Currency ko hamesha pairs main dekha jata hai jasa ke USD/JPY , GBP/USD or EUR/JPY wagera iski waja ye hai k in ko pairs main janana kafi muskiloon sy bacha deta hai. Kunke jab aap forex main tarde karty hain to aap aik waqt main aik currency khareed rahy hoty hain or dosri sell kar rahy hoty hain.
Aap ye example gore se samjhne EURBase Currency/USDQuote Currency
exchange rate EUR/USD= 1.3500
is example main EUR ko base currency or USD ko counter ya quote currency kehty hain jabke exchange rate humain ye bataty hain k hum kitni counter ya quote currency adda karain gy to humien base currency ka aik unit mily ga. matlab 1.3500 USD aik EUR kharidne k liye deny hoon gy. Isky bareks agar aap sell karna chahte hain t exchange rate humein ye bataty hain ke aik base currency k units bechne se aap ko quote currency ke kitny units milyn gye. Maslan agar ap 1 EUR sell karain gye to ap ko 1.3500 USD milain gye.
Umeed Karta hoon aap ko ye post be pasand aye hogi.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим