is forex hallal???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #391 Collapse

    islam ka forex se kya lena dena forex bhot acha business ha forex se ham bhot kuch sekhte hain forex halal hi ha forex tu online business ha forex se islam ka koi taluq ni ha forex se sb ko faida hi faida hota ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #392 Collapse

      app k is question k bary mai to mujhy bilkul bhi nahi pata hay k ye haream hay ya phir haram hay ,,,is k bary mai wesay jana chahey k ye cheez kia hay jnab/.//lekin i dont know ,,
       
      • #393 Collapse

        Forex aik halal business ha aur aap ko is loss bi hota ha aur aap is main bht sa kmate bi han aur aap ki is business main bht se expereince ki zuroorat ha is liye yeh aik real aur munasib job ha jo halal ha
        • #394 Collapse

          bhai is bary main kuch confirm nai keh sakty wasy i think agr swap free account ho to is main kisi kisam ki cheating ya gambling nai ki jaye to phir ye halal hi hua baqi information ap kisi aalami dain say hasil kar sakty hain
          • #395 Collapse

            nahi g sir g aesa kuch bnhe nahi ha k forex haram ha forex hallal ha aur me is baat sa agree krta hu k forex hallal he ha to aap bhe samjh le forex hallal ha
            • #396 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: raza435 پيغام ديکھيے
              salam friends .. .ap sub se ik important question puchna tha i know ye pehly b question pucha ja chuka ha but answer satisfied nae hain . ..
              K kya ye online forex trading islam me halal ha q k me ne kafi logon se suna aur search b ki k ye margin k sath trading haram hoti(gambling aur riba) ha ap kya kahen gy is k bary me plzzzz help me
              aur try karen k jis k pas iski better reason ha ho answer kary .. . ..
              yes of course............... My answer is this k forex halal hai q k yae part time job ki tarha hai or yahn ham apni mehnat kr k paisy earn kertay hain.... Or bad mai hamay apni mehnat ka phal milta hai........
              • #397 Collapse

                AOA. g han bhai shb forex aik hallal work ha kun k hum ic ma apni mahnat sa pasyy kamty han or mahnt sa kamy huy pasy halla hi hoty han ic confusion ma nhi parna chahea k hilal ha ki nhi.
                • #398 Collapse

                  Han bhaei forex aik buhat hi hilal karobar he buhat sare muftion ne es bare min fatwe bhi deiye hin because koei raqam bhi humare qabze min nahi aa rahi he hum aik chalti hue market min karobar kar rahe hin agar market humari bataein hue direction min chalti he to hum profit earn karte hin aur market humari anti jati he to hum loss bhi kar jate hin.
                  • #399 Collapse

                    bhai ,,is k bary mai to koi bhi nahi bata skata ay jnab,,k ye halal hay ya haram hay hay jnab,,ager app ko is k bary mai pata hal jaye na jnab,,to mujhy lazmi hi batye ga jnab,,ok janb,,
                     
                    • #400 Collapse

                      yes forex ak halaal business hai aur es mai profit aur loss dono hai aur tax be lagta hai
                      • #401 Collapse

                        mujh ko zaida to pata nai hai k forex halal hai ya haram but es ki ak post main par chuki hon k ye halal haij jo prof b dia tha sath
                        • #402 Collapse

                          Meri knowledge and thinking k mutabik Forex trading business hilal hi q k Forex koi gamble nahi hai or is mein hum ko profit b utna hota hai jitna loss hota hai means mujhe yeh hilal lagta hai baki ap or searching ker lo.
                          • #403 Collapse

                            Mujha ye halal lagta he q k is me sood ka naam nahi he or ap kuch kar ke kamai kar rahe ho to is lia ye halal hoa magar sub ka khayal aik nahi hota ye mera khyal he or kia pata ap ka khayal kuch or ho
                            • #404 Collapse

                              dear bilkul thik kaha hy ap ne k forex halal hy ji bilkul forex halal hy wo is lie k ap apni hark work kar k ap apna bonus earn kar k trading karte hain r phir ap ko jo bhi jitna bhi profit earn hota hy to wo ap withdraw karate hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #405 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: 123rida پيغام ديکھيے
                                margin kay sath to kuch nahi kaha ja sakta hay bai is liay main to jab tak is baray main confirm nahi ker layti main kuch nahi keh sakti,wasay apki bat sun kay ye matter kafi serious ho gya hay.albta margin kay ilawa to confirm hallal hay.
                                i think so with my point of view ye halal ha hram nh ha. q ke ap is pur mehnat kur ke kma rhe ho na ke kisi ka njaiz kur ke ya kisi ka galat kur ke kma rhe ho agr koy galat kre to wo hram ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X