school mein forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #601 Collapse

    meray khayal say asa karna theek nahi hay kyu kay forex aik karobar hay is ko school our college may parhana sahi nahi hay ha ye ho sakta hay kay is ka courses mukhtalif institute may karwaya jaye take jo forex per kaam karna chahta hay wo forex ko parsakay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #602 Collapse

      yes my dear bother ma ap ki bat sa agree kr ta ho k online ma best real work hy forex trading ga huma forex trading sa achi income kama skate hy bother kaho k online ma best work hy
      • #603 Collapse

        aap shcool me forex ke bare me learn nahi karta ha apako khud hi forex ke bare me learn karna ohga hai kyuki forex ek buines hai is liue aapko hscool me nahi learn karte hai par ek forex learning ke liye bhi collage hona chaiye aisame nman ta hu
        • #604 Collapse

          g bhai kyun nahi kar sakte hai ap dekhoge to apko student zyada nazar ayenge forex mein kyunke aj kal mein kam age ke logon ko job mil na mushkil hojati hain islye wo kuch nahi kar pate hia forex mien kam age ke students aur poor man bhi join kar sakte hain aur trading kar skte hain...................
          • #605 Collapse

            ma ap ki baat sa agree nai karta ho q k agar hum school sa forex ko start karte hian too student zeda tar forex par hi tawajo date hain wo apni study par kam hi tawajo date hain jis ki waja sa un ki study ma loss hota ha.
            • #606 Collapse

              Forex trading aik asa kam ha jis ko ham jhan chhain kar saktay hain agar is ko ham school main karna chhain to b kar saktay hain . or is main trade ko laga kar is say profit hasil kar saktay hain .
              • #607 Collapse

                Well it is a great ideal to open a forex school because forex is a very profitable business and so it will serve as a way of educating people to become more dependednt and self suffiecient at every given point in time. forex school require an experte instructor
                 
                • #608 Collapse

                  g bbahi jaan ap blkul thk keh re hha agr forex ka ek lec lg jaeto hm jese students easily paisa kama skte ha is ma hr student kafaida ha students profitkama ke apni needs khud puri kr skte ha
                  • #609 Collapse

                    Dear mera khayal hai ke agr forex school mein 9 class se start krdya jaye 1peroid forex ka howa kare s tarah colleges university wagera mein bhi hne lagy taky students apni fees wagaira nikal sakn thanx.
                    • #610 Collapse

                      salam, bro mera khyal hai jo commerce k students hain un k liay ye subject lazmi hona chaye , n un ko wahan se demo pratice bhi krawai jaey , is trha busniess k students study k sath sath business ka pratical bhi krain gay oe is business ko as a career ko join kr saktey hain
                      • #611 Collapse

                        zarore schol m forex bhi ho skti ha per mbile pe ker skt han or student k liye to sab se best hai k wo ye kam kre part time ta k wo kam kre or apni zaroraton ko pora ker sken
                        • #612 Collapse

                          dear friends i thinks is agr FOREX school mein 9 class se start krdya jaye 1peroid forex ka howa kare s tarah colleges university wagera mein bhi hne lag jaye tu ye bht hi achi bat hoogi ap ka kya khayal hai............................................... ................................
                          • #613 Collapse

                            Forex in school, agr school ma forex rakh dya jaye to mera khyal hai kay iska ghalat impact bhi pad sakta hai or sahi bhi, ghalat ye k students padhai se door ho jayen or earning ki traf hi lag jayen or sahi ye kay middle clas students khud ko or apni study or ghr ko bhi support kr saken
                            • #614 Collapse

                              bhai jee forex kay liye zaroori hai kay is kay liye school banaya jaye aur is ki taleem de jaye yaah bauth zaroori hai is ka koi school college nahi hai
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #615 Collapse

                                Mery khyal main forex trading school main nahi honi chahiey kyun keh es waja say students kay andar lalach increase ho jata hay profit earn karny paisy kmany ka aur wo theak say study kar focus nahi kar paty.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X