forex trading ma loss ka andesha rehta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #436 Collapse

    My dear brother wese to tamam businesses main loss ka andesha rehta ha. but jo log forex main tradin gkarte hain wo forex market ka proper analysis kar ke trading karte hain to un ko loss ka andesha nai rehta.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #437 Collapse

      Mere khayal main dosto forex main loss ka andesh un traders ko hota ha jo forex market main new hon or in ko proper experience na ho. jo log forex main proper analysis kar ke or market ke trend ko dekth kar trading karte hain wo forex main successful rehte hain.
      • #438 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: waseer99 پيغام ديکھيے
        forex trading ma loss ka hamesha andesha rehta hai kyun ke koi nahi jasnta ke kab currency rates ma utar chrao ho jaye or is ma sirf andaza hi lagaya ja skta hai magaer properly is bare ma janana mushkil hai.
        yes i agree with you forex trading is too much risky business even many of traders get loss in this business because they do not learn forex trading business but every one want to make money but they do not know no one can make money in forex trading business with out learning and knowledge.
        • #439 Collapse

          forex work keey liyee aap jitnaa iss ko time deey geey aur iss meey invest kareey geey uss kaa aap ko untnaa hi ziadaa benefit hotaa heey forex working ko agerr aap hobby banayee geey tu aik time aisaa ayee gaa keey yee aap ko benefit deey gaa aur aap iss seey good out put leey raheey ho geey jeb tek uss keey bareey meey knowledge naa ho uss ko ser injaam nahi dainaa chahyee
          • #440 Collapse

            g ha yah aik business ha ur is ma naffa nuqsan dono laga rahta ha aur agar ap is ma soch samjh ka kam kara ga yani is ma tuka wagara nahi mara ga to is ma apka loss wagara huna ka hadsha kam hu ga lakin agar ap is ma tuka mara ga yani ap is ko soch ka nahi kara ga to is ma apka loss huna ka dar zayda hu ga
            • #441 Collapse

              Forex main hi nahi har business main los ka dar to hota ha Qk agr ap ko profit ho sakta ha to ap ko loss bi to ho sakta ha is sliy loss ko i apnty mind main rahkna chhay jis ki wajs y ap k pass plan b ho ga jis ki waj sy ap apny loss par kabo paa sakty hoo
              • #442 Collapse

                Dear forex aik aysa business hay jo kay bohat ziyada risky hay sab kay liya nahi sirf un kay liya jo kay market ko jaj nahi kar saktay iss liya iss may har wakat loss honay ka andaysha rahta hay magar agar aap achay analyzer ho to phir aap ki her entry profitable hoti hay or aap ka loss kam say kam hota hay.
                • #443 Collapse

                  yes ye bat thek he k forex k business me loss ka der rehta he lakin ye sirf forex k business me hi ni app koi b business kar rahe hon os me loss ka chance tu hota hi he lakin ager ap other businesses ki tara is me b care k sath kam karen tu loss k chance ko kam kia ja sakta he
                  • #444 Collapse

                    ng mein loss ka andesha buht hota hy bt mera khyal hy k is se bacha bhi ja skata hy agar hum news per any time tawaja rakhy market koo buht deep mein analyz karai or apny exprience ki bina per buht soch smajh ker faislin rehta hai .... forex main yeah problem khuch zayada he hai si b forex market main invest kernay say pehlay wahan k risk or threats dekh lenay chiehayee is say loss ka masla kam hoo jat
                    • #445 Collapse

                      g haan g bilkul teekh hai ye aik online business hai iss myn loss sab ko hota rehta hai ooor loss ka khtra bhe rehta hai isss liye har kaam soch samjh kar karna chahye ooor dehaan sey...
                      • #446 Collapse

                        kich hadd tak apki baat sahi hai lekin jo Record iski correct knowledge rakhtay hain un ko pata chal jata hai k market downwards move karay gi ya upwards is main sirf tukkay hi nai lagtay mere bhai ap ko news ko impact karna bhi aana chahiye
                        • #447 Collapse

                          yeh der to her trader k zehan main hota hai k ho sakta hai k jab main trade lgayaoun to mjay loss ho jayeh lehnt k baad yeh sab der khatam ho jata hai.
                          • #448 Collapse

                            har business mein ups and down ty hota rehta hai lakin trader ko chahiye kay woh confidence say kam lay or dil chota na kery bilkay experience kay mutabiq kam ker kay acha profit kam sakty hein
                            • #449 Collapse

                              g bhai ye baat to hay k is me loss ka andhesha rehta hay kyn k market me rate up and down hoty rehty hen is liye humy chaye k is me experince le ker he market trading me entry kenri chaye conditions k mutabik he humy pani invesment aur traodng kerni chaye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #450 Collapse

                                G han ye business aik asa business ha jis me hmen loss kabhi bhi ho sakta ha isi liye hmen chahye k hm is business me mehnat se kam kareen kyun k mehnat se kam karny se hi hm is business me loss se bach sakty hain or achi earning kar k career bna sakty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X