Forex trading ma jazbati nahi hona chahye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #676 Collapse

    Forex trading me emotion se cool mind se trading krni chahey. agr ap emotions se karen gay trading to ap kafi loss me ja sktey ha .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #677 Collapse

      g han trading me jazabat ko control me rakna zarori hay agar 1 ya 2 trade me loss ho b jata hay to mind ko cool rakna chaye or torda sa wait karna chaye k market kes taraf move kar rahi hay us k bad soch kar trade open karni chaye.
      • #678 Collapse

        G han forex me trading karty huy ap ko jazbati nahe hona chaye jab ap market me order lagaty ho to uski analysis ko samjh kar order lagy or apne mind se kam le agar jazbati hoga to usy loss hoga
        • #679 Collapse

          forex trading ma jazbati nahi hona chahye agar ap insta of the very of the pakistan forex forum trading my agar work
           
          • #680 Collapse

            G han forex trading ma jazbati nai hona chayhe kyu k loss hosakta hai..forex trading ma relax ho k kam karna chayhe ta k ache decisions le saken aur forex ma ache earning kar saken,,forex ma success hasil karne k leye time lagta hai is leye sabar karna chayhe
            • #681 Collapse

              forex trading ma jazbati nahi hona chahye agar ap insta forex my work karty ho to ya bhot best is the best earning
               
              • #682 Collapse

                Bhai g forex trading bohat he acha busniss hy or apna jo btaya bohat acha tha forex trading jub be start karo apko chahye us time market ko lazme dakh lo jazbati ho ker trade nai kerni chahye
                • #683 Collapse

                  G han app ne sahi kaha ha hmen is business me jazbati nahi hona chahe hmen is business me soch smjh k kam karna chahe kyun k agr hm is business me soch smjh k kam karty hain tu hm is business me loss se bach skaty hain is iliye hmen jazbati nahi hona chahe
                  • #684 Collapse

                    g bhai forex trading mien hamko chahiye ke ham is mien jazbaati nahi hon ye bohat ziyada risky business hia is mien agar ap jald baazi kareneg to apk bohat loss hosakta hai.
                    • #685 Collapse

                      forex trading main kya agar hum kisi bhi field main jald bazi karen gay to humay usmain loss ka samna karna parta hay so humay sbar say kam lena chahiey tabhi hum achi trading kar sakty hay
                       
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • #686 Collapse

                        agr jazbati hoty hain to kuch hasil nai hota hay kun kay humain emotion ko kabo kar kay trade main kam karna ho ga agr hurry karty hain emotional hoty hain to kam main loss ho ga
                         
                        "The mind is everything, What you think you become"
                        • #687 Collapse

                          g bilkul dear ap ne theek kaha main ap ki bat se agree krta hun forex main apne emotions ko control krna chahye or hamesha right planing kr he trading krne chahye
                          • #688 Collapse

                            forex trading main agr hm jazbati hon gy to hm achi earning nhi kr sakain gy.learning kiye bina hm kbi b achi trade nhi kar sakty.main khud demo account se sb kuch sekha hai or ab main real main trading kr rha hu.mery khyal main bina hard work k koi b yaha acha trader nhi ban sakta.
                            • #689 Collapse

                              Gee mery bhai ap ki baat bikul durast hai. Jo bhe es market mai kam krta hai tou wo Es market mai discipline say kamnkray gy tou wo es market mai kamyabi hasil kr sakta hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #690 Collapse

                                forex trading mien apko chahiye ke ap is mien kabhi bhi jazbaati nahi hon is mien ap mehnat karte rahen aur is mien main cheez ye hi hai ke is mien ap apne emotions ko control karke trading karen.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X