiya jayen apko forex k rules ko follow krna perta ha
           
          • #35 Collapse

            g bilkul bro ma ap ki bat sy agree karta hu k forex trading mi tuky ni chalty ha es sy hamy loss he hota ha forex ek risky business ha jab tak ham es py hard work kar es ko learn kar k ni kary gy ham successful ni ho skty ha es lia hamy es ko learn kar k practice kar k phir real trading karni chaheya.
            • #36 Collapse

              G bilkul ye thread new comers k lye buht he important hai jo ye samajte hain k ye forex trading buht he easy hai aur is mein aane k bad jab unhen kuch samaj nai ata tou aise he tukke lagate hain is se kabhi unko loss hota hai tou kabi profit, is lye unhen chahiye k is ko thek tarahse learn karen aur phr trading karen.
              • #37 Collapse

                ji bh zarori hota hai ke ap forex trading business ko karne ke liy3 is business lo sab se phele rule ko samjha jaye kyoun ke ye business ap ke luck per base nahi karta hai is business main ap ke pass jitni zayda knowledge ....
                • #38 Collapse

                  ik forex trader kay liey uss ka experience he uss ki power hoota hai.hum apny experience kay hisaab say earning kar sakty hain.agar to zyada experience ho ga to phir hum zyada earning kar sakty hain.
                  • #39 Collapse

                    forex main ap ka yeh asol hona chaiy k ageer ap ko loss howa hai tu ap apni is main kami dakhain k kia bat hai jis ki ap ko samaj nahi ai our is waja se ap ka loss huwa hai is ko control krain apny ap ko ik acha trader banay k liay apny daily k asol banain
                    • #40 Collapse

                      forex trading ke koi hard & fast rule nhn hain bs kuch rules unhe follow karna bht zaroori hai jaise.......hum copy paste nhn kar sakte is se humry bonus pe effect par sakta hai...........or phele investment karni hoote hai bs ise tarha k rules hoote hain.......
                      • #41 Collapse

                        salaam. forex trading bazaair to aik asaan business hay, lakin forex trading ko itna asaan na samja jae yhe aik risky business hay koe pata nae lagta kis time aap ka profit howa aur kis time loss. es liye forex kay rules ko follow karnay ki koshish ki jae na kay apnay asoolo per
                        • #42 Collapse

                          yes i know sir k forex mai aap k tuky nahi chalty forex mai aapko is k baray mai jana bhut zarori hain forex ki knowlegde hona or yaha pay exprience ki bhut ziada ehmiyat hain jis ki waja se aap forexx nai loss se bhajay rahy gaye or risk kam lena parayga.
                           
                          • #43 Collapse

                            forex aik bohut hi profitable business he but ye utna hi risky bhi he hum is risk ko just knowledge gain ker k hi minimize ker sakte hen.humein risk avoid kerne k lie money management and risk management ko learn kera lazmi he.
                            • #44 Collapse

                              forex treading ka assol ya ha ke ap ke account me jtney be $ hu lakin ap ne is me lalch nehi kar ney hoti kuke lach he ap ke profit ko eat kar jati han...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Ji aap bilkul sahi bol rahe hain hame forex ma trading karna se pehle is k sare asool jaan lane chaiye hain aur sab se bari baat k ye business start karne se pehle hame iski bht achi tarah se knowledge hasil karni chaiye hai phir demo pa practice karni chaiye hai phir real trading karni cahiye hai ku k real ma aik zara si bhi galti se bht bara loss ho sakhta ha ku k ye aik bht hi risky business ha is liye knowledge ko jitna zada hasil jar sakhte hain karain
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X