Ap nay kuch arsa say note kiya ho ga ke crypto-currencies ke prices kafi taize say neechay ja rahi hain. Iss ke kafi sari genuine wajohat b hain.
1. China crypto currency ke bari market hai whan per mining per aur crypto currencies per regulation bohot sakhat ho gyie hain
2. Iss kay elawa dunyia kay baqi baray Countries b crypto-currencies per regulation bohot he sakhat karnay ke liye steps lay rahy hain.
3. Kafi sari crypto currencies ka major share in ke inventor ke pas hai jis ke waja say crypo ke price aur market fare nai reh sakti ha.
4. Crypto-currencies ke usages Gold backed currency ka muqbaly mai bohot he kam hai jis ke waja say iss ke supply kay muqablay mai demand abhi kam rahy gi.
5. Crypto currencies ke exchanges kay sath b hacking aur baqi issues rahy hain jis ke wja say baray investors ka in per confidence b kam hai.
6. Duniya kay kafi saray countries crypto-currencies ko apny central banks, national currencies, aur tax revenue base kay liye bara khatra samjhty hain jis ke waja say lagta hai ke majooda crypto-currencies ke prices mai iss say b ziada kami ayie ge future mai kion ke ke time kay sath regulation aur sakht hony ka imkam hai
Kuch din pehlay state bank of Pakistan nay b crypto-currencies ke istaimal per warning issue ke hai.
Apny Point of view aur malomat say baqi members ko comment kar kay zaroor agha Karin

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим