Kia crypto-currencies ke price 2018 mai abhi aur b neechy aa sakti hain ??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia crypto-currencies ke price 2018 mai abhi aur b neechy aa sakti hain ??
    Ap nay kuch arsa say note kiya ho ga ke crypto-currencies ke prices kafi taize say neechay ja rahi hain. Iss ke kafi sari genuine wajohat b hain.

    1. China crypto currency ke bari market hai whan per mining per aur crypto currencies per regulation bohot sakhat ho gyie hain
    2. Iss kay elawa dunyia kay baqi baray Countries b crypto-currencies per regulation bohot he sakhat karnay ke liye steps lay rahy hain.
    3. Kafi sari crypto currencies ka major share in ke inventor ke pas hai jis ke waja say crypo ke price aur market fare nai reh sakti ha.
    4. Crypto-currencies ke usages Gold backed currency ka muqbaly mai bohot he kam hai jis ke waja say iss ke supply kay muqablay mai demand abhi kam rahy gi.
    5. Crypto currencies ke exchanges kay sath b hacking aur baqi issues rahy hain jis ke wja say baray investors ka in per confidence b kam hai.
    6. Duniya kay kafi saray countries crypto-currencies ko apny central banks, national currencies, aur tax revenue base kay liye bara khatra samjhty hain jis ke waja say lagta hai ke majooda crypto-currencies ke prices mai iss say b ziada kami ayie ge future mai kion ke ke time kay sath regulation aur sakht hony ka imkam hai

    Kuch din pehlay state bank of Pakistan nay b crypto-currencies ke istaimal per warning issue ke hai.

    Apny Point of view aur malomat say baqi members ko comment kar kay zaroor agha Karin
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    sir uska koi idea nai hota ha ham crypto ko thora slow bhi kha sakta ha lakin wesy daka jay to crypto currency bhi lakin waha pay profit ma time lag jata ha kabhi kabhi 2 sall bhi lag jaty ha lakin waha pay price jo high hoti ha wo tab hi hoti ha jis koi currency ki demand ziada ho jay tab hi asa ho sakta ha
    • #3 Collapse

      App ke baat b sahi hai zaroori nai hai ke currencies maire thread ke information kay mutabiq he move karin :) . crypto-currencies ke trading wiase b choty traders kay liye bohot he ziada risky b hai . iss per spread b bohot ziada charge hota hai jis ke waja say yeh aur b risky ho jata hai.
         
      • #4 Collapse

        dear ais k bary mai kuch kaha ni ja sakta kun k jaha tak baat hai bitcoin ki to ais ne ab down side par kafi zayda moment kar li hai ais ko mainy to buy kia hoa hai magar ye abi tak up ni ja raha ye pata ni kai masla hai ais ka ho sakta hai ye mazeed down aaye kun k buyyer market mai kam hai.
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: forex_lover پيغام ديکھيے
          dear ais k bary mai kuch kaha ni ja sakta kun k jaha tak baat hai bitcoin ki to ais ne ab down side par kafi zayda moment kar li hai ais ko mainy to buy kia hoa hai magar ye abi tak up ni ja raha ye pata ni kai masla hai ais ka ho sakta hai ye mazeed down aaye kun k buyyer market mai kam hai.
          G abhi bitcoin naay 5500 /6000 ke support hold ke hoe hai jis say lagta hai ke yeh kuch din oper jiye ga. ager app naay iss point say buy kiya hai tu ap ke trade maire khayal mai buri nai hai balkay bohot achi trade hai . mai tu long term mai general trend ke baat kar raha tha. wiase Good luck for your trade sir :)
             
          • #6 Collapse

            Pichlay aik do days say cryto currencies ke prices kafi stable ho rahi hai kion ke bitcion ke prices kuch dino say achi improve kar rahi hai. currency bitcoin 8000 per hai, Abhi lagta yahi hai ke kuch din bitcoin ke prices up jain ge. lakin lagta yahi hai ke yeh 10000 kay level ko cross nai kar sakin gi.
               
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
              Ap nay kuch arsa say note kiya ho ga ke crypto-currencies ke prices kafi taize say neechay ja rahi hain. Iss ke kafi sari genuine wajohat b hain.

              1. China crypto currency ke bari market hai whan per mining per aur crypto currencies per regulation bohot sakhat ho gyie hain
              2. Iss kay elawa dunyia kay baqi baray Countries b crypto-currencies per regulation bohot he sakhat karnay ke liye steps lay rahy hain.
              3. Kafi sari crypto currencies ka major share in ke inventor ke pas hai jis ke waja say crypo ke price aur market fare nai reh sakti ha.
              4. Crypto-currencies ke usages Gold backed currency ka muqbaly mai bohot he kam hai jis ke waja say iss ke supply kay muqablay mai demand abhi kam rahy gi.
              5. Crypto currencies ke exchanges kay sath b hacking aur baqi issues rahy hain jis ke wja say baray investors ka in per confidence b kam hai.
              6. Duniya kay kafi saray countries crypto-currencies ko apny central banks, national currencies, aur tax revenue base kay liye bara khatra samjhty hain jis ke waja say lagta hai ke majooda crypto-currencies ke prices mai iss say b ziada kami ayie ge future mai kion ke ke time kay sath regulation aur sakht hony ka imkam hai

              Kuch din pehlay state bank of Pakistan nay b crypto-currencies ke istaimal per warning issue ke hai.

