jab aap trading kar rahe hotay hein to kis cheez ko ahmiyat daitay hein?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    Hum to bhai jee trading k duran siraf isi cheez ko importance detay hain jahan risk bohat he kam ho wesay mein market ko ziyada importance deta hun agar market move kar rahi ho to he trade karta hun.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      Mei forex trading fresh and active mind k sath karti hon and trading mei full concentrate karti hon, trading k doran news ka kheyal rakhti hon and read karti hon and market analysis k bad trading start karti hon and risk ko minimize karny k lie risk management karti hon.
      • #168 Collapse

        dear me tread krty hoye apni study par ful concentrate krta ho is lye study bht important thing hai hum sub treaders ke lye is par hum without knowledge experince ke tread nhi kr skte.........
        • #169 Collapse

          I always look for my chart and news coming in the way.with good trading experience anyone can earn so much good earning and any one can make him self a professional and that why Forex is for everyone not for any specific persons. Forex all you need to be a successful Forex trader is to work very hard no matter your profession that is simply no restriction to trading Forex.
          • #170 Collapse

            Jahan tak mera khayal hai ke trading kerte waqt aap ko apni market ke analyses pe ghor rakhna cgahiye ke market is waqt kaisi hai take aap sai decision le
            • #171 Collapse

              Mere bhai jab ma trade krata hon to market ki study kr k ful concentration sy apni trade laga k usy ful time deta hon or jasy hi target k mutabiq profit ata ha to usy accept kr leta hon
              • #172 Collapse

                jab main trading kerta hon tou mai koish ye kerta hon ke hamesha aisa trade mai enter hon jis mai risk kum ho aur profits zayada hon isse trade mai milne mai time lagta hai lekin ye perfect hote hai.thanks.
                • #173 Collapse

                  meray khayal m trading kartay waqt humain planing pay zor daina chahye aur importance b daina chahye q k planning k bina hum koi b kam nae kar saktay haintrading toh bht dur ki bat hai .
                  • #174 Collapse

                    asslam o alikum bhai jab ma trade krata hon to market ki study kr k full concentration sey apni trade laga k usy ful time deta hon or jasy hi target k mutabiq profit ata ha to usy accept kr leta hon
                    • #175 Collapse

                      jab bhe aap trading karo to sab se pehlay aap apna mind fresh rakho aik dum tens mat ho aur doosri baat yeh k aap saaray rates waghaira ki study kar kay trading karo aur aphr apna dimagh haazir rakho
                      • #176 Collapse

                        Working time with full consecrations trading is very important to me and updated about the market is to take over the starting job before. Forex is a good place to make money but also without any knowledge can earn money from the forex market. We want to become a successful trader, then we have tried to make us perfect ourselves.
                        • #177 Collapse

                          janab main trading main sab se zyada ahmiyat indicator ko deta hoon q ke indicator se humy market ka pata chalta hai jab tak mujhe indicator sahi se market ka bata nahin dety main trade nahin lagata hoon.
                          • #178 Collapse

                            bhai jaab hmaa trade karni hoo tu hmaa hamehaa market ko zaror anlysis krnaa chaeyaa jiss saa haam market k ups and dwon kanri chaeyaa
                            • #179 Collapse

                              hello brothers.... trading kartay waqt ap ko profit aur loss par ziyada ahmiyat deni chahiye q ke agar profit ahota hain to kitna ho ta hain aur agar loss ho ta hain to kitna hota hain.......
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                jab main forex mein trading kar rha hota ho tu main forex mein trading se pehla planing karta ho aur us k baad main forex mein trading karta ho kyun k jab hum forex mein trading se pehla planing karta hain tu hum forex mein bhut ziada achy trading karta hain aur iss se hum forex mein bhut ziada earning bhi karta hain.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X