school mein forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #586 Collapse

    well jnab , ap en jo thread kara hein tu mein yeh akhoon gee k haan bai ap ne sahee tajweez di ehin k aesa hona chhay tah k jo students ko financial problms ki waja se studies chorna party ehin tu iss ki wajha se wo continue rakh sakay gein n apnay problmes ko b solve kar sakay gein
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #587 Collapse

      schol main tu nai hum ny is bary hain college main kuch thora bohat phra tha isky ilava nai han ager school k bad college main ho jaye tu acha hy.
      • #588 Collapse

        g han ap ny sahi kaha hy lekin is k bary mein mugy nahi pta hy k pakistan mein bhi koi forex tarding ka koi school hy bhi k nahi hy is mein ager school mein sekhen to ismein bohut kamyab traders ban skaty hen.
        • #589 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: khan19zs پيغام ديکھيے
          mera khayal hai ke agr forex school mein 9 class se start krdya jaye 1peroid forex ka howa kare s tarah colleges university wagera mein bhi hne lag jaye tu ye bht hi achi bat hoogi ap ka kya khayal hai
          Apka khayal bht acha hy is main sb ka faida socha hy apny agar such main ye 9 class sy start kr dia jaye to students ka bht faida ho jaye ga or wo easily earn kr skain apny parents sy bhi paisay lenay ki zarorat nahi paray gi....
          • #590 Collapse

            jee haan ap ke thread boht achi hei is business k bary men ek subject hona chaye ye 5 class sy shoro hona chaye taa k bachon ko education complet krne k baad agr sarkari nokri nhi milti to wo apne ghr men he beth kr apni rozi kma skty hen
            • #591 Collapse

              je ha school wali bache be satre kar sakt eha lakne is ke liye in k epass acha trading ka knowlege haise kar sakte ha is ke lye pa ko kafe acha trading earn ka rsakt eha
              • #592 Collapse

                no jnab,,mqai app ki is baat say bilkul bhi jahi agree karta hu jnab,,is mai bilkul bhi school mai nahi trading karni cahye jnab,,nahu i to loss hio jata ahy jnab
                 
                • #593 Collapse

                  i think forex ko school mai tou nai learn karat=ya jata hai han u=yee hai k ais main app ko laern kai jagoo se kar saktee hain and app ko knolwsge is k bbaree main mil sakta han bohat
                  • #594 Collapse

                    Hmmm according to i think forex is simple trading so school , colleges and universities mai is ka koi kam nai means isy sekhaya ya parhaya jay but ye zaroor kahon ga k forex k mutalik pakistan mai institute must hony chahyen k log wahan ja k is k bary mai information hasil karen and isi join karen taky college ya university level par kam sy kam or kuch nai to apna thora bohat burden to utha len
                    • #595 Collapse

                      jee app na bil kul theek kaha yes I agree with you yah aik bahoot accha idia haa asia hoona chahia iss say hamaray mulk ke trading ko bahoot faida hoo ga we should to compane it takih asia mumken hoo sakhay mane boht say logon ko forex main benefit leetey howy daikha hai jin kay accounts kuch seconds main hi success ho jaty hain
                      • #596 Collapse

                        jee ap theak keh rehain or ap mery khiyal syy ap ke is bat sy agree ni kerta ku ky ap school perny jatain hain na ky business yeh akh real business or ap ko bth dhun buht sy logh daily is my kafi kam kertain or acha earn ker rehain lakin phlain ap apni stdy pori kerain phir forex ker trd ayh phir aie ap is sy earn ker skain gyh.
                        • #597 Collapse

                          forex student ka lia boot acha lakin agar forex ko 1st year sa start kia jay too ma samjata ho k zeda best ha q k jab choti umar ma forex ka business start karte hain too pir student or koi kam nai kar sakte hain is lia jaha tak mara khyle ha 1st year ka baad wo is qabil ho jate hain k kud faisle karain k kia karna ha . forex ka kam karna ha ya k koi or business.
                          • #598 Collapse

                            ji han ager taleem may trading ki text shamil kia jae to ye acha ho ga or mar khayal sa collage level pa karna chaya kue kay jab pa students ko is kay elam do ga to o is sa kafi fayda la sakta hy pir
                            • #599 Collapse

                              g han main bhi apse agree karta hun aur agar aisa ho jaye to yeh bohot hi better hota hey aur is se hum achi trha se forex ko learn kar saktey hain aur acha future bana saktey hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #600 Collapse

                                Han agar 9th class sy start ho jay tu students men forex ky bary men kafi awarenes aa jay gi aur jo bachy gareeb hen woh bhi apny waldeen pr bojh ni bne gy aur apna karcha khud nikalty rahen gy i agree with u

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X