traders ko indicator ka sahara nahi laina chahiyeh

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    brother aap nay bulkul sai kha ha k hum ko kabi bee yakeen nai karna chya .baki aapny tujarbaay b yakeen karna chya.indictor pay onely aap ko 3% yakeen karna chya .wo broker sub saay accha ha jo aapnay tujarbay saay kam karta ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: asadtheone پيغام ديکھيے
      I think kai traders ko indicator ka sahara nahi laina chahiyeh kyu kai aager kahi per achanak kuch howa to indicator ko ya robot ko kon samjha ay ga. Robot using on forex is a big mistake because if there will a surprising news so robot will not leave his work because robot only works with technical analysis. What do you think now?
      Main is baat se agree krta hu k traders ko indicaters ka sahara nae laina chahiye,,robot ka use nae krna chahiye because robot ak khas had tk kam krta hai,,ap ko khud market analisys krna chahiye,,learn krna chahiye,,planing k sath trade krni chahiye,,market k rojhanaat badalte rehte hain,,indicaters ghalat bhi ho skte hain is kye apko khud hi itna knowledge hona chahiye...
      • #138 Collapse

        indicators trading mein help krte hien aur trader ku en se help lena chahe aur jb traders ku sahih andaza hu jae keh indicators sahih trend de rha he tu us ku follow krein agr indicators ke sahih smjh nhe a rhe he tu lazme nhe hota he keh follow krein
        • #139 Collapse

          Mere dost robot using to boht harmful hai forex trading main lekin indicator use kiye baghair to trading possible he nahi hai indicators humain guide karty hain kay market main agy ki kya position hogi or usi hisab say hum order place karty hain.
          AGAR AP KO MERI POST PASAND AAI TO PLEASE THANKS PER CLICK KARAIN.
          • #140 Collapse

            indicators forex me aik achi saholat hai lekin sirf un logon k leye jo bohat zeada expireanced hon or in indicators sy faida utha saken thory se knowldge or expireance sy hum indicators sy faida nhe utha sakty
            • #141 Collapse

              Dear ge nahi meray khyal me forex traders ko forex me earning karne ke liye indecator ke zaroorat hoti hai q ke hume indecator ke madad se pata chalta hai ke market kis had tak gaye hai aur kitna aur uper jai ge./
              • #142 Collapse

                indicators ka sarhara lyna chaiye yar us k bin bhala hum koi trade kasy laga sakty hain or kasy hum market ko judga kar sakty hain k wo kider ko ja gi
                • #143 Collapse

                  there is an impact on tradig of luk of a trader in forex market i think a trader can make big money if he has great knowledge and experience in forex market this is very best businuss of the world in which many people are making by means of their luck
                  • #144 Collapse

                    professional trader ko kisse indicator ka sahara nahee leeena chahyea kisse ka ideia ghalat bhe sabit hoo sakta hay iss liyea hamesha trading ko kernay kay liyea apna mind use kerrain..
                    • #145 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: asadtheone پيغام ديکھيے
                      I think kai traders ko indicator ka sahara nahi laina chahiyeh kyu kai aager kahi per achanak kuch howa to indicator ko ya robot ko kon samjha ay ga. Robot using on forex is a big mistake because if there will a surprising news so robot will not leave his work because robot only works with technical analysis. What do you think now?
                      hum forex ma sub sa pala to point ko bana ta ha or is ka bad hum is ma eran kar ta ha or is ma ager hum ko is ma loss ho ta ha to hum is ma pir sa pasa ko laga kar hum is ma eran kar ta ha or is ma eran kar ta ha or is ma eran kar ta ha or is ma loss ko mange kar na hum is ma phir sa point ko bana ka rhum is ma is eran kar ta ha or is ma eran kar ta ha or is ma eran kar ta ha
                      • #146 Collapse

                        indicators and robort may diff hota hai dear or in dicators ap ki help k liay hoty hai. asa koi b ni hota ahi jo yhi na use kry ya tu phr ap k pass bht zayda expereince hn tbi e just chart ko dekh k ap trades lga sakty hai start may tu incadtors bht help krty hai. or just 1 naa use kry 2-3 incidatores ko mila kr choce kry taky ap k pass clear and hn k ap ko kia krna hai .
                        • #147 Collapse

                          ji mera bhi aik tarha se yahi manna hai kiun ke me bhi indicators se help nahi leta hon mujh ko un ki samajh nahi ato hai brother or me is me is lye khud ke analysis per he kam karta hin chart pattern ke zarye or me indicators use bhi nhi karta hon .
                          • #148 Collapse

                            aap ki bat aak had tak teak hay lakin yah bi nahi ho saktah hay kay hum apnay chart pay kuch na hi lagain or asay hi kam chalta rahay or hum samjaian kay profit hoga asa nahi hay.
                            • #149 Collapse

                              bro I think you are right main pehlay jab news per trade karta tha tu hamesha profit main hi jata tha jab say main nay indicators and signals per trading karna start ki hai hamesha loss hi kiya hai ab main soch raha hon strategy change karnay ki aur news per hi trade karo ga ab say.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                i think hamen indicator ka zaroor sahara lena chahiye but aik bat achi trha se jan leni chahiye keh hamen kabhi bhi kisi bhi indicator par fully trust nahin karna chahiye warna hum is main fail hi hotey hain.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X