Kiya Forex main Himat bhi chahiye ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #586 Collapse

    g han forex pr business krne k leay hume himat ke be zarorat ha. muje har time kisi be kisam ke loss ky leay ready kerhna prta ha. trading mn kabhi be kuch be ho skta ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #587 Collapse

      g han sir himat and usla or dil apka ziada se ziada masboot hona chayi jo ke loss ko dekh kar khbara na jae forex mein ye chizen bi shamal hai bilkul.............bgher himat ke kuch bi nahi hota
      • #588 Collapse

        yes my dear mujy khud abi theory din huge gain forex ko join kiye, ma samjta hun k agar hamary andar him at ha to ham kamyab hon gy ni to nakami hameain zalili KR k rakh dede gi,
        • #589 Collapse

          bhai jaan himat buhat hi zarori hoti hay forex mein traders kay ley investment kanay kay ley kioun kay forex kay risky business hay es mein investment kartay howay aksar log ghabratay hai kay sari raqam doob hi na jaye.
          • #590 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: king51 پيغام ديکھيے
            Guyz Himat is sense mai ke kya trade karnaay ke liye himat chahiye aur agar haan to humheen ye himat kahan say milay gii .. ??
            Please share ..
            han g ap ny bilkul thk kha forum ma hemat nai harni chahye or apne sence sy kam lyna chahye
            q l is ma loss sath ath hota hai
            • #591 Collapse

              g han main apki baat say agree karta ho agr hum is forex forum k bary main acha earn karna chaty hay to humain demo k account main bar bar prextice karni chaiy aur humain is forex forum main treading karty howey hemat say kam lena chaiy q k loss aur profit is forum ka aham hesa hay.
               
              • #592 Collapse

                yes brother forex men himat ki bhi zroorat hoti hai or patient ki bhi, jab ap trading kerty hein ap ko loss bhi hota hai or profit bhi hota hai ,ager loss ho jaey tu himat se kam kerna chahiey or patiently work kerna chaheiy
                • #593 Collapse

                  g han mujhy lagta hai k forex main sirf humat k sath hosla aur hard work ki bi zarorat hai kyun k experince k begair apko profit nai mill sakta aur shaid yahi waja hai k log isay passand karte hain aur bhoot bara profit bi hasil karte hain.
                  • #594 Collapse

                    dear ap ne bahut acha question kia hy Forex main Himat bhi chahiye r hosla bhi wo is lie ke jab ap forex pe trading karte hain to ap ko chahye ke ap sab se pehle proper knowledge r experience hasil karain agar ap ko loss ho jata hy to is ke lie ap ko himat r hosla chahye
                    • #595 Collapse

                      g hme forex mey kam k liya himmat chahiya or himmat hamai acha knowledge sa hi mil sakti hai jasy ka forex bhi aik acha knowledge hai
                      • #596 Collapse

                        asslam o alaikum:-forex main himat k bgair tokam ho hi nahi sakta kun k is main agar faida hay to nuksan bhi ho sakta hay han agr aap nay phly kisi say trainig li hay to pher nuksan k chanis kam hain
                        • #597 Collapse

                          han g bhai jan ap ko himmet chiya hoti jb ap live account ma trade karta hn ya automatic he aa jati agr ap forex ko phela study krta phr is ka demo account la k us pa trading seekhta k kaise hm is pa apni asab kabo ma rakh kr trade krta or han lalach ni chiya is ma khta han na lalach buri bala ha . to agr ap ko pta k markte ya ha or full study k markte upar jaye gy aj k nechay than ap confident k sth trade krta jb ap ko expriece aa jata tb ya sb to automatically aa jata ha tens na lain
                          • #598 Collapse

                            Yes dear forex trading main humain himat ki bhee zaroorat hay because forex trading aik hard busienss hay es main earning kay liay experience, market kay trend ka analysis and money management aik sath honi chahyie.
                             
                            • #599 Collapse

                              forex main kaam karnay k laiy kafi himmat ki zaroorat hoty hai.jab forex main loss ho jata hai tu hamain himmat nahin harni chahiay and phie saikh k trade karni chahiay.phir ham kamiyaab ho saktay hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #600 Collapse

                                Jii han forex main kam karny kaliye huimat bhi chaye kun ke himat se hi hum iss main apny paisy lagty hai aur us par risk laty hain. hum apni investment lose bhi kar sakty hain ye janty hue hum iss business ko karty hain ye such main himat ki baat hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X