is forex hallal???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #241 Collapse

    G haan ye ik haalaal hai i9s se hum pura din wait kr k markrting rate high hony pr hum trading krty hain aur earning b..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #242 Collapse

      bhi jaan ap nay ik ahc sawal keyaa hay aur may apko batnanan chata hu kay forex tradding may dear freind sab halal he halal hay q kay tamam alim log be yahe tradding ketain hain aur haram hota to wo na kertain
      • #243 Collapse

        dear brother yes forex bilkul hallal hai dear ya hallal hai hum k liye is main hum ki mahnat lagti hai or jo kaam mahnat se hota hai wo hallal hota hai hum k liye ya be hallal hai hum is ko kar sakty hain
        • #244 Collapse

          I will suggest that there is nothing haram about forex. As like every legal business , you are buying and selling. You have all the chances to win or lose. Volatility does not make it haram
          • #245 Collapse

            je bhaiyon ap sub se ik important question puchna tha i know ye pehly b question pucha ja chuka ha but answer satisfied nae hain . ..
            k kya ye online forex trading islam me halal ha q k me ne kafi logon se suna aur search b ki k ye margin k sath trading haram hoti(gambling aur riba) ha ap kya kahen gy is k bary me plzzzz tell me know im ready to watch
            • #246 Collapse

              jaha tak mera khayal ha ma to isea halal samjhti ho is mea hum riba paid nahi kartea ha or na hi ya koi gambling ha hum yaha purchasing and salling kartea ha jo prophets ka dor sea chalea araha ha is lia ma isea halal kahti hon
              • #247 Collapse

                mara khyal sa to halal business hea q ka es ma koi bhi fix amount nahi hoti jo hum ko har month mila lehaza ya hala hea or es ma loss ka bhi equal chance hota hea jesa profit hota hea wasa he loss bhi
                • #248 Collapse

                  aoa forex aik bussiness hain ap ise haram ni keh sakte hain kyun kae yahan paae ap kam krte hai time lagate hain damagh use krte hain jske apko paise milte hai or info bi milte hai haram tou wo chez howe k baghair mahnat k koi chez kamana
                  <<<Mr.AK47>>>
                  • #249 Collapse

                    mai to samjta hon k forex bussiness waqai hallal hai ku k bussiness karne ko hamara islam zada important deta hai or is mai hum apni mehnat or samaj kar kaam karte hai or loss and profit dono hote hai is liye hallal hai,
                    • #250 Collapse

                      margin kay sath to kuch nahi kaha ja sakta hay bai is liay main to jab tak is baray main confirm nahi ker layti main kuch nahi keh sakti,wasay apki bat sun kay ye matter kafi serious ho gya hay.albta margin kay ilawa to confirm hallal hay.
                      • #251 Collapse

                        jee han bilkul halal hy is mein haram wali ek hi bat hy ke ise juwa samjh kar kia jay
                        bgair samjhy or bgair sochy aise hi order laga dia jay to juwa hy or juwa haram hy
                        • #252 Collapse

                          Actually still a contradiction in my opinion but I personally think this Forex business is Halal because obviously traded and there are sellers and buyers.
                          • #253 Collapse

                            jee janab asia eh key mey aaap ko khud yahi kahuu gaa key forex aik acha busienss ehy or og is ko busienss ki tarah hee kar tey ehy or is mey akbi loss kabi profit hoti hey tho jis ki waja sey mey aap ko kuch bi nahi kah sakta is baarey mey
                            • #254 Collapse

                              ji nai ye kam halal hai haram to ho hi nai sakta hai kue k forex ny to trading m itni asaniya di howe hai koi bhi ye job kar sakta ha warna zyada tar online jobs m to bht taim west karte hai forex to bht hi knowledge wala kam hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #255 Collapse

                                dear brother assalam o alaikum ji hn yeh baat correct hai yeh forex trading ka kaam bilkul halal kaam hai kiun ke yeh 1 business hai or business halal hai kiun ke ap is mehnat se kamate ho0 or hard working kar ke hi success hote ho0 wrna apko loss bhe ho sakta hai trading mein is liye yeh halal hai bilkul not a haram

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X