trading plan
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Trading plan ko trading main bohat ahmiat hasil hai q k jab tk koi trader apni trade ko plan kr k nahi kry ga to uska faida nahi hoga or tradsrs ko loss ho jai ga q k usko trade k baray main planing nahi ki hoi ho g
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      bhai main es forum main new ho main ny abhi tak trading nahi ki to mujhy trading ka nahi pata ap doston say k hi trek say kuch seekh jauon ga
      mery khayal say bhi har kaam ko plan ky hesaab say hi karna chahye wo hi acha hota hy
      • #18 Collapse

        ji trading plan buaht ehmiyat rkhta hai aur issi se hum achi trading kr skty hain aur yeh aik zarori factor hai aur issay hume nahi bholna chhaiey aur iss per beleve kr k hume iss per amal bhi krna chhaiey aur yeh sahi hai
        • #19 Collapse

          g han app ki bat sahi hay agar hamara trading plan acha ho ga to profit be hamy acha mil saky ga, forex me hamari success hamary trading plan par hi depend karta hay, agar trading plan hi fail ho jata hay to hamy loss hi ho ga.
          • #20 Collapse

            Assalam o Alaikum, g bikul achy traders hamesha aik trading plan bnaty hain before starting forex trading, trading plan me ye chezen shamil hoti hain:
            Weekly or monthly profit goals
            Trading strategy
            use of trend
            etc, etc jo bhi acha profit bnana chahta hai wo in chezon py amal ker sakta hai
            • #21 Collapse

              Jab bhia ap kisi pair main trade open kerny lagty hain tou pehly apko apni trade achi terha plan kerni chahiay ky market ka trend kia chal raha hai aur kitni lot size safe rehy gi aur stop lot aur take profit kitny points per lagani hai ky zyada loss bhi na ho aur kuch profit bhi hasil ho saky
              • #22 Collapse

                Planning har field main bohut zruri hoti hai aur khas kar forex trading main tu is ki ehmiat aur bhar jati hai kiunke yeh aik sensitive kam hai aur is ko jab tak aap bareek beeni se tajzia kar ke koi position open nahi karain gay tab tak aap ke profit ki earning ke chances nahi banain gay.
                • #23 Collapse

                  Dear dosto forex trading mn kamiabi k lye plan bht zaroori ha,ab planning mn kia kia ata ha,,planning mn sb sy market ki movement ko samjhy,market stragedy ko dekhy,money management ko nazar mn rakhy,trading ki timing set kary,etc.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    bhai aik kamyab trader ka aik he plan hona chahiya kah wo si market ko sekha or is market mein trade karta hva laluch mat kara or is market sa apna knowledge hasil karna ka bad demo ko acha use kara.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X