forex trading ma loss ka andesha rehta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #481 Collapse

    dear Forex jetna profitable hy utna risk bussens b hy dear Forex aik international bussens hy or is market hamesha moving kerta rehta hy or hame nahi pata hota hy market kab move ho jayia is leyia Forex me hamesha loss hone ka andesha rehta hy q k Forex me profit earn kerne me time lagta hy leken loss hone me kopi time nahi lagta hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #482 Collapse

      g apne thek kaha ha market ka koi believe ni hota kis traf move karti ha ham to bas andazy se trading karty hain or forex to boht risky business ha is main hamen kafi dihan se trading karni parti ha
      • #483 Collapse

        business mein loss or profit 2.9 sat sath hain forex mein loss ka andesha is lye hota hai k market seconds mein up or down hoti hai is kbhi oss bhi ho jata hai
        • #484 Collapse

          forex mein loose aur profit dono hotay rahtay hain kosis kary es mein mind se trading karay ap k liye better ho ga aur es mein greedy na karay thankful for question
          • #485 Collapse

            Yes dear ye aik asa bsuienss ha jis me hmen loss ka hmeshah dar rehta ha is business me hmen loss kafi hota ha lakin hmen is business me loss se bachna ha tu us k liye hmen is business me lalach ko khtm karna chahe tb hi loss se bach skaty hain
            • #486 Collapse

              dear ji loss ka andaisha to hota hai lekn har waqt loss n i hota agr ap thek se planing karain market se bakhabar rahain to kafi chezon ka pta chal jata hai aur hum loss se bach saktay hain lekn jahan profit hota hai wahan loss bhi hota hai usay manage krna hamara kam hai...
              • #487 Collapse

                dear agr ap trading ko sikh lo is ki skill gain kr lo to ap ko loss nhi ho ga is liay ap ko chahiay k pehly trading ko sikh lo phr ap ko loss ka khadsha ziada nhi ho ga but agr ap sikhy bina hi trading kro gy to loss ho skta he
                • #488 Collapse

                  dear friends and Brothers salam to all .*,,.,.,.,.,., bhai jaan jo mistake karta hain woh hamesha darta hi rheta hain is main choti si galti humein loss tk puncha deti hain forex tarding main galti ki kio gunshish nahi,.,..,
                  • #489 Collapse

                    aisa nai hy k hm just utaar chrhaaao ka andaza he lga sakain. . .currency ka naturaaly fall na aaye tu forex traders is ko smjh sakty hain k kb utar chrhaao mumkin hy. . .ye totally andaazy kee baat nai hy. . .
                    • #490 Collapse

                      bilkul aisa he hai mai ap ki baat sy totally agree krta hoon,bht rare log aisy hoty hain jin k pas forex k about proper knowledge hota hai,un ko market k about sab pata hota hai,jab market change hoti hai tu wo apny knowledge ko utilize krty huy trades krty hian,baki logoon ko kuch b nahi hota forex k about.
                      • #491 Collapse

                        beshak forex mai loss ka daar hota hai.lekin agar app sahe se kerte hai market mai analysis tou app ko ache earning ho sakte hai.forex trading mai proper money management ke sath chalna hota hai.
                        • #492 Collapse

                          Agar ap pakistan forex forum trading my agar work karty ho to ap is my bhot achy sy trading karo agar ap pakistan
                           
                          • #493 Collapse

                            Agar ap pakistan forex forum trading my agar ap pakistan forex forum trading my agar ap pakistan forex forum
                             
                            • #494 Collapse

                              G han bilkul...ye forex trading ka business e riski business haii....is maii loss ka tu andesah laga e rhta haii......ye business maii kmyaabi hasil krne k liye is a exoerience hna lazmi haii
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #495 Collapse

                                Han bilkul eisa hi he k hum es karobar ko agar understand kar leite hin aur phir hum es karobar min bari malomat akhti kar leite hin to loss se bacha ja sakta he magar jeisa k ye aik karobar he es min se hum bari malomat aur information se earning aur profit bhi le sakte hin. Money earn karna to aik maqsad hota he magar us k sath sath humin malomat bhi milti he.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X