why we can't control greed

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    forex trading mein greed karna bohut buri bemari hy jo kuch traders karty hen to is mein jab hum greed karty hen to is mein profit earn nahi hota hy is mein loss hi hota hy to is mein is bemari sy bachna hi acha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      yar is baat ki smjh nhi ati k asa q hai q k waqai ap ki baat thek hai k lalach nhi control hota aur forex ain bht sa loss jo hota hai is main koi shak ki baat nhi hai k wo sara ka sara lalach ki wja se hi hota hai is liye forex main lalach ko control krna bht hi mushkil hai
      • #168 Collapse

        yes that is true as man biggest temptation is money and mostly people in forex trading have the greed to earn more and more in forex and they want to make more profit in shorter time but as we know that haste makes waste so they actually convert their profit into loss
        • #169 Collapse

          bhai aap se kis nay keh dia kay greed ko hum control nahin kar sakty bhai hum greed ko bilkul control kar sakty hain wo bhi asani se wo is trha kay ye baat zehn main biyha len kay greed se hamesha nuqsan k elawa kuch nahin milta
          • #170 Collapse

            Gum greed is lie kerte hay take hum ak din may ameer banna chahte hay or aesa mumkin nahi hay,ak din may koi ameer nahi ban sakta,lalach ko control kerna chahie.
            • #171 Collapse

              insaan shru sey he laalchi hy aur wo laalach main aa key boht ziada loss kar jaata hy forex jab tak aap greed ko control nahen karo gey us waqt tak aap is main kaamyab nahen ho saktey aap laalach main aakey over trading kartey ho aur loss bhe ho jaata hy is leiy greed sey bachna chaheiy
              • #172 Collapse

                کسی رقم کی ضرورت میں ہے جب لالچ ہے. کسی کو کچھ اہم کام کے لئے فوری طور پر رقم کی ضرورت ہے اور ٹریڈنگ سے پیسہ پیدا کرنے کے لئے چاہتے ہیں، تو ایسے شخص لالچی بن جاتا ہے اور نقصان کا سامنا کر سکتے ہیں. لیکن یہ سب سست اور مستحکم جیت کے لئے دوڑ. اپ ڈیٹ اور حاصل کیا جا کرنے کے لئے زیادہ اہم.
                • #173 Collapse

                  es ki sub say bari waja jo maray khayal may hay wo yah hay kay jab hum demo pay account kholtay hain tu phr hum kafi bari amount say khol laytay hain jis ki waja say hum may lalach pada hota hay.
                  • #174 Collapse

                    Hu greed ek risk k toor paer karty hain jo kforex ma risk ap ko loss hi de sakta ha is k ilawa kuch b nai de sakta so plz is gred se bachy ziyda se ziydfa practice karain tha k ap ko experince hasil ho or ap greed se bach kar rahain Thanks
                    • #175 Collapse

                      we can't control on the greed because this is the natural feeling. so there is no proper control on this . and the second is people cannot do work without any greed so thse are the broblem that this can not be controlled.
                      • #176 Collapse

                        Greed is worst thing in trade. It mostly happen when we got some profit and should try to earn more immediately without any final decision. We should study next time and should not place any new order till our concept is not perfect.
                        • #177 Collapse

                          greed comes As soon as anyone is usually throughout real need of money. if somone need urgent money pertaining to somoe clicks function IN ADDITION TO want to help develop money from trading subsequently these types of individual beecomes greedy IN ADDITION TO may face loss. but with regard to all this slow AND Stable wins your current race. additional mouse clicks to always be updated ALONG WITH earn.
                          • #178 Collapse

                            apki baat bilkul thk he yaar greed krna insaan ki adat bn chuka he or ye hmari fitrat he aghr hum is main greed krty hain to hmain loss hota he hum jaldi ameer hony ka soochty hain is main lakin aysa nahi hota is main hard working krni parrti he or aap ne ye baat b bht achi ki he k hum apny greed ko control kr skty hain practice ki wjha se
                            • #179 Collapse

                              friend hamy chahiye kai ham forex trading mai greed par control rakhy koinkay forex trading mai success honay kai liye yeh zaroori hai kai ham ungreedy ho greed kai bajai hamy hard work karna chahiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                we cannot control the greed from the society because every person wants to collect a lot of money for this he will be ready to kill someone agr hr insan apne ap k nfs ka tzkia kre to greed ko khtm kia ja skta he hr bnda jo allah ne use dia he is pe razi ho jae to is duniya se greed ka khatima ho skta he

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X