Behter to ye hy keh ager aap kay pas amount kum hy to aap gold main trading na kerain q kay aap ki wohi amount bhi jati rahay gi lakin achi market condition dekh ker aap trading kerna bhi chahtay hain to aap ker suktay hain lakin aap ko apna volume kum rakhna ho ga aap ko volum 0.01 rakhna ho ga.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим