school mein forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #421 Collapse

    dear i think that it is a good thing for every one and if in class forex is study as a main subject then many students can learn about this business and they can make their financial future secure by this business easily...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #422 Collapse

      o sir g wase tumra khiyal tu bohot acha hai k agar student ko 9 th sy he trading ki education di jye tu dear wo easily study k end hona tak es business ma kamyab trader ban jao gye dear
      • #423 Collapse

        je han dosto agar school may forex ki taleem daina start krdi jaye to 9 and 10 class may is ka aik hour ka period daina chahye takay aram say daily aik hour may frex trade sekhe jasakay or is may apni mahnat say experience hasil kar kay trading karain or profit earn kar sakain
        • #424 Collapse

          aghar hum school life se hi bacho ke xehan mein bussiness or eaarning ki adat dal de to bache study nahi karenge q ke uske pas forex ka sahara hoga ke aghar nahi bhi para to ye to hai jis se studies bohut effect ho sakti hai jo bacho ke liye acha nahi hai
          • #425 Collapse

            bhai main ap ki is baat sy agree ni karta q k ye ek alag business hy and forex ko islam main munasib ni samja jaat is liye ager forex ka period ho ga to jo log ye ni kamrna chaty un ko b ye parna pary ga jo k ek achi baat ni ho gi is liye jis ny seekhna hy wo seekhy bas.
            • #426 Collapse

              no i do not think that it is the too much good idea because the forex is not the child play if someone want to get the success then he have to learn it with the deep then he will able to make the profit
               
              • #427 Collapse

                main apki bat se bilkul agree karta hun aur agar aisa ho jaye to phir future main hamarey bachon keliye aik acha mustaqbil ban sakta hey aur woh study se free ho kar apne liye aik acha business set up bana saktey hain.
                 
                • #428 Collapse

                  je haan forex mein school boys be kaam karsaktay hain aur college boys be agar ap es mein mind se kaam karay gae ap ku es faeda he faeda ho ga thankful for question
                     
                  • #429 Collapse

                    there are many ways to get success in Forex trading but are a bit complicated to follow then and making them a part of our life. they are getting more and more education which is suitable for a business and making one self to follow the rules and regulations which are compulsory for a business like Forex trading and then the one needs much amount of passion , struggle , and effort to achieve some thing .
                    • #430 Collapse

                      forex 9th class ke baje 5th class say start kare tu best hay as say student forex kar k apne karche bhi khood ota le gay aur apna karcha pane bhi bhi khood kare gay forex learn kar k jo profit earn ho ga wo un ke zindgi ko he change kr de ga,,,,,
                      • #431 Collapse

                        Nai bahi Aisa nai ho dakta , Forex ko to aisy b learn kiiya ja sakta ha, agr 9 class main to student ki sahi base b nai bani hoti, aur yeh idea bht galt ha k 9th say forex ko start kar diya jay, waisy too is ki itna zarurat nai ha, peer mery kkhayal say commerce main is ki koi class ho sakti ha agr honi b chaiyeh to...
                        • #432 Collapse

                          my dear friend aap na bhot achi baat ki hai school main trading ka bary main phrhana chahiylakin phly thoti books hotyn hain k as trading bhijib trading ka peroid main bhi maar pry gi to trading sa khud hi nafrat ho jay gi........
                          • #433 Collapse

                            schol mein forex k hawale se aik optional subject hona chahye ... jo bachay seekhan chahtay hain wo zror seekhain per compulsory nahi hona chahye.... baaki knowlege k hawale se international market k baaray mein aor diiff fundamentals k baray me b knowlege hona chahe...jo school mein dena chahye...
                            • #434 Collapse

                              je han school mei forex ki education honi chaiye takay har aik faida uthaiy es se puray world ka sab se big business yani kay unique business sirf forex hay online business mei sab se zyada bharosa ap forex pey he kar saktay hain janab ap forex mei kamyab honay kay liye achi skills hasil karo
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #435 Collapse

                                Bhai jaan schools me forex ko seekhna kafi moshkil ho jaye ga is ke liye alag se private centers hone chayye jis me sirf logo ko forex ki hi taleem de jaye aur un ko is acha experience dia jaye......
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X