100% confidence

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #271 Collapse

    Yes,i will agree.You should have full confidence on your self.In this way,you can perform effectively and you can give best decisions,which is beneficial for profitable trade.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #272 Collapse

      g bilkul thk kaha app ne...humain alwaz trading full confidence k sath kerni chahyee....q k bina confident k hum alwaz confused rahy gy achi trading b nai kar pay gy ....humain chahye k jis trade mein humain risk lagy wo chor dain....n alwaz apni planning n n strategy k sath ho trading karain....
      • #273 Collapse

        Dear friends , app jab bhi forex trading main kam karain ya kisi or filed main app ko fully confident hone chakiye or apjp ka stemna 100% confident hona chakiye tab hi app ko acha result mil sakta hay.
        • #274 Collapse

          ji han bilkul trading me cofidence bht important hai agr confidence ni hoga aur dar rahay ga k kahin loss na hojai to is tarah loss hojaiga isilye confidence lazmi hai achi trading k lye aur loss se bachnay k lye aur confidence se hum ni anay wali trade ko manage kr saktay hain..............
          • #275 Collapse

            daer aap ki baat bilkul thek hy kih hamien forex tardeing ko join karty hwey mukamal confidance sy kaam lena chahiey forex tardeing mee achi prectice ka hoona or achi learning kaa hoona or forex tardeing mee hard worker hoona boht hi zaroori hy is liy is mee sakht mihnat karni chahiey taa kih ham successful hoo sakien
            • #276 Collapse

              Forex trading mien kamyabi k liey confidence bahot zaroori hy. confidence level ko increase karny k liey zaroori hy k ap little profit ko accept karen. little but consistence profit ap k confidence level ko high karta hy aur ziada achy tareeqy sy market ko analyze karty hien aur acha profit earn karty hein.
              • #277 Collapse

                g ha bhi apny thek kaha trade karty waqt hamy bhot aram sakon or zhen kow hazer rakh ky kam karna chaye or bhot confedent ky sath app trading min strategy kow apnay or jah pi app kow lagy ki loss how sakat hy us trade kow chort dy.
                • #278 Collapse

                  Yes yeh baat theak ha k forex mn confidence k baghair ap success nahi ho skty agar ap ko kisi jaga feel hota ha k ap ko loss ho ga ya ap feel kr rahy ho k kisi currency pair ki samaj nahi aa rahi to ap ko chahye k ap us currency pair ko choor dein.
                  • #279 Collapse

                    Confidence k baghair trading kerna bohat muhskil hey kyn kay ager aap confident nahen hen tou iska matlab yeh hoga k jo kuch ap ney seekha hey ap usey apni trading k liye istemal kernay k kabil nahe hen or yeh bohat khatarnak condition hoge isliye apnay confidence level ko kabhi bhe girnay na den khas tor per jab aap trading kerna shuru ker rhey hon.
                    • #280 Collapse

                      ji ha dsot app ne sab cheezo ko follow karke apne mind me 100 percent confidence ke sath trade lagani hoti he agar app ko shak he ke pair sahe nahe to app chor dey or dosre pair per trade lagaey or confidence app me jitna ziada hoga app utna ziada earning kar sako ge
                      • #281 Collapse

                        100% confidence mere khayal em tabhi aata hai aap ke andar ke jab aap is me expert level ki trading karne lag jaty hain forex me 100 % sure i think koi nahi hota hai ke market kahan jane walo hai .
                        • #282 Collapse

                          forex trading mai confidence chahiye hota hain q k forex mai trading karty howay humay problems ka samana karna parhta hain jis mai kuch decision lena hota hain tu agar humay apnay aap pay confident hoga tu hum sahi kar saky gay trad..
                          • #283 Collapse

                            bulkol aap ne theek kaha hai agar bagair itmaad ke koi bhi
                            trad lagai jai to us main faide ki bajai nuqsaan ziada hoota hai
                            • #284 Collapse

                              exactly mein ap ki baat se bilkul sehmat hun apne blkul saee kaha hai is k barae mein trade krty wqt u have to be sure that k wo trade apko faida zaroor puhnchaye ga jahan apko risky lagay ap usko chordein kion k wo apko nuqsaan bhi puhncha sktee hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #285 Collapse

                                achi trading karne ke liye ap ko hamesha confidant rehna chahie kun ke is se ap ki trading or ap ke attitude par farak parta he is lie trading main confidence ki bohat zaroorat hai.lekin ap ko over confidence nahin hona chahie.its very harmful for your business

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X