school mein forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #376 Collapse

    dear dosto mery khyal sy 8th ya 9th sy as ka ek priod hona chahye jis sy bechy asko smjhy taky wo apni prahi k akhrajat khud otha saky or as trhn jb wo colg me jay gy to puri trhn as k bary main janty hngy or as trhn unhy kisi cheaz ki fikr or tenstn na hoge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #377 Collapse

      i think dear the forex is the business and it is not the child play that is why in my point of view the forex should learn the major not the minor it is not the thing that can minor learn and can understand it i
         
      • #378 Collapse

        Foreign exchange mein business karna aik art hai. Government ko 11th class se is ka aik subject bhi rakhna chahiye aur yeh subject Ikhtiari ho ta ke jo is field mein aana chahta hai woh yeh subject study kar sake.
        • #379 Collapse

          dear, Forex ik aam chiz nhi hai jitna ap samajh rahey hain. Forex ik world wide business k sath sath risky bhi hai. School ya universty main namumkin haI forex trade krna.
          • #380 Collapse

            I dont think so that forex study is good for matric level, in my point of view in schooling period child are not mature, and they can not take decison on right time, so it should be on graduation slaybus or master level slybus,
             
            • #381 Collapse

              Should we learn first from the Forex? It is a main question. It is depend on your mind and your plan. Make plan for the work and join Forex than start work with the light of your plan You can learn first trading From the Forex
               
              • #382 Collapse

                je haan school student be forex par kaam karstay aur achi kashi money earn karsaktay hain es mein experience aur knowledge ka hona buhat zarror hai tab he ap asani se successful ho sakay gae
                 
                • #383 Collapse

                  g han dost agar asa kar diya jaye to bohat acha trend hasel ho sake ga tamaam logo ko aur aek achi kamyabi hasel ho sake gi is buisness k zariye say
                  • #384 Collapse

                    yes it very good thinking. ye bohat hi acha hoga k students bhi apna kharcha khud uthana shoro kr dain gay. ye aisy student k liye bohat acha h jo financia problem ki waja sy apni study chor dety hain. mera khayal hai k ye hona chahiye.
                    • #385 Collapse

                      you need to spend your time in forex trading and you need to learn it first and if you will learn it first and then you will trade to earn money i think you will get success in your tradings
                       
                      • #386 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: khan19zs پيغام ديکھيے
                        mera khayal hai ke agr forex school mein 9 class se start krdya jaye 1peroid forex ka howa kare s tarah colleges university wagera mein bhi hne lag jaye tu ye bht hi achi bat hoogi ap ka kya khayal hai
                        Janab me ap k khayalat ki qadar kerta ho lekin ap ko aik baat zehen nasheen ker leni chahiye wo ye k Pakistan me pehly bhi parhai me bahut weakness chal rahi he or agr is kisam ki kisi ne traning leni he to un ko chahiye k wo isme kaam seskhny k liye kisi private school me ya intitution me admition le len jo ye kaam seekhati hon
                        • #387 Collapse

                          g han ye bahot acha idea hai 9th class sy forex ke claas zror honi chahye taky students ko experience or knolage hasil ho jay or agy chal k wo is forum me achi earning kr sken ye students k leya bahot acha idea hai school me forex claases zror honi chahye
                          • #388 Collapse

                            nahi brother mere kyaal mein tau aisa nahi hona chahiye q k agar hum forex ko kuch months hi learn kar lain tau hum ache trader bun saktay hain. agar hum school mein isay learn karna start kar dain gay tau bachon ka studies se dimah hat jaye ga aur paise kamane ki field me ajaye gay students.
                            • #389 Collapse

                              hona chahe kion keh is bat ka bht faida ho rha ha forex trading ki education agr start hi sy di jae to is main bht hi income aor job students ko milta ha aor woh aram sy phir apni rozi aor income bna skty he
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #390 Collapse

                                Sorry to say but aap ki soch bohat he materialistic hai school mein forex ka subject nahin hona chahiyay is be fikri ke umar ko befikree ke he rehnein dain kaee loag is kay addict ho jaatay hein is liyay ager aap schools mein isko introduce kerwaen gay to broker to paida ker lein gay mager science kay maidan mein kabhee taraki nahin ker paen gay paisay ke zaroorat sab ko hoti hai aur immature age mein science mein acha student bhee paisay ke khatirforexke taraf chala jae ga.so forex colkege say start hona chahiyay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X