tawaja se kam

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #811 Collapse

    is forex main hum sab kam kar skaty hain so hamain is k bary main hard work karni ho gi aur kab tak hamain kam main focus nai ho ga is main hamain kam karny ka faida bi nai ho saky ga so hhamain is main plane kar k hi mind ko fresh kar k hi trade karni ho gi aur is say hamain loss kam ho saky ga it is best
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #812 Collapse

      Ji bhai Bilkul Trading nahi jo bhi kaam ho ussy poori tawajja se krna chahye.. iss se ghalti ka imkaan kam ho jata ho or kaam jaldi bhi ho jata hay
      • #813 Collapse

        hamain is forex main learn kar k hi trade karni ho gi aur mind ko fresh kar k hi trade karni ho gi tab hi hum real main profit hasil kars akty hain aur hamain is forex k bary main planing karein gay tab hamain is say faida ho saky ga aur is forex main earning kar sakty hain
        • #814 Collapse

          Re: tawaja se kam

          aap nay sahi kaha ha kay market ma hum ko farsh ho kar trading karne cahay is ma hum agr aik be mstak karty ha to is ma hum ko loss ho sakta ha is liay hum ko is ma market ma humsah cool mind sa soch smj kar rules ko follow kar kay is ma trading karne cahay
          • #815 Collapse

            Re: tawaja se kam

            Forex trading main kam kertay howay hamesh khayal rahay kay jo kam kernay lagay hon us per apni tawaja rakhen aur khas ker jab trade laga rahay hon to us time to boht zayda ehtiat ki zarorat hoti hay. boht say trader trade lagatay howay tawaja na honay ki waja say pehli lagi hoe trade ko ghalti say close ker detay hain ya lot size boht bara laga letay hain.
            • #816 Collapse

              Re: tawaja se kam

              Forex forum main tawaj say kam karen aur is forum main posting new trader kay liye ki jati hain ta kay wo achay say par saken aur ager koe cheez un ko samag na aye to wo dobara thread bana kay poch saken kay ye kia cheez hoti hay. is liye apni posting achi karen aur alfaz ka chunao aisa karen kay aam parhanay walay ko bhi sari samag a jaye.
              • #817 Collapse

                Re: tawaja se kam

                There is no doubt that if we work with children, then it will be our own profit and we want that whenever we start trading So we should have a press mine at that time if we do not have a fresh mind, then we will not be able to do good trading and will be upset if we are upset. So you have to trade with Refresh Mind and start trading after analysis.
                • #818 Collapse

                  Re: tawaja se kam

                  G pakistan forex aisa aisa business he jhpa galti ki gunjaish nahi full focus apne work par kren aik galti se apko loss b ho skta he is lye ap ik business kre he business man ki trah tawaja se work kren ye bht zrori he Kam koi b ho Jab tak ap uspe focus nahi krege ap succes nahi honge
                  • #819 Collapse

                    Re: tawaja se kam

                    bhai jan ap ki bat bilku thek hy q k agr hum is my kam krty hn or hum sy koi b mistake ho jati hy to humy us ka bahet he nuksan ho sakta hy.forex treading ik online business hy jis my mistake ki koi b gunjaysh nahe hy.iss liay humy is my puri tawaja sy kam krna chahey.
                    • #820 Collapse

                      Re: tawaja se kam

                      g bilkul dear forex trading mai humay hamesha say he alert rehna parta hai uski waja ye hai k jab jab forex ki news ati hai us time per markets mai movement fast hone lagti hai or agr us duraan humne trade apni open ki hoti hai tw wo kafi had tak risky hojati hai humay bhot ziyada loss ka samna rehta hai issi waja say forex trading mai humay hamesha say he soch smj kar apni trade open karni hoti hai time or news ko dekhte howay trading karni chaiye
                      • #821 Collapse

                        Re: tawaja se kam

                        G han humyn forex trading ka doren pori tawaja deni chiye taan ka humiyn acha profit mil saky or ager humri tawaj nahi hoi to hum ko bahot barye loss ka samna bhi karna per sakta hai so apny fresh minde ka sat dorex ko use karyn
                        • #822 Collapse

                          Re: tawaja se kam

                          g bro ap na theek kha ha hum ko chaiya ka porit attention ka sath kam krin khas tor pa jb hum real accoutn mein trading kr rhy hon kyun whan pa aik second ki galti ap ko kha sa kha pohncha sakti ha.forex tradign aik asa business ha jis mein seconds mein bhii sab kuch change ho jata hai.ager kisi bhi tetnion mein hain to har giz real account mein tradign na krin.
                          • #823 Collapse

                            Re: tawaja se kam

                            Assalamualaikum dear friend Hum ghar ka kaam ho yeah office ka Hum tawajjo sa Karte Hain Ki Humse kharab Na Ho Jaaye ISI Tarah Forex trading main bhi e Hamein apni post aur trading ka kaam Badi tawajjo karna chah Hum mehnat Karke Ae posting aur trading ka kaam Karenge tawajaKe Sath Hamein Bhari Achi earning hassle hogi aur Agar Hum Apne kaam partwwaja Nahin Denge to Hamein main kabhi bhi kamyabi hasal nahi ho sakti
                            • #824 Collapse

                              Re: tawaja se kam

                              is forex main planing kar k hi hum achi trade kar k hi hum achi trade kar k hi hum real main bi perform kareing ayy aur hamain is forex main up aur down ko dekh k hi hum real main bi perform kar skaty hain aur hamain market main profit hasil kar k hi hum sucess hon gay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #825 Collapse

                                Re: tawaja se kam

                                market main planing kar k hihum achi trade karein gay aur hamain market main focus kar k hi hum kam kar k hi hum sucess ho sakty hain aur hamain market main emotion ko kabo main rakh k hi hum sucess ho sakty hain aur hamain is forex main bi achi trade karein gay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X