stop loss aur take profit kesay lagatay hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #286 Collapse

    take profit or stop loss ka lagana app demo par learn kar sakty hey jab b app order lagaty hey wahi par take profit or stop loss ki options b hoti hey jes ko app use b kar sakty hey or es se faida b uta sakty hey.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #287 Collapse

      forex trading mien apko stop loss lagane ke liye previous high ya low dekhna hota hai is mien apko chahiye ke ap safe jagah pe apna stop loss lagayen taake market usko hit hi na kare.
      • #288 Collapse

        Forex trading busniss mai jahan tak maine seekha hy uski hisab sai mai tu resistance or suport ko chek ker ke stop looss or take profit ko lagao ga jo best way hy yahan per
        • #289 Collapse

          Forex trading main Ap stop loss aur TP lagath ho yeh istara lagaty Hain k kisi bi currency p ap jab trading karty ho to apko chahiy k ap TP aur stop loss lazmi lagao is ka Apko baht ziada faida ho GA
          • #290 Collapse

            Bhai g mai tu forex trading ksrty hwa stop looss or take profit ko market mai resistance or suport ko dakh ker he lagata hun or yahi sahi procedure hy jis kewaja sai apko earning hoti hy
            • #291 Collapse

              hum market main achi trade kar skaty hain aur experience hasil kar k hi trade karni ho gi ta k loss akm ho saky aur trade karty waqt hum stop loss lga k hum boht hi acha earn kar sakty hain aur profit hasil ho ga
              • #292 Collapse

                Xs dear ap ne bohat acha sawl kiya ha stop lose hamre liye bihat important ha dtop lose se hum bhee lose se bach sakte gein ur take profit se hum bhra profit hasil kr sakte hein hume is ma knowledge k sath kam krna chaiye
                • #293 Collapse

                  Stop loss or take profit limit to bot easy lag jati laikin aap kay andazay kay mutabiq jo bhi aap kay lain kay market jis point tak ja sakti hai wahan wahn take profit or stop loss limit laga dain ta kay aap ko zada loss bhi na ho or is main kafi sara safety hain is main aap ka hey faida hay
                  • #294 Collapse

                    market maint rade karty waqt hum jab stop loss use karty hain tou is say hamain faida hota hai aur loss kam hasil hota hai aur hamain is main learn kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay
                    • #295 Collapse

                      is main stop loss utna hi lagana ho ga jitna hamain experience hasil hai aur hamain trend ko use kar k hi hum achi trade karny k kabil ho skaty hain aur rules ko follow kar k hi hum achi trade karein gay
                      • #296 Collapse

                        forex trading main agar hum stop loss ko use karty huwy trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay bs humay esmian sahi say money management karni chahiey ta key esmain safe trading ko mumkin karen
                        • #297 Collapse

                          G forex trading business mein stop loss aur take profit buht zaroori hy aur is se hum forex trading business mein loss se bach saktay han aur profit earn kar saktay han aur is ko lagane k liye ap k analysis k upper depend karta hy aur market k analysis kar k utne pip stop loss aur take profit ko laga saktay han
                          • #298 Collapse

                            stop loss or take profit ko lagana kafi zada simple hota hai jider say market main hum nay trade ko lagaya hota hai isi line ko hum nay pakar kr oper nechy lay jana hota hai jider say hum is main ye kaam ko asani say kr saqty hain
                            I LOVE PAK FORUM
                            • #299 Collapse

                              stop loss aur take profit ko use kar k hi hum market main acha earn karein gay aur market main planing kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main koi mushkil na ho skay aur achi earning ho gi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #300 Collapse

                                forex trading main jo stop loss or take profit hota hai wo hmain apni trade main use karna hota hai jub hum trade ka order lga dety hain tu market hmain open pise ko show karti hai jis se hmain andaza ho jta hai k hmain loss ho ga ya profit or hum aik andazy k mutabik he stop loss or take profit ko lgana hota hai ta k aghr hmain loss ho ga tu itni limit main ho or aghr profit ho u itni limit main ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X