skills aham hotay hein ya aap ki qismatein ya phir aap ki knowledge?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #676 Collapse

    Bahi jiss chheez kaa aap kay paas maloomat hi nyi h to US chiz kee skills bhi aap ky paas nyi h, ager app key paas maloomat hogaa to hi aap ky paas skills hoge, aur insaan apni qismaet khd banataa h
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #677 Collapse

      Chizey bohut ehmiyat kaa hamel hai, fortune aap kaa har daffa saath nahin detee hai, aur maloomat sy aap tradings mein good profits kma sakty hein iss mein aap ko jab aap kaa tajruba zeada hao gaa to aap ke skills bahot kaam aye.
      • #678 Collapse

        Forex mein go laog fortune pr depends kar ky tradings kertey hein unn ko markeet mein more wakat tradings nahin hooti ha, lose zeada honny ke reasons sy woh leave kar detey han es liye iss menn skill or expiricne zydaa impaortent ha
        • #679 Collapse

          Ap tradings mein good profits kma sakty hein iss mein aap ko jab aap kaa tajruba zeada hao gaa to aap ke skills bahot kaam aye gi in par aamal ker key ap achaa munafa hasil saktey hen.
          • #680 Collapse

            Maraey khaeyl maento satheo tradings bandy kamyabi achieve krny ky leyaa sub sey zayadaa ehmiyat aap ky tradings maloomat hai, aur Us ky bad he app apnay luck aor phr US kaebad aap apny tradings skill pr depends kr saktaeyhain.
            • #681 Collapse

              Mera khayal to ye hai k skills ehm cheez hai aur knowledge ehm cheez hai agar ap k las ye do cheezain hain to ap forex main kamyab ho aur qismat is main itna matter ni karte hai han agar ap k las knowledge aur skills hain to ap acha earn kar sakte ho forex se
              • #682 Collapse

                dear forex mai sab say ziada chez ju zrori hoti hai wo step knolwge aur usky bad uss knowlge mai experince ho app ki ziada say ziada demo account pay practice honi chheay aur apny emotion ko control karna ana chheay.
                • #683 Collapse

                  hr buiness say benefit uthaene ky ley us ko samajnaa zarorey he aur iss ky ley aap ko Forex kee bunyadi info chaeye r exprence bhee bhaot impaortent he phr app Forex mein kamaeyab hao skty hein iss ky saath saath skills ko bhee improvement kar na bhaot zarorey he.
                  • #684 Collapse

                    Ap ke bat sy itifaq krta hon kah pehli info kee ahmeyyat more hooti ha, phr aachy skill humain baree madid dy sakti hein aor Us ky baaed achi qismaet sy hi kaafi good profits hao skta ha
                    • #685 Collapse

                      Meraey khayaal main tou ham achi tardi ko skills ky sath hi achee tarah sy kar sakty hein jb ky humain fortune sy lose bhee achieve hao jatraa ha, main tou skills ko psand kertaa hon.
                      • #686 Collapse

                        dear forex me trading k liye na sirf kaaam zarori hai is k elwa knowaldge kahona bout zarori hai agar ap k pass sai knowldge nai to ap sai trhan se kam b nai kar sakty han.
                        • #687 Collapse

                          G bahi ap ne thek kha k trading k liye hamain skills, knowledge and experience ki bhot zarort hoti ha....aactually hum apni luck k bagar b kuch nahi kar skty... sayad hamary pas bhot skills or knowledge ho bar agar hamary pas luck na hi to hum loss ma ja skty han... bar knowledge b kafi maeny rhakti ha hamain chye k hum trading p nazar rhakain or apna kam ahtyat aa karain nahi to hamain loss ho skta ha... hamain knowledge experience or luck ki bhot zrurt parti ha
                          #XSERIES
                          • #688 Collapse

                            Forex mein ap ki skillls bohot important hoti hain lekin ap aik din mein skillful nahi bantay, is k liye lazmi ha k ap kay pas forex ki vast knowledge and experience hona chahiye kyun kay experienced traders hi trading kartay kartay skills develop kartay hain.
                            • #689 Collapse

                              bhai sab se pehly knowledge he ha kyu kay jtna zyada ap knowledge kay lye effort krty hian utna he ap agey jaty hain aur knowledge se he ap kay pas skill bnta ha to ma to yehi kahu ga kay aik trader ko starting ma earning kay bary ma to socna he nai chahye balky apna sara focus learning pe he lgana chahye kyu kay jtna zyada achey way se ap learn kry gay utna he ap earn kry gay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #690 Collapse

                                dear her jaga skill ki ahmait hoty hai. qismat kuch b nahe hoty. to is lai jab b ap koi kam karin to ap ki concentration skills per hony chahian .or forex jo k aik boaht risky kam hai is main to ap ki full concentration skills per honey chahain .or suppose agr koi banda apny luck se kuch hasil kar b laita hai to her time to aisa nahe ho or mery khyal main is ko gambling kahty hai .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X