trading plan
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading plan
    ASLAMUALEKUM ek kamyab trading plan ke kya aemayat hai aur ek kamyab trading plan main kya hona chahye
    mara khayal main trader ke success ka total daro madar us ke plan py hai jis main us ke strategy aae ge ke kub wo market main enter aur exit ho ga aur second us ke plan ka sub se lazme part us ke money management ho ge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Hello forex friends yes i agree with you and you are absolutely right forex trading business mee successful hone ke ley forex traders ke pass aik very good forex trading plan must hona chayia tub hi wo aik good successful forex traders ban sakta haa jis mee risk to reward and money management must hona chayia ok
    • #3 Collapse

      Asslam o Alikum bahi jan bahi forex trading ma forex plain bnana bohat zada zarori ha kyu ka agr hum planing sa kam kry gay hum ko faida ho ga or humara blance growth kry ga
      • #4 Collapse

        Dear brother aap ki baat say main agree kartaan hon q Kay Kay aik kamyab trader ka plan he us ki kamyabi ki waja hota hay agar koi trader apni starttegy ko define Kar Kay nahin chalta tu us ko forex trading main sway loss Kay kuch be nahin milta is lay jab be trading karien tu aik plan ko wazaya Kar Kay karien
        • #5 Collapse

          jab b koi forex ko join krta hy to us main jab work krta hy to sab sy pely us main plan krta hy. jab b trade lgany lgen to pely market k level ya jis pair main trading krty hain us k analysis ko achi tarah check kr k lgahen, or ye profit ya loss ki surat main aap ko plan krna ho ga.
          • #6 Collapse

            Forex trading mein planning bahut zaroori hai kyun k planning k baghair aap loss karin gae aur planning se aap ko bahut experience hasil ho ga aur planning se hi aap achi trading kar sakte hain aur profit hasil kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Assalam o alaikum bhai jan mare khayal se apne bilkul sahi kaha hy or me kafi had tk apse agree krta hun kun k jahan tk me smjhta hun to aik successfull trader hamesha plan kr k hi trade krta hy or hamesha apna paisa manage kr k trade pe invest krta hy ok bhai jan
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Mansoor kazmi پيغام ديکھيے
                Assalam o alaikum bhai jan mare khayal se apne bilkul sahi kaha hy or me kafi had tk apse agree krta hun kun k jahan tk me smjhta hun to aik successfull trader hamesha plan kr k hi trade krta hy or hamesha apna paisa manage kr k trade pe invest krta hy ok bhai jan
                ge han bhai hmein apne trading mein ache experience se kam krna he aur hmein apne trading mein acha trading ka pan bnana hota he aur hmein apne trading mein paisa lagana chahe aur hmein apne trading mein ache management kr ke apne forex trading mein kam krna chahe aur apne trading mein ache income hasil krna chahe
                • #9 Collapse

                  kamyab trading plan kay liay hamain chiay hota hai kay hamain aik strategy per kam karna chiay or hamain lot size per control karna chiay bas trading samaj lain aap successful hain
                  • #10 Collapse

                    g bhai aap ne sahi kaha Plan hi pe success ka daromadar hai har trader ko apna aik trading plan banana chaye aor phir is pe sakhti se amal pera hona chaye yaan jo strategy aap ne banai hai agar market us k mutabiq ho to hi trade open kare waran wait kare
                    • #11 Collapse

                      G ap ny bilkul theek kaha hai hm jo kam b kary gy jb tak wp pori planning k sath nai ho ga os mai kamyabi mushkil hai es tarha treading mai kamyab hone k liye b planing bhot zaruri hai.
                      • #12 Collapse

                        Assalam alikum bahi ap ki bat bilkul teahk hai plan bina trade krna s loss ho ga or success osi ki hoti hai jo paln bana kr trade krta hai is lia jab bi trade karain tu pahla plan banayain pr trading karain ta ka ap ka loss ka chances bohot kam hon
                        • #13 Collapse

                          dear main ap ki baat say agree kerta hoon forex main humeri strategy ager strong ho ge our planing ache ho to pher he live account main hum ache trading ker pain gay our ache profit earn ker sagain gay
                          • #14 Collapse

                            dear jaha tak baat hai k ais market mai kaam karny ki to ais mai hum ko apna aik plan bana lena chaye aus k baad ais mai kaam start karna chaye kun k ye aik bahot hi bara business hai aor ais mai kamyab hony k liay hum ko aik tareeky se kaam karna pary ga aus k baad ais mai kamyab ho gy.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Aik acha trader hamesha forex trading start krny sy pehly achi planning krta hai aor phr market ky analysis ky hisab sy trading krta hai forex trading ma humen knowledge aor experience ky sath emotional control bhi krna chye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X