kiya hamein forex trading main practice ki her baar zarorat hoti hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1081 Collapse

    mare bhi is ma jb aapkaam kirta hay to ak bar hi parctice ki zaroort hote hay na k har bar q k is sa ya to bat pat chalte hay k ak bar parctci k bar aap k pass in ka knoweledg our experince ho gay to bar bar is ki zaroort nhe ho ge forex ma parchice sa zada knoweledg ki zaroorta hote hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1082 Collapse

      Assalamu Alaikum Forex made Har Baar practice ki jarurat nahi hoti Ek Dafa aap ne practice kar le Wohi Kaafi Hai Forex ke liye
      • #1083 Collapse

        bhai forex main trading karny k liye practice boht zarori hoti hai or har bar hoti hai hmari jitni practice ho gi hmain otni he achi trading ay ge es k ilwa hmain forex main yah dekhna hoat hai k hmari trading main loss kam ho or acha profit mil saky
        • #1084 Collapse

          jee haan bhai demo account par practice must chahiyay hoti ha kue k demo account par hmain jo loss hoti hain wo hmari apni money sy nae hoti wo just demo sy fake money hotii ha aur hmain trading ke practice demo account par he karni chahiyay aur wahn sy apni aik achii strategy bnani chahiyay
          • #1085 Collapse

            mere khiyal main to learn karne ka amal her time jari rehta hai aur koi bhi time aesa nahen hota jab app kuch na kuch sekh nahen rahey hote to agar hum forex trading business main apni strategy ko check karne keily her bar practice karen to us main hmara hi faida hai
            • #1086 Collapse

              ksi bhi field mai aany sy pehly us k professional courses hoty hain jo hamari help krty hain esi trah trading bhi aisi field hai jis k liye pehly demo ya courses ki zrort hoti hai jb apractice ho jati hai to trading start kr dani chahiye lakin phir bhi wqt k sath sath new enovation ki zrort hai to seekhna to her wqt hi prhta hai...
              • #1087 Collapse

                demo account main practice jo har time karte rethte hain aik lehaz se ye bohat best hai ku ke is se confidence milta hai hamare knowledge main izafa hota hai or humain acha moqa milta hai ke hum apne knowledge ko increase karain or jin ko loss hota hai forex ki market main wo again Forex trading karte hian.
                :cool: Friends comment acha laga hai to Thanks pe Click kar De...!
                Thanks in Advance
                • #1088 Collapse

                  Nahi asa mumkin nahi hai ke har baar ham real trade open karnay se pehle demo par practice kar ke dekhain. Han albata ye baat theek hai ke jab aap new strategy banatay ho tu us ko test karnay ke lie demo par zrur dekh lia karain ke ye strategy kabil e amal hai ya ke nahin hai.
                  • #1089 Collapse

                    Mere Khayal Se Hame Forex forum Meher level par practice Ki Zaroorat Nahi Hoti bus Forex forum main trading start karte waqt Hame achche se practice kar leni chahiye Kyunki practice se Hame Zyada knowledge Milta Hai
                    • #1090 Collapse

                      g han ye aikaesa kaamn hayk is may humay har rooz kuch na kuch sikhny ko milta hay aur humay is kam ko zada se zada sikhty rehna cahiay aur is par practise karty rehni cahiay
                      • #1091 Collapse

                        Nhi Bilkul n bhi hr baar practice ki zaroort nhi. agr aap ak baar ache se practice kr len tw mere khyaal me dobara zarort he nhi parti. Practice krne k liye best option hy aap demo account pr practice kr len taa k trading k doran phr aap se jo errors hen km se km hun..
                        • #1092 Collapse

                          Forex trading business mein demo account par practice se ap forex trading business ki learning aur experience hasil kar saktay han aur demo account par practice se ap trading k liye koi strategy bhi bana saktay han is liye demo account par agr practice kartay bhi rehen tu is se ap ki trading skills hi achi ho gi
                          • #1093 Collapse

                            Aisa nahi k her bar hi apko practise karni pary kyo k ye kehna mushkil hy k bar bar karen jab aik daffa apki practise ho jata hy tou phir live account py karen sab agar aik bar loss ho jae tou phir sy try karty rahen es mein koi preshani wali bat nahi hy
                            • #1094 Collapse

                              dear mara to ye khyal hay k humain Forex main trading kerne k lie her bar practice ki zroorat ni hoti jeb banda aik bar real account main trading start ker day to phir sath sath isi main practice hoti rehti hay aur hum pehle se better trading ker sektay hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1095 Collapse

                                Ji haan aapko Forex trading Mein practice Ki Zaroorat Hoti Hai practice Karenge toh aapko Forex trading Mein kaam karna aayega agar aap ki practice nahi hogi toh aapko Forex trading Mein kaam karna nahi aayega kaam karne ke liye aapko Forex trading mein bahut jyada experience Ki Zaroorat Hai tab aap Forex trading main kaam kar sakte hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X