forex trading ma loss ka andesha rehta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #466 Collapse

    ji mein yehi kahun ga yeh kam krny sy pehly yeh soch len k yeh kam loss k bd hi profit deta hai full of rish hai yeh kam ...................!
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #467 Collapse

      jee han forex ki market mein baaz dafa fluctuation itni zyada hoti hai k kuch pta nhi hota k market mein profit hoga ya loss lakin market ki condition ko deal to her ek ko kerna he perta hai tabhi loss say bacha ja skta hai
      • #468 Collapse

        Dear friend forex trading business mein thora loss ka andesha bhi hota hai lekin agar hum trading ko experience aur knowledge kay saath karein tou humein good profit mil sakta hai.
        • #469 Collapse

          je bikul je meray khayal myself toh apko waqai currency trading jese buisness myself kafi burning ka andesha rehta ' ok kabhi bhi burning ho sakta ' apko bs apko apna kam right karna ' or even acha karne ' acquire burning ka andesha bhi kam rahe.
          • #470 Collapse

            g jan bilkul forex buseinss main hamen loss ka dar hi rhta hai ku k is main hamen kuch pata nahi chalta k kab market ne up down hona hai is liye is main ham kuch kh nahi skte hain is liye hamen is main se dehan k sath trading karni chhaye........
             
            • #471 Collapse

              dear har waqt aur rehna b chahiye loss mind mai ho ga tu ap achii trade kar skao gy even ap apne account ko boht ache se manage b kar sako gy agar loss ka andesha na ho tu koi faida nhn hota...
              • #472 Collapse

                ma ap ki baat sy agree karta hu forex business ho ya koe aur business ho us ma loss ka andesha zeyada sy zeyada rehta ha aur profit k chance kam hoty hain
                • #473 Collapse

                  je main ap ke bat se agre karta hon .kah forex main hamesa loss ka ansesa rahta h .kah kis time hamin loss ho jae .kunkah market pata nahe chalt kah kab wo uper ya nehe chale jae .as lae hamin hamesa loss ka andesa rahta h.forex main hamin bohat mahnat karna ho ge lakin as ke bawajood bhe as main ham log mokamal control hasel nahe kar sakte .as main agae ap ke qesmat ache to ap profit hasel kar sakte hain .warna loss ka dar hamesa rahta h.
                  • #474 Collapse

                    Brother agar aap ney trade lagai hoi hey to agar currencye rate low hey to aap ko chaiheiy key aap wait karen chahey 1 to 10 days hi wait karna parey wait karren jab currencye up to to aap close karen. Forex trading men bohat sabar se kam lena chahiey.
                    • #475 Collapse

                      yes dear ap ki baat sahi hai forex mein loss ka andesha rehta hai but loss ka andesha hi ki wajah se ap poori mehnat or tawajah k sath trading krte ho or or yehi andesha ap ko profit b delata hai
                      • #476 Collapse

                        g ahn forex ek bohat riksy business hai aur is mein loss to hota hi hai aur is mein professional traders ko bhi loss hota hai is liye apko chahiye ke ap is mein proper money management ke sath trading karen aur is mein kam se kam risk len.
                        • #477 Collapse

                          yes gee haan my dear app nay sahi kaha hai forex bussiness mein un logon ko loss honey ka bohat zeyada khatra hota hai jo forex bussiness mein without planinig without strategy aur strong analysis aur high greed say trading kartey hain aur jo forex mien expert hotey hain with analysis + strategy aur without laluch trade kartey hain woh log hi forex mein hameshah sucessfull profit kamatey hain
                          • #478 Collapse

                            Forex trading main loss ka andesha un logon ko rehta hai jin k aps proper experience or knowledge nahi hoti Wrna market ko analyze krna experienced traders k liye mushkil nahi hai. Q k wo market se fully updaterehty hian.
                            • #479 Collapse

                              loss ka andesha to is kam me hota hi ha is liye hamen chahiye k hum zada kam kar k learning karen is kam me har waqt khatra hi hota ha k kabhi bhi rates aik dam gir skty hen tu is liye is kam ko koi bhi banda sahi se nahi kar skta perfectly q k ye aik unstable business ha.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #480 Collapse

                                forex mein loss ka endehsha rahta hai qu ke is mein curency ka otar os sharao hota rahta hai is leye
                                hm los ka ansheh mehmesha rahta hai aure agar loss ho bhi jaye tu bata hota hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X