Forex trading ma jazbati nahi hona chahye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #541 Collapse

    g ha bhai yeh aisa business hai k is main hum profit bhe hasil kar sakty hain and hamain loss bhe ho sakta hai and is business ko karty waqt hamain patience rakhna chaye and jazbati nai hona chaye and na he koi faisla jaldi lana chaye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #542 Collapse

      jee han bhai jan hum ko forex business men bilkul bhi jazbati nahi hona cheye baly hum ko treading ky duran achy sy souch samugh kar brain ko bilkul fresh kar ky decision lyna cheye hum ko forex treading men kabhi bhi jald baze nhi karni cheye jald baji bhi humare nakame ki aik khas waja ha jo ky hum ko kabhi bhi nhi karni cheye .
      • #543 Collapse

        forex trading ma bilkul b jazbaati nahe hona chaii..hmen chaii k hm forex ma achy sy prepare ho k trade karen ar bilkul b jazbaati na hon..q k bhaari loss uthaana par jata ha forex trading ma..
        • #544 Collapse

          Ye bat sahi nhi hai k business m kbhi bhi jazbat sy kam liya Jay.hmesha business k mamly main dimag sy kam layna Chahye or sari stress ko ek side pe rakh kar Phr apny experience or knowledge k mutabik business k faysly lyny Chahye phr chahy wo forex business ho ya koi or ho.business m emotions sy kam nhi lyna Chahye
          • #545 Collapse

            forex trading aik international business hai market ki up and down movement ki waja se hamen trading main loss bhi ho skta h lekin hamen jazbatiat se kam ni lena chahye blke hosh se kam le kr apni mistakes pr ghor krna chahye kyun jazbati hone se hamen profit ki bajaye loss hi hoga
             
            • #546 Collapse

              forex main jab ham jazbaaty ho kar trading karin gain tu hamain is main say earning nahin ho gai ya bahoot kam ho gi and ham is main say loss kar lain gain
              • #547 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: waseer99 پيغام ديکھيے
                forex trading krte waqt jazbati nahi hona chahye balke hosh se or demagh se kam lena chahye trading ke waqt intahai soch or samajh ker decision lena chahye ke konsi pair buy or sell krne se profit ho ga
                Akser jazbati faislay ghalat hotay hain. Trading kertay wakht hosh se kaam lena chahiye. Ye twenty twenty cricket nahi balke test criket ki terha jis terha ek player ziada se ziada koshish kerta ha wicket ma tehrne ki belkul isi terha is ko long term business samajh ker work kerna chahiye.
                • #548 Collapse

                  forex trading aik bht bara business hy is main jazbat nh aqalmandi chalti hy aqalmandi tb ati hy jb ap isy porper sekhyn gy samjhyn gy to is sy earning bhi ap k liay easy ho jaiy gi r patience ka hona lazmi hy
                  • #549 Collapse

                    ji bhai ji i smain to koi shak nhi hai k is main kam krny ki waja se is main ap ko jazbati hona parta hi is main kam krna itna mushkil bhi nhi hai jis ki waja se ap ko is main kami krny mian asani nhi hoti hai ye aik acha kam hai jis main ap ko profit mil skta hai laikin i smain kam krna hi sab kuch hai
                     
                    • #550 Collapse

                      bhi jan ap ka sawal bohet e acha hey muje ap ka sawal bohet e acha lga hey forex trading krny ky laye ap ko lazmi trading krni padi gi us ky bagir ap trading nai kr sakty kyeo ky ye ek bohet e acha busnes hey
                      • #551 Collapse

                        han forex ke business me ham ko kabhi bhi jazbati nahi hona chahiye kiun ke forex ke business me jazbati insaan kamyab ho he nhi sakta hai is business me thande dimagh ke sath he mumkin ho sakta hai kamana or wese jazbati hone se nahi ho sakta .
                        • #552 Collapse

                          Friends Forex trading main emotional ho kar nhe balkay experienced ho kar trading karney chheya is leya kayis mainhamain earning karnaykayleya knowledge or experience key zarortat hoteyha or is main jazbaat kam nhe kartay .
                           
                          • #553 Collapse

                            Hamain Forex trading maih jazbati ho kar nhe balkay hosh say kam karna chheya or is main hamain experience or knowledge ko use karna chheya takay hamain is main profit milay or hamara loss b nhe ho .
                             
                            • #554 Collapse

                              brother never be emotional in trading forex market. emotion always gives us loss. it is one of the reason of loss of new trader. so control on emotion
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #555 Collapse

                                iss bussinus mein jazabati nahi hona chaye bohat se log esa karte hain jisi ki waja sewo apna acount ban kar wa lete hain yan asssi bewaqoofiyan karte ahain jisi se in ko loss hota ha aur jo nahi hona chaye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X