don't loss your hope...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #346 Collapse

    ager app ko forex mai loss hoo jay to apna passion loose na kareeen aur hamaisha try kartay raheen aur study countinuosly rakheen aur demo se faida uthain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #347 Collapse

      some time aisa ho jata ha lakin hama dill ni chorna chahea hama apna kam dill laga kar karna chahea kabi kabi aisa ho jata ha hama apna kam karta rahna chahea ja ham experience karty raha ga ham achi tarha sekh lay ga phar hama proft ho jay ga.
      • #348 Collapse

        yes dont loss your heart it is good question . when you trade any amount and you loss your amount then tr again and not loss your heart.
        Kashhif Khan
        • #349 Collapse

          g ha bhai jaan main ap ke baat se agree karta hoin k hamain is main himat nai harni chaye balky hamain is main dill laga k kaam karna chaye and is main mistakes se bhe learning karni chaye ta k hum success ho saky.
          • #350 Collapse

            forex mein loose aur profit hota rahta hai kosis karay es mein small volume se trading karay ap k liye better ho ga aur es mein tention na lay aur es mein kaam kartay howay confuse na ho
            • #351 Collapse

              Jii han humy is business main umeed ko nahi chorna chaye kun ke umeed hi ak aisa chez ha is business main jiss sa hum is business main success hasil kar sakty hain hum asani sa is business main earning kar sakty hain bas loss ho tu bhi pryshan na hun aur umeed rakhain aur is business main earning kar skaty hain
              • #352 Collapse

                g ye bat to apki bilkul thek hai apko kbhi bhi hope nai chorne chaye jitrna zada ap is m kam kerte hn to zada behtar h jo log hopes chor dete hn unse phir kam ni hota hpe pe hi dunya kaim h jitna zada acha akm kre ge tab hi is m kamyab hon ge forex ko smjhna zada zarori h
                • #353 Collapse

                  bhai forex ho ya business ap ko kisi b kisam ki koi tention nai honi chaheye kyun k es sy na tu apko koi faida hoga or na he kisi ko balky ulta apka nuqsan he hoga or hope tu bilkul nai chorni chahey chahey jitna marzi loss ho jaye
                  • #354 Collapse

                    Dear aap ki baat bhi sahi hai lekin sab say pehle aap soch samajh kar trading karen kiun kay jaldbaazi hi loss ki sab say bari wajah hoti hai iss liye be calm and careful.
                    • #355 Collapse

                      • #356 Collapse

                        dear market may koi sabaar hi to nahi karta qune kay har aik ko jaldi hoti hay kay baad paysa mil jay. may iss kay liya r.s.i ko use kar ta hoon iss tarha jab market r.s.i par touch hoti hay to hi entry layta hoon 4 hrs may or iss kay sath sath mujhay market ka trend bi pata lagta rahta hay.
                        • #357 Collapse

                          Donot loss your hope ap agar ap pakistan forex forum trading my agar work karty ho to ap is my bhot achy sy
                          • #358 Collapse

                            hama umeed ni chorni chahiya or himat ka sath lose ko mind ma rakhta howa kam karna chahiya or sai time ka wait karna chahiya jis sa hamy profit ho saky or omeed ni chorni chahiya ahista ahista tajarba ajata ha
                            • #359 Collapse

                              Bhai umeed pe dunya qaim hy to bhai kabhi bi Forex traiding ma ap ne himmat nahi harni q k agr ap hope chor den ge to bhai ap kese kamyab hon ge Forex trading ma, is ma apko end time tk hosla rkhna purta hy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #360 Collapse

                                g han ap ne sahi kaha hmain loss ki soorat me ziada sad ho kar hope ko loss ni karna chahye hamain ek new hope k sath kam karna chahye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X