Lot size kya hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Dear Friends and Brothers salam to all .,.,,..,,.,. bhai jaan lot size ka yeh matlab hain kay hum apni currency ya investment kay upr size lgtay hain target set karty hain investment bari hain toh high lot size lgna chaiyen,.,.,.,.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      mere bhai mra mashwara ye ha k agar aap k pass 100 dollar hain to gold k ilawa aap lot ka size 0.10 rukhen or agar gold par trading karni ha to aap lot ka size 0.01 rakhen
      • #63 Collapse

        meray achhay bhai mjhe pahly nahin maaloom tha kay lot size kia hota hai laikin yahan say pta chla hai please ap aik or thread bhi bnain jiss main barrel kay baary main bhi likha ho
        • #64 Collapse

          Aslam o alikum janab mere khayal me lot size tu account ke hisab se hi hona chahiye aur new members hmasha low volume se hi start karin
          • #65 Collapse

            Sir lot size ka matlab hai kay jab ap trading kertay hain to apkay paas balace kitnaa hai thora hai ya zeyda isi balacen ki waja say hi apko profit ya loss ho ga ye apkay kaam par bohat hi aser andaz hoti hai thank u
            • #66 Collapse

              waisy main is k bary main sure to nahe kaha sakta q k insta per lot size k koi kam nahe hai per mery khyal main 1000 agr ham order lgary hai to wo iak lot hoty hai. baz forex sites per lot size per a bonus ka profit draw karwa sakty hai
              • #67 Collapse

                dear hamari investment k mutabeq hamy broker ki taraf se trade open karny k ley amount deta hay esi ko lot size kehty hey es se trading karna easy ho jata hay
                • #68 Collapse

                  jnab aap kisi achy sy trader sy lern kro aap ko sab ilam ho jai ga ye aik acha buiness hai si ko bahut sy loog kr rahy hain ye aik real buiness hai is ko kisi ti ebhi kia ja skta hai ye aik acha buines hai is ko koi bhi kr ksta hai
                  • #69 Collapse

                    Bhai g forex trading bohat he acha busniss hy jis sai apko earning hoti hy yahan per apna pocha hy k lot size kiya hy ye jub hum trade open ketty hy tub hum balane ke hisab sai volume lagaty hy jis ko lot khty hy
                    • #70 Collapse

                      Forex market mai trading krnay k liye 4 trha ki lot sizes available hoti hai.Standard,Classic,Micro or Nano.or kisi b lot size pr trade krnay say phlay balance ki calculation bohat zroori hoti hai.or jo b lot size ko trade place krnay k liye use kiya jaye us lot size ko money management or risk factor ko dekhtay huway hi use krna chahiye.
                      https://t.me/pump_upp
                      • #71 Collapse

                        agar hum sahi say money managemetn karen gay tabhi hum achi trading kar sakty hay aur humay lot size ko sahi say manage kar kay trading karni chahiey tabhi hum market say achi earning kar sakty hay
                         
                        "The mind is everything, What you think you become"
                        • #72 Collapse

                          curncy main humain lot ko use karty hain ta kay humain market main zaida achi earning hasil ho saky magr practice ho gi to hi humain lot ko use karty hain high lot say high risk hoga
                           
                          "The mind is everything, What you think you become"
                          • #73 Collapse

                            Mery Bhai mai tou es market mai new ho. Mery khayal say lot size ka Multan hai k hu. Es market mai profit aur loss ki kia limit hai. Es tarah him zada big lot ko select krtay hai tou zada profit ya zada loss ho gy.
                            • #74 Collapse

                              Jub hum order open krty hain to humen lot size select krni hoti hai apny balance aor capital my hisab sy aor humen tisk aor money ko mange kr ky leavrage aor lot size rakhni chye keun ky forex trading aik tisky bussiness hai is ma trading sy pehly analysis zarori hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                Bhai G Agar Ap New hai To Ap Forex me kam se Kam voume Par Trade Open karni Chahiey Kun Ke Shuru me Loss ho Sakhta hai is Liye Lot size kam se kam rakhna hai jab Ap Purane Trade ban jaye gaye Successful trader Phir ap Lot Ziada kar Sakhtey Hain........

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X