Lose Hone per guse ko kase control krna chahie ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lose Hone per guse ko kase control krna chahie ?
    hi friends
    main sirf ye janna chahta hon trading main lose hone per guse per kase control kia jae ? kuch log relax rehte hen lakin kuch log jazbati ho jate hen to unhen lose hone per kia krna chahie ?
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Babut achi bat ki ha ap nay me yeh kehn chahta hun k new traders ko jb thora sa loss hota ha to wo loss cover krnay k chakr main jazbati ho jatay hain aur trade ki lot increase kr detay hain ta k loss cover ho, ic say loss cover honay ki bjaye aur loss ho jata ha. So me ap logo ko kahu ga k jazbati na hon relax ho k trde krain
     
    • #3 Collapse

      apni practice ko maximum Karke aur apne experience ko increase Karke aap apne loss per control kar sakte hain Is Tarah Se Apne Jo kiya hai aap usko recover bhi kar sakte hain aur dubara se trading may come back kar sakte hai agar Apke Pas experiences jyada hai
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: faisal767 پيغام ديکھيے
        hi friends
        main sirf ye janna chahta hon trading main lose hone per guse per kase control kia jae ? kuch log relax rehte hen lakin kuch log jazbati ho jate hen to unhen lose hone per kia krna chahie ?
        Bohut ziada relax rehna bhi acha nahi hota aur na hi bhut ziada jazbaati hona acha hai. Loss ki soorat main hamain chahie ke apnay jazbaat par control kartay hoay ham mazeed market study karain aur search karain ke kahan se hamain ghalti hoi hai aur phir apni us ghalti par qaboo panay ki koshish karain.
        • #5 Collapse

          agar aap isme trade Lagate Hain aur Jiski wajah se aapko isme nuksaan Hona start ho jata hai to aap Kis Mein apne aap ko market ke metallic friend ke hisab se isme invest kare
           
          • #6 Collapse

            Dear brother wasey be ghusa aqal ka dushman hay agar aap ko loss ho jata hay tu agar aap thanday demagh say Kam layien tu aap loss ko profit main tabdeel Kar Kay apna account ko washed honey say bacha skatien Hain or apnay account ka balance be zyada Kar saktien Hain
            • #7 Collapse

              Thanks for all of you for your Expert opinion, i hope all new member will get advantage from your these advise.
                 
              • #8 Collapse

                bhai asha to yah hai k Aap loss pr control krin ta k Aap ko loss he na ho agir loss hota hai to apni mistake ko dakh kr osy thek krin ghosa ay loss pr to yah koi thek bat nahi Is sy hmara nuksan he hota hai
                • #9 Collapse

                  Yes brother bahut achi bat share ki ha ap nay . Trade main apko loss bhi ho skta ha so apko aur hmain chaheay k jazbati na hon thanday dimgh say trade krain ta k mazeed loss na ho
                     
                  • #10 Collapse

                    dear trading me loss agar ho jaye or app ghusy me ajaty hey to es se app ko trading me or be zeyda loss ho sakta hay ghusy ko control karny key ley or loss se bachny ka 1 hi tareeqa hay or wo hay har trade me take profit or stop loss ka use karna.
                    • #11 Collapse

                      Agar loss home per aesi kefiat ban jae to i think behter yehi hoga k ap thori dair kam chor k pehle khud ko cool and kalm krne ki try kren kia khyal he ap sab ka ??
                         
                      • #12 Collapse

                        dear forex member faisal 767 aap nat poocha kay loss hone per gusse ko kese control kiya jaaye pehli baat to ye aap ko loss hona nahi chahiye aap ki demo may itni practice ki jaaye kay forex per full grip ho or mere khayal may at a time aik hi bid lagayi jaaye jo ke open ho or ager aaap ko loss ho bhi jaaye to mat ghabraaye q kay is say aap ko kuch samajh nahi aaye gi or sab hi loss may jaana shurur ho jaaye gi to bus sabar kia jaaye
                        • #13 Collapse

                          sir maire khayal say trading kay doran ager app loss honay per ghusa aata hai tu phir traders ko chaiye ke woh apny emotions per control karna seekhain . kion ke jin traders ka emotions per control acha nai hota hai .
                          trading kay doran jab b trade mai loss ho tu traders ko chaiye ke woh trading mai kuch dair kay liye break kar kay dobara say market ka analisis Karin tu phir he trading Karin warna mazeed loss b ho sakta hai .
                           
                          • #14 Collapse

                            Bhai jan jab bhi trade lin to ye smajh kr lin k nafa ya nuqsan karobar ka hisa hai oor is k baghir koi chara ni hai oor nahi ye mumkin hai k trader ki trade loss min na jai hamesha trade k favor min aney tak wait krin
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Hum market se badla nahi lay saktay. Ghusa control karnay kay liye zarurui hay kay ap ko is baat ka pata ho k loss forex trading ka lazmi hissa ha bilkul profit ki tarhan is liye loss honay par ghusa honay ki jagah loss recover karnay par focus karna chahiye.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X