Forex trading ma jazbati nahi hona chahye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #556 Collapse

    iss bussinus mein jazabati nahi hona chaye bohat se log esa karte hain jisi ki waja sewo apna acount ban kar wa lete hain yan asssi bewaqoofiyan karte ahain jisi se in ko loss hota ha aur jo nahi hona chaye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #557 Collapse

      yes i agree with you that when we trade in forex we should control the jazabat if not do then we lost our all capital so if loss or profit we should control our mind and not invest more and more , we should be calm then we can earn profit from forex business.
       
      • #558 Collapse

        g hn bhai jan ap ne sahe kaha man ap ke bt se agre krta hn g han bhai jan forex ik bhot he best wark ha is man loss bhe ha or rpfot bhe ha is liy is man zeada jazbati nahi hona chy
        • #559 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: waseer99 پيغام ديکھيے
          forex trading krte waqt jazbati nahi hona chahye balke hosh se or demagh se kam lena chahye trading ke waqt intahai soch or samajh ker decision lena chahye ke konsi pair buy or sell krne se profit ho ga










          very interesting thread gee han ma tu ye he kaho ga k forex trading business ma ap ny thek bola hai k jazbati nai hona chaheya kiun k jazbat insan ko nuksan k ilwah kuch nai deta hai.
          • #560 Collapse

            G han app ne sahi kaha ha ye aik asa business ha jis me hmen jald bazi k sath kam nahi karna chahye kyun k ye aik asa business ha jis me hm agr jald bazi k sath kam karty hain tu kafi loss kar sakty hain isi liye hmen chahye k hm is business me sbr se kam kia kareen
            • #561 Collapse

              je main ap ke bat se agre karta .hon kah jab ham market karen .to bohat soch samaj ke as main trading karen .as main cool demag se as main hamin trading karna cha e. as main hamin jald baze nahe karna chae .kunkah jald baze se hamara he nuksan ho ga .as lae as main akalminde se or soch samaj kar as min trade kare or acha profit hasel kar saken.
               
              • #562 Collapse

                My dear m apki baat se agree krta hun ap ne bht patty ki baaten btai hen forex bht bra risky business he is me instantaneously trade ki values up down ho rhi hoti hen apko jo b decision lena ho Soch save len phr hi ap ko success naseeb hogi
                • #563 Collapse

                  forex trading amin aj tak jis tader nain jald bazi ki usay hamesha say mo ki khani peri hai is iyeh wiat ker trade lgay kerayain.
                  • #564 Collapse

                    is trading ka business main hmain apna jazbaat par jitna ho saky kaboo main rakhna chahya ku kai agar aap ka jazbaat means ka aap ke feeling aap par havy ho gye then aap theek tarha say trading nai kar saky gai oor aap ka decesion galt ho jain gay ..aap relax ho kar time lai kar trading karain fay then hi faida ho ga
                    • #565 Collapse

                      han bhai forex mein hamin jab working krty han to sab se phly hamara mind fresh hona chahiey hamin koi ksisi kism ki tension nahin honi chahiye or hamin forex mein kam krty huwy jald bazi se kam nahin lena chahiye hamin is mein bry hosly se or socu kr kam krna chahhiye q k is mein thori c mistake se hamin loss b ho skta ha is mein jab b ham working krin hamin is mien jald bazi nahin krni chahiye
                      • #566 Collapse

                        Dear friend ji haan aap nay bilkul theek kaha hai forex trading business mein humein bilkul bhi lalach nahin kerna chahiye aur jazbati ho kar trading nahin kerni chahiye kiyunke aisa kernay say humein ziyada loss hosakta hai.
                        • #567 Collapse

                          yes forex trading main jazbati bilkul nahi hona chahiye forex tradng main main hum jb jzbati hotay hain to hamin koch nahi samj main nahi ata hai jis say hamain nuksan ho skta hai
                          • #568 Collapse

                            yes emotional hone se trading theek se nahee ho skati aor loss ka chance ziada hota hai is liye trading k waqt emotions ko aik side pe kar dena chaye
                            • #569 Collapse

                              bhai acha sawal kiya hai ap ne ma ap ki bat se agree krta hun forex me humey apne emotions ko control me rakhna chahiye emotions se humey loss ho sakta hai
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #570 Collapse

                                han ap ko is me aik baat ka khayal rakhan ho ga k jab bhi ap isme terading kerna chahen to ap ko is me kabhi bhi bari trade nai lagani chaiye k agar ap ka account kam ho and is me jazbati nai hona chaiye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X