hum jab bhi trading kar rha hta hn to hmara dimagh ma yahi bat hti ka khi aap ko loss na ho jy , is lia agar aap chahta hn ka aap ko is ma loss na ho to aap ka lia zroori ha ka aap trading karta hua market trends ko dekhta hua trade kra is ka ilawa aap ko chahiya ka market news ko bht ziada time dn taka aap ko market ki movement ka pta chla or phir is lihaz sa hi trade kra
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим