Lose Hone per guse ko kase control krna chahie ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    sab se pehle to ye k

    Trading shuru karne se pehle is baat ko zehan main rakhna zaroori hai k ye aik business hai aor is main loss bhi hota hai
    phir market k trend ko samajh kar apni equity k lehaaz se lot size choose kare taa k agar loss ho bhi to kam se kam ho sl zaroor use kare
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Dear wse loss aane pe gussa nhn aana chaiye q k loss kisi aur ne nhn kiya loss ap ne kiya hy aur ap ko he es mai smjhna ho ga... loss hota hy par ap es ko apnii learning ki madad se acha bana skte ho os k liye bas ap ko mehnat ki zarort hoti hy tab he ap es mai acha fiada haisl kar skte ho...
      • #33 Collapse

        brother forex trading mein loss jab hota hai tu ap ke lye new experience hota hai woh experience hasul krein aur next time woh experience uae krein aur big profit eran krein
        • #34 Collapse

          Bahi aisa kuch nhi hota koi bhi bnda loss honey PR jazbati nhi hota Har banda next time try krta hai aisa koi bhi nhi or skty Jo gusa krty hain woh jazbati hoty hain woh trading ke Kabul nhi hoty
          • #35 Collapse

            ge han bhai trader ko loss hone per gussa pe control krna he aur trader forex trading mein relax ho kr apne trading kre aur trader apne trading mein jazbate na ho aor apne trading mein loss pe control kre aur apne trading mein ache planing krein aur apne trading mein ache soch smjh se aur ache management se apne trading kr ke loss ko cover krein
            • #36 Collapse

              insan trading k doran kafi martba asi lose ho jati han jin k bara ma zahn ma b nai hota ager mager insan ko qarobaar ma gusa nai karna chai or gussa control is baat par ho sakhta ha 2 minet rest karay insan
              • #37 Collapse

                Loss pe gussa to boht aata hai lekin us pe sabar k elawa ham aur kia ker sakty hain. Sabar he kerna chahiey aur ziada posts kerni chahiey ta k ziada bonus aay.
                • #38 Collapse

                  Hahaha both he acha add post kia hy bhai ap ny jub b loss ho to ap zaror zaror sy hasna start kr do ap ais sy ap ki tension kam ho jya gi aur phr achi trha learn krain aur bad main start krain
                  • #39 Collapse

                    Loss honey pe reaction to hota hai lekin successful trader b wohi banta hai jo loss ko positive sense me leta hai. agr apko loss ho to apni galti ka azala kren aur next time k liey ready rahen.
                    • #40 Collapse

                      yaar agar apko kafi loss ho to apko chahiye k koch dair market ko chor dy or rest kary or tab tak koi or kaam kar lyn is sy apko gussa kam aye ga or stop loss zroor use kiya kary is sy apko loss kam hoga agar market apna trend change kary to.
                      • #41 Collapse

                        Bahot ache post hai lakin insan emotions k agy kbhe kbhe bebas ho jata hai aur koe bhe loss ho toh gusa karta hai ap jb trading karo toh zaida lalch na karo aur dekho aur loss sy bacho loss sy bacho gy toh gusa nahe aye ga aur fully relax ho k trading karo agar loss ho b jaye toh aisa kuch na karo jis sy bad mn zaida pachtana par jaye
                        • #42 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: faisal767 پيغام ديکھيے
                          hi friends
                          main sirf ye janna chahta hon trading main lose hone per guse per kase control kia jae ? kuch log relax rehte hen lakin kuch log jazbati ho jate hen to unhen lose hone per kia krna chahie ?
                          Salam Bhai Mary Khayal mein ager him logo ko Forex trading ma loss hota ha to is wAqt hma apny gusy ko or emotion dono ko control ma rkna chya kau ky gusy ma him glt trading bi KR skty ha
                          Removed by Moderator.
                          • #43 Collapse

                            dear bhout he acha hai apka question new traders ke liye jab be loss ho kasi be trader ko use chye ke wo apne emotions py control rhake aur khosis kare ke loss ke foran bad kasi be qasam ki trade na kare jab tak wo mentally relax nai ho jata ager asa nai kare ga tou wo phr loss kare ga
                            • #44 Collapse

                              • Stress aur gusse se bachne ke liye hume humari tension ko hum par haavi hone se rokna hoga.
                              • Tension se kai baar hum apna aapa khokar gussa kar baith te hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                bahi loss jab b huta hi wo ap ki hi galti sa huta hi jasy kay kafi business man jab invest karty hi wo bager market ko watch kaia bager trade karny lag jata hi kafi logo na to new join kar depost karty hi trading kar laty hi as lia an ko loss huta hi ager ap ko loss hu b jay saber say kam lay awor forex ko achy sa janany ki khosesh kary pahir ap ko cahyea kay forex ko zeadha sa zeadha time day awor demo account use karty rahy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X