school mein forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #361 Collapse

    ji han bikul bro main ap ki bat se agree karta hon k is ka ek period school main bhi hona chahie tak log is ko saikh sakin aur phir zaroorat parne par is ko saikh bhi sakain aur is se money earn kar sakain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #362 Collapse

      mery khyal main forex ko school or college main hona chey.or school or college main es ky bary main bata chey.taky student is sy kuch sekh saken.or apni malomat main ezafa kr saky.
      • #363 Collapse

        yes we should learn about forex in our all school to all child and also need to teach them about forex carefully that they can earn more and more, they can also stand on their feet soon, and they can meet all their expenses from it.
         
        • #364 Collapse

          ammm apki bat apni jaga thek hai mger yha thek se study kar wadi jaye yehi bht bhari bat hai forex ka perieod to dur ki bat hai issi liye humey khud h seek lenna chaye .
           
          • #365 Collapse

            G bht achi baat hai kiyon k kuch students gareed hotay hain jo apni study k kharcha nai otha saktay tho wo forex sy apni study k kharcha otha saktay hain. kiyon k ya students k liya bht best business hai.
             
            • #366 Collapse

              assalam-o-alaikum jee bilkul janab agar woh student itna eligible hai ke wo 6th class se is business main in ho sakta hai wo acha learner hai to bohat jaldi khud mukhtiyaar ho sakta hai thank you...
              • #367 Collapse

                Bhai jan apka khayal to thek hai lkein bhai jan aisa mumkin nahi hai q k har insan ka mind aik jesa nahi hota jo k forex trading business ko kar sakty is liye is business mein wo he kamyab ho sakta hai jo mehnat kar sakta hai dil laga kar kam kar sakta hai.
                • #368 Collapse

                  Humay kahi be business seekna chahie agar qk business life ka ak aham zaria hey.agar humay koi business nahi aty to hum kisi be field mey kamyab nahi hote.humay bas seekna chahie.
                  • #369 Collapse

                    bhai i think aisa hona mushkil he. kion k aisa nhi ho sakta k schools me sirf ek hi business ki tallem di jaay. yahan aur bhi bohat se business hen jinka shumaar karna mushkil he. aur un sab ko hi karne wale mojood henn aur phir unhen bhi seekhna hota he. so governement sirf ek business ki tallem schools me issu enhi karwaaye gi
                    • #370 Collapse

                      mere keyel me forex 9th class se start hona chiye as ke wja ye he k =e student apna pasy wagera or feses wagera pay kar sakty he or apna tenshan be dor kar laty he forex humare pk me bohet help ka zarya ban kar aya hy ....
                      • #371 Collapse

                        apka khyl bilkul thk hai tb hi hamain sb ce zada hcha smj a jai ga r hum hchy ce trading b kr sakain gy life main r real trading ko hum hchy ce join kr b lain gai demo pr itna time b kharch ni hoga direct real account pr hi trading kr k kafi profit gain kr skty hain i like ur opinion
                        • #372 Collapse

                          ap ko is ma kamkarna ha tpo is ma ap pat time ma demo account ma kam karna sa ap ko is ka bar ma pata calat sakta ha sab is kam ko like karta ha sab is ma pat time a he pia kamta ha
                          • #373 Collapse

                            dear es trah to students ki taleem per bura asar pry ga wo apni study ki bjay forex per hi kam krty rhen gy men es silsly men aap k sth itfaq nai kron ga. han agar es bat ka pora yaqeen ho k students forex ko muqarara waqt per hi kren gy to phir theek hy mgr undermatric students apny bachpn ki wja sy hmari tawaqqoat per pora nai otreen gy.
                            • #374 Collapse

                              yaar I think minimum bhi first year main ye trading sikhai jani chahye q kay school level pe bchon ko sirf study krwani chaiye , buessiness ki tarf nahi ana chaiye
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #375 Collapse

                                meera khiyaal bi yehi heey magerr hamerry nizaam meey aana mushkil heey yaa bohet hi ziadaa time lugg saktaa heey jitnaa forex keey bareey meey knowledge hasil kareey geey aur time keey lihaaz seey jitna experience hoo gaa utnaa hi aap ko benefit heey forex keey bareey meey knowledge leeney keey baad bohet hi kem hedd tekk loss meey jaa sakteey hai jiss seey ap ko benefit in profit meey hoo gaa
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X