forex trading ma loss ka andesha rehta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #316 Collapse

    gee han bhai hame hamesha loss ka khtra ehta hai or is ki waja se ham wrong decision le lete hain jis se hame loss ho jata ahi is lie hame fresh mind ke sath trade karni chahie
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #317 Collapse

      dear forex 1 risky business main jis main loss or profit hota reha hain or is main loss ki tension to har waqt rehti hain is lia humey kam lot par trade karni cjiaey a k humey kam say kam loss ko saface karna pharey
      Messi Rajput :)
      • #318 Collapse

        trading ma loss ka hamesha andesha rehta hai kyun ke koi nahi jasnta ke kab currency rates ma utar chrao ho jaye or is ma sirf andaza hi lagaya ja skta hai magaer properly is bare ma janana mushkil hai
        • #319 Collapse

          g han forex trading me loss ka andesha rehta hai kun k trading k business me up and hoty hain jin ko aap apniplanning or knowledge se dor kr k good trading kr sakty hai tb aap ko loss ka khtra nahi hota
          • #320 Collapse

            dear forex main loss hony ka dar sirf unko he hota hai jiss ka experince nahi hota hai aur jiss k pass iss k bary main knowlege nahi hota ager wo iss main practice karin aur ziada say ziada mehnat karin tu unko bhi loss ka dar na ho iss leay iss main experince hona zrori hia phir he app markeet ko samjh saky gay.
            • #321 Collapse

              balkul forex trading main loss ka andasha to hamisha rahta hai q k forex aik riksy cheez hai. waisy to loss ka khof her jaga rahta hai. lakin forex main is ka andasha barh jata hai. q ka forex market hamesha move kar rahi hai. jo k bohat profit or bohat loss dainy ki ability rakhty hai.
              • #322 Collapse

                nahi bhai jan forex trading business men loss ka khtra nahi hota loss kakhatr us waqt hota hy jub ap ky pas forex trading business ka knowledge or experience na ho or ap ny trade krty time stop loss or take profit ko use na kia ho
                • #323 Collapse

                  The power of patience is something that most new traders do not understand and are running at over where the long-term objectives and technical analysis. We must understand that the operators that patience is the best friend of the fishermen
                  • #324 Collapse

                    Brother ap ki baat theek hai hum sirf analysis kar saktey hai jiss say humein andaza mil jata hai or phir hum order laga kar profit earn kar saktey hain lekin bass time loss bhi ho jata hai kiyun kay analysis wrong ho jati hai is liye stop loss trading karna better hota hai
                    • #325 Collapse

                      han g bilkul forex bht e risky kam hai es mein loss ka chance hanesha rehta hai es leyeh hmy soch smj k trading krni chahiyeh warna loss e ho ga es keyeh hmy chahiyeh hard work kry mehnat kry tub e kanyab ho skty disri trha bht mushkil
                      • #326 Collapse

                        g han bhai jan main apki baat se mutmain houn k is main humain loss ka hmeesha dar rehta he isi liye to ye bht risky buiness he is main humain profit or loss ka dar lga rehta he isi liye to isd main confidence k sath trade krni chahiye is main profit k sath loss b he or is main hmesha ups and downs aty hi rehty hain
                        • #327 Collapse

                          ji mere bhi forex trading ek business ha or har business ma loss ka risk to hota ha is liye ap k liye best ha k ap forex par proper training kr k kam karn is sy ap ko zayda work karn chaye q k ap ko ofrex par chaey k ap fore xpar loss b ho sakta ah is liye ap ko full propare hona chaye k los b ho sakta ha
                          • #328 Collapse

                            well, ap ne jo pocha hein k tradng forex mein loss ka andaisha hota hein k nai tu mein iss baray mein yeh kehna chahoon gee k haan g , qk yeh aik buziness hein tu buziness tu naam hee loss n profit ka hein tu loss ka andesha tu hota hein
                            • #329 Collapse

                              y6ar kisi bhi business my ap ko loss or porofit hotahy is ka mtlab ye hy loss nor profit dono busienss ka aik aham hjissa hy or dforexm ay bhi loss bhi hotahy or profith bhi hota hy kieep wootking hara d
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #330 Collapse

                                Market ke trend ko samaj kar ap agar trade le ge to woh trade ap ke liye beneficial hi rahe ge waise ap theek keh rahe ke market ka koi bharosa nahi hota hai aur kabi kabar to experience trader ko bhi loss ho jata hai magar proper knowledge ke sath agar ap yeh kam kare ge to ap ko loss ki chances bohat hi kam hoge.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X