don't loss your hope...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #301 Collapse

    Forex trading aik online business hay is main kam karta howa aap ko kabhi bhi apni hope ko losse nai karna chahye agar aap ko loss ho bhi jata hay to koi bat nai aap apnay loss ko apnay liye step bana aur phir in steps ko use kar kay bus agay bartay jayan, agar ap hopeless ho jayan gay to phir aap ki koi bhi help nai kar sakta,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #302 Collapse

      hamein apni umeed par qaem wo daem rehna chahiye kyun agar hum apne loss hone par sabit qadam rahe toh woh din dor nahin jab hum apne ap ko aik acha trader tasawur kar saqte hain
      • #303 Collapse

        Assalam o alaikum , JE BILKL UMEEsd pe duniya qaim hay, kabi bhi umeed ka daman nai chorna chahye, kabi kabi him na umeedi ka muzahira kar k apney b,aney banaye kaam ko kharab kar detay hain, ummeed ki bina pe log taraqi jki manazil per pohnch jatey hain
         
        • #304 Collapse

          Assalam o alaikum, market mein utaar charhao hota hi rehta hay is ka ye hargiz matlab nahi hay k ap himat har den,, apko change k liye koshish karni chahye air him at nai harni chahye, warns ap bohat pee Chet reh Jaen gay, aur nuqsan uthaen gay, so don't lose or hope
           
          • #305 Collapse

            yes its true forex mai hmain kbhi bhi hope lose nai krni chaiyay. agar kbhi loss hota hy toh lazmi baad mai profit bhi hoga. is liye hope kbhi lose naa krain. kisi bhi waqt apki luck change ho skti hai aur ap profit earnkr sktay hain
            • #306 Collapse

              forex mey bohut hope hoti hy kay muj ko trade mey success ho gi mger hope ko loss kerna achi baat nai mey manta hu kay jub hope hi na rahy tow loss hoga na online trade kernay ky leya bohut ziada hopfull rehna chaya que ager lose ker deya apny aap ko tow wahi per aap ki hope loss ho jay gi forex trading kernay key leya sub sey pahly yahi mind mey ho kay
              • #307 Collapse

                if we do not discipline means not seriously well in this business, so sooth we will produce a positive thing. in any priority in priority, and forex business is one of them, a mixture of hard work and smart work will result in a maximum
                • #308 Collapse

                  sab say pahly to market main enter hony say pahly is ko samajna zarori hai k ya move kasy kary gi or ager market app k against chali jati hai to umed mat haran bas is pay gor karty rahan ya wapis aa sakti hai
                  • #309 Collapse

                    jee haan bhai app ne bilkul theek kha hai forex trading main boht se log ate to hai lakin thore se loss ki waja se give up ker date hain lakin asli loss use waqt hota hai jab k iss business main akk do bar loss ki waja se give up ker date hain iss leya hume chahiya k hum kbhi be apne hope ko loss na kery :)
                    • #310 Collapse

                      yes friends yeh bilkul sahi bat hai k kabhi b apni umeed hope mat chorein hamesha koshish me lagein rahein qk agar profit waqti hai to yakeen janiye loss b waqti hi hota hai, or loss k bad agar aap apni strategy ko theek karte hue mazeed behtari laein to phir loss nahi hoga, but agar aap umeed chor kar himmat haar kar hi beth jaein tophir kabhi kuch hasil nahi hoga.
                      • #311 Collapse

                        G janab bilkul hamy hope nai harni chahyay apni or hope ko qaim rkhna chahyay aik axhi trade pr or loss hony pr kai log dil har jaty hy butt kai log hope krty hy aik axhi trade ki.
                        • #312 Collapse

                          g han apko chahiye ke ap forex mein kabhi bhi apne hopes mat lose karen kiunke is mein hopes hi apko motivation deti hain ke ap is mein kamiyab hon aur is mein aur ziyada taraqqi de aur is mein ziyada earning karen.
                          • #313 Collapse

                            Yeh aap ki bat saheeh hy keh humain jab loss honey lagta hy to hum lots close kar key us direction main lots ko laga detay hain aur market phir sey apni pehli wali position par aa jati hy, jis sey hamain jo profit hona hota hy woh bhi loss main convert ho jata hy. Hamain thora sa sabr sey chalna chaheye aur kam volum ki lots lagani chaheye takeh hamain balanace ki parwa na rahay aur hum aram sey baghair tension key trading kartey rahain.
                            • #314 Collapse

                              The loosing of the money is some thing very much normal and we can loose it, and we can also earn it back, but once you leave the hope you will have to leave the every thing so work hard for the earning of the trust
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #315 Collapse

                                we should not loose hope whatever the instance or matter come in our life because hope gives us courage to live a better life and to decrease losses and increase earning

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X