Forex Quote

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Quote
    Currency ko hamesha pairs main dekha jata hai jasa ke USD/JPY , GBP/USD or EUR/JPY wagera iski waja ye hai k in ko pairs main janana kafi muskiloon sy bacha deta hai. Kunke jab aap forex main tarde karty hain to aap aik waqt main aik currency khareed rahy hoty hain or dosri sell kar rahy hoty hain.
    Aap ye example gore se samjhne EURBase Currency/USDQuote Currency
    exchange rate EUR/USD= 1.3500
    is example main EUR ko base currency or USD ko counter ya quote currency kehty hain jabke exchange rate humain ye bataty hain k hum kitni counter ya quote currency adda karain gy to humien base currency ka aik unit mily ga. matlab 1.3500 USD aik EUR kharidne k liye deny hoon gy. Isky bareks agar aap sell karna chahte hain t exchange rate humein ye bataty hain ke aik base currency k units bechne se aap ko quote currency ke kitny units milyn gye. Maslan agar ap 1 EUR sell karain gye to ap ko 1.3500 USD milain gye.
    Umeed Karta hoon aap ko ye post be pasand aye hogi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    aslmaualekum ap ke share ke hoe example kafi use full hai specially new members ke lea ke jub wo economic calendar check karen to iss cheez ka khayal rakhen ke news base ya quote currency main jss ke bhe ho wo effect kare ge
    • #3 Collapse

      Bhai ap ne bahut detail se samjhaya ha aur bahut usefull post ki ha ap ki post parh k bahut asani se samjh I ha aur ye basic knowledge new traders k liye bahut zaroori ha currency k bary bahut achy tareeqy se bayan kiya ha ap ne har pair pehly 2 lafz country ko zahir karty hain aur 3sra lafz currency ko zahir karta ha
      • #4 Collapse

        Bhai ap ki post waqei bht usefull ha ha is mn ap ny quete /counter currency r basic currency ko example sy bari achi tarah sy smjhany ki koshish ki ha jo k yaqeenan mery jesy new members j mht mufeed sabit hogi.hm sb ko aesi post share krni chahyei.
        • #5 Collapse

          Bhai gaap ne bogat achi or use ful bate btai he or bari hi datail me samjhaia he jis se new traders ko bari help mele gai. Mere khial me meri nazar se aaj tak iti achi pot nai guzri. Jis me itni asani se baat samjhai ho.
          • #6 Collapse

            dear mai ap ki ais baat se agree karta hu kun k ap ne jo baat ki hai wo bahot hi achi hai aorforex quote k bary mai mainy phly kafi jagha parha hai magar mujhy ais ki atni samjh ni ai magar aj ap ki post parh k mujhy ais ki samjh ai hai aor mai umeed karta hu k ap agay bhi aisi hi achi posts kary gay jis se logo ko faida hota rahy ga.
            • #7 Collapse

              Bhai jan aap ko pata hona chiay kay forex quote ka mtlb hai kay agar ham ne kisi aik price level per buy ya sell ka order dia hai. Or aglay price level order pora ni hua market price change ho jay to requote ata hai
              • #8 Collapse

                Bahi thanks ap na jo share kia hum new members ka lia ya bohot achi information hai quete/counter ka bara muja anta maloom nai tah ap ki post s kafi fida huwa hai
                • #9 Collapse

                  Dear quote jo hai forex trading main yesirf insta broker per ata hai hamain chiay hota hai trade open karain to agar buy ya sell ki lot lag jay to theek agar nahi lagti to hamain pata hona chiay kay price changing fast ho to bar bar quotes atay raitay hain
                  • #10 Collapse

                    achi currency yelling ke haath mein beer both acche mood kar rahe hain Jo Pyar achha mob kar raha hai usme achi trade lagakar achha captain bana sakte hain uske baad main Idea bana sakte hain kya kya karna chahiye
                     
                    • #11 Collapse

                      Dear brother aap nay bohat he achay tareeqa say base or quote currency Kay baray main batea hay or bohat he achi example de hay jis say new trader ko be samaj ae gay ho ga Kay currency main pair hay Kia or in ka used kia hay
                      • #12 Collapse

                        Dear app nay bht achi post ki hay - ic c newbies kay liye bht kch hay aur jo log forex main kam kartay hain un kay liye yeh nehayat zarori hay - unhn pata hona chahye kay yeh currency kia hay aur ice kia khty han
                        • #13 Collapse

                          Bahi Jee boht shukria apke ye example new members k liye boht hi faidamand hay is se Forex trading ke business ko samajhnay main aasani ho gi aur qualified members ka tadad increase ho ge..
                          THKS
                          • #14 Collapse

                            Bhai forex member aap ki di gae maaloomat bahut mufeed hain khas kar mere jaise members kay lye jo kay iss market mein naye aye hain aur issi tarah aap bahioun kay experience ki wajah se hum bhi seekh sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Hee nice information ap ny share ki hai dear forex trading ma kch pairs hain jin ko major pairs kaha jata hai aor unki spread bhi bht kam hoti hai major pairs ma usd ky sath jo bhi pair hain major hain isky elawa gbpjpy eurgbp chfeur etc bhi major pairs hain.
                              Acha kaam achy daam

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X