Zindagi Bekar Bina Forex Ke ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #616 Collapse

    bhai ap ki baat theak hai lakin ye itna asan bhi nahi hai is main ap ko proper learning karni parti hai kyn k ye ak proper business hai jis main ap bohat achi earning kar sakty hain.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #617 Collapse

      dear forex ik business hai agar app ko yaha say waki ache pasa kama na hai aur ache life guzar ne hia tu app ko proper currency pair ki analysis ker ka trend ko samaj ty howa trade ker hogi umed hai app kafe acha kama sakan ga es business sa.
      • #618 Collapse

        bilkul bhai g main ap ke bat se agree karta hun forex k bina zindagi ka koi hal nai forex ke wajah se bahut se aise fazool kam hain jo choor dye hai warna har time un kamo main apna time zaya karte the or hasil kuch nai hota tha lekin jab se forex main aye hain bohat kuch learn kia hai or earn b or time b save
        • #619 Collapse

          Forex pa jab ham kamyabi hasil karty ha tu hamra dill lafa jata ha forex k seth hamra or dill karta ha kamyab hona ko is liya forex sa dor ni rha jata start ma.hamy moshkil lagta ha ya lykin bad la.gamy kise bi qisam ki problame ka smna ni karna parta bagr problam.k.ham.aram.skhon sa kam.karty ha
          • #620 Collapse

            forex trading mai app ko starting mai losses hote hai kuin ke app ke pass market ka experience aur knowledage nahi hote hai isleye hamesha koish kerahe ke app jo hai woh hamesha market mai money management ke sath chalen.
            • #621 Collapse

              Definitely apne sahi kaha hai main ab forex ke bagair kisi or kam ka sochta bhi nahi ho kiyun ke forex ne kafi behtareen earning di hai or de rahe hai so ap bhi yeh kam ker sakte hai or forex main apni generate ker sakte hai
               
              • #622 Collapse

                jee han forex k bagher to ab shayad zindagi adhori si lagti he forex na sirf aik acha eaning ka zariya he balkih yeh aap ki zindagi ka hissa bhi ban jata he yeh aik nihayat dilchusp kam he kuch arsa bad aap jese yeh aap ki aadat ban jata he
                External website link not allowed - Deleted By Rizwan Trader
                • #623 Collapse

                  g han forex trading mien agar apka ek baar dil lag jaye to phri ap iske bian nahi reh paate ye bohat hi ziyada ddicteds business hai is mien ap agar mehnat karenge to zaroor kamiyab honge.
                   
                  • #624 Collapse

                    forex kay bekar zeding zindig to hoti hain lakin es main maza nai hota forex app ki tamaa zorotay pori karta hain es lea app ko forex kay baker zindgi muskil lagti hain es main app ko kam karnay say app ko es main tamam zarotay pury hoti rahty hain
                    • #625 Collapse

                      ye tu sirf kehna ki baten hai k forex k without life asi hoti hai wasi hoti hai kiun kuch log forex ma reh k b kuch hasil nai kar sakhtye tu sir un ki life tu wasi he hoi na so kamyab ho gye tu forex ka fiada hai'
                      • #626 Collapse

                        bhia wo log bhi tu hain o ye kam krty he nhi ha aes abhi bat nhi ha iss maap ko chaye ka ap log is sma aram sa kam krin jo kr ka bekar kr ka chor dety hian un lgoo k liye mushkil hoti ha ye ma smjhta hon
                         
                        • #627 Collapse

                          dear aysii baat b nhn hy agar ap acha earn kar rahe ho tu ap ko forex ki zarort ni hy han agar ap apne extra time ko utilize karna chah rahe ho tu phr ap forex ko join kar skte ho aur kam waqt mai acha faida b hasil kar skte ho es liye ap ko smjh k aur seekh k kam karna ho ga ta k ap ko boht kam waqt mai boht aage ja kar faida hasil karne mai madad mil sake aur ap ach akam karo..
                          • #628 Collapse

                            G zindagi bekar bina forex k g ye baat wo log kar sakty han jo forex trading mein buht ziada waqt dety han aur forex trading business mein buht ziada mehnat aur hardwork kar k forex trading mein acha profit earn karty han aur ziada log forex trading mein loss hi karty han wo kia kahen gay is liye itna emotional nhi hona cahaiye zindagi tu ziada dil logon k liye hy forex trading business k liye nhi hy ye zindagi
                            • #629 Collapse

                              Forex aik good opportunity hy aur hamain is sey faida lena hy. Yeh bat saheeh hy keh forex aik risky business hy, lekan is key risk ko kam kar key hum is sey acha aur handsome profit hasil kar saktey hain aur is sey hum apni life ko behtar aur shandar kr sakty hain aur future ko secure bhi kia ja sakta hy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #630 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: PankajRock پيغام ديکھيے
                                pasie kamne ka best way hain forex...forex nhi toh zindagi mein kya hain :P
                                yes my dear brother aap ne bilkul sahi kaha hai forex aik bohot hi reliable business hai aur is se ham bohot jaldi profit earn kar sakty hein lekin is se pehle hamein forex ko achy se learn karna chahiye phir trade karne ka maza bhi ata hai aur profit bhi hota hai
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X