              Apny Point of view aur malomat say baqi members ko comment kar kay zaroor agha Karin
              Crypto currwncies 2018 k start main to kafi nechy ay thy laikin ab kuch oper gy hain or ho.skta hai k may june main or bhi oper chalay jain gy
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                G brother abhi crpto- currencies kafi imporve ho rahi hai. Bitcoin ke opr janay ke waja sy baqi crypo- currencies kafi behtar perform kar rahi hai market mai . Lakin daikhna yahi hai ke bitcoin 10000 kay level ko cross kar kay prices kuch din iss kay upside per stay karin tu phir he yeh mazeed behtri ke taraf jain ge. Mai crypto trading ka expert to nai hon waise general idea share kiya hai.
                   
                • #9 Collapse

                  Dear fprex member agr bat sirf bitcoin ki kren to bitcoin apni value I ternationally kafi loose kr chuki hy aur sun,nee ye b aya hy k next year k mid tk ya to bitcoin crash ho jae gi ya phir se price improves ho skti hy. Baqi crypto cirrincies improve ho rhi hn forex market me.
                  • #10 Collapse

                    Yeh post sirf learning kay liye hai aur aur kisi kay liye yeh trading suggestion nai ha , Bitcoin ke prices pechly kuch dino oper ja rahi hain. Bitcoin ke prices last 52 weeks ke prices ke almost mid range mai hai ajj kal. Maire khayal say Ager bitcoin ke price nai 9000-95000 say oper gyie tu phir chances hai ke prices mazeed b oper ja sakti hai, lakin lagta hai ke iss ke chance kam hai aur bitcoin ke prices iss range ko touch kar kay phir aur b down ayie ge. aur down trend ke confirmation maire khayal say 6000 say price nechay anay ke baad he ho ge.
                       
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
                      Ap nay kuch arsa say note kiya ho ga ke crypto-currencies ke prices kafi taize say neechay ja rahi hain. Iss ke kafi sari genuine wajohat b hain.

                      1. China crypto currency ke bari market hai whan per mining per aur crypto currencies per regulation bohot sakhat ho gyie hain
                      2. Iss kay elawa dunyia kay baqi baray Countries b crypto-currencies per regulation bohot he sakhat karnay ke liye steps lay rahy hain.
                      3. Kafi sari crypto currencies ka major share in ke inventor ke pas hai jis ke waja say crypo ke price aur market fare nai reh sakti ha.
                      4. Crypto-currencies ke usages Gold backed currency ka muqbaly mai bohot he kam hai jis ke waja say iss ke supply kay muqablay mai demand abhi kam rahy gi.
                      5. Crypto currencies ke exchanges kay sath b hacking aur baqi issues rahy hain jis ke wja say baray investors ka in per confidence b kam hai.
                      6. Duniya kay kafi saray countries crypto-currencies ko apny central banks, national currencies, aur tax revenue base kay liye bara khatra samjhty hain jis ke waja say lagta hai ke majooda crypto-currencies ke prices mai iss say b ziada kami ayie ge future mai kion ke ke time kay sath regulation aur sakht hony ka imkam hai

                      Kuch din pehlay state bank of Pakistan nay b crypto-currencies ke istaimal per warning issue ke hai.

                      Apny Point of view aur malomat say baqi members ko comment kar kay zaroor agha Karin
                      Do hazaar Tara ke start Main Toh Lag Raha Tha K cryptocurrency aur Neeche aa Jayegi lekin April ki start Se Ki Bitcoin ki value nahi Safar Hai Aur Yeh Pehle ki Jis Path par chala gaya hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Iss thread mai last time per b apni learning ko test karnay ke liye mai ne aik idea share kiya tha ke bitcoin ke price maire andazy ke mutabiq 9000-9500 range mai jiye ge aur phir yeh dobara sell ke tarf jiye ge. ajj prices 9000 - 9500 ke iss range kay kafi qareeb hai. Abhi 3 ya 4 day mai bitcoin ke market direction clear ho jiye ge ke iss nay aur oper jana hai ya phir wapis 6000 say b neechay anna hai. lagta hai ke ager iss dafa prices neechay ayie tu 6000 ke price say kafi neehy ayie ge.
                        Mai khud abhi learner hon iss liye iss ko trade open karnay ke liye mashwara na samjh laina friends :) , waise b abhi yeh bitcoin kafi risky hai
                         

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X