skills aham hotay hein ya aap ki qismatein ya phir aap ki knowledge?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #526 Collapse

    yaar in sab cheezo ka faida to tab hae na ager app ko kaam karna ata hoo to ager ata he nahi to kiya karoo gaye
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #527 Collapse

      yaar app is main kisi baat k bary main asa nahi socho app just menat karo or kuch be nai dekho forex main mehnat se banda kamiyab hoo jata hae
         
      • #528 Collapse

        yaar forex main app ko mehnat ki bohat zaroorat hoti hae app aram se be ye kaamkar sakty hae app demo ko bar bar karo kamiyab hoo jao gaye
           
        • #529 Collapse

          Asalam bhaiyo app in sab baato ko choor k appni mehnat pe ghoor karo or is baat ka khayal rakho k app ko gaidline sahi milly
           
          • #530 Collapse

            asalam-o- alikum if we want trading in forex the most important thing is forex knowledge experience and skill in forex trading. forex trading ma luck important nh is ma success ka liya hma practice aur experience ki zarort ha sirf qismat sa kam nh chlta kis i b business ma
            • #531 Collapse

              First of all agar koi new ata hai forex mein to wo knowledge hasil kre ga Postings se, phir wo Knowledge krta rahe ga baad mein enough knowledge ho jaye gi to DEMO account mein kaam kre, udahr apne skills banaye phir real account mein aa ke luck pe na ho balke mind se kaam kre
              • #532 Collapse

                For me and in my experience, the things we need to understand is in the Forex are the terms associated with it and how to use it for risk management that are involved. Another factor in the trade are just normal prediction of future movement in the Forex Market.
                • #533 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: asadtheone پيغام ديکھيے
                  mere hisab sa to aik trader ko sub sa pehle knowledge phir skills phir luck aur at the end of result in teeno cheezo ki zarorat hoti hai per aap ka kiya khayal hai?
                  Main smjhta hu k forex main agr hm mehnat kren to bht earning kr skte,,i think jo 3 cheezen ap ne mention ki hain,,ye teeno cheezen hi bht aham hain,,lekin 2 khas tor pe bht aham hain skills or knowledge ag ye do cheezen ap k paas hain to ap forex main achi earning kr skte hain,,luck factor bhi hta hai lekin intna ziada nae,,agr success chahiye to ziada zor skills or knowledge pe dena chahiye...
                  • #534 Collapse

                    Yes my dear brother ap ny bilkul sahi kaha ek trder ko ek acha trader banna hi tu us k pass knowlege skills or end of time qismat ka hona hi boat zarrori hi tab hi ja kr wo ek acha tredr ban sakta hi ....
                    • #535 Collapse

                      gee friends mer ekheyal se to forex me kamiyab hone k liye ap k pas ap ki skills or es k knowledge ka hona zarori hai ... q k forex ak asia business hai jis ka ap k pas jitna knowledge ho ga ap otni hi asaani se es ki earning hasil kr skty hn .....
                      • #536 Collapse

                        Dear forex trade may knowledge aur experience ka buhat barra role hay jis k pas trade ka jitna experience ho ga vo utni he earning kary ga is k ilawa trade ke skills bhe important hoti han is liay apni skills ko improve karna chaiya lakin trade may luck ka koi barra role nahe q k luck kabhi to sath day jati hay lakin har baar aisa nahe hota is liay luck par depend nahe kar sakty
                        • #537 Collapse

                          Aslam alaikum dost skills or knowledge ka bohat bara amal dakhal ha is kay baed ap ke kismat kam krtee ha sirf kismat ke bat hote to logon ka bohat bura hal hota koe bhe kam 1 bar krkay phir nahi krta ka bhai mare to kismat he khrab ha.
                          • #538 Collapse

                            well my dear friend, aap nay theek kaha hai, meray khayal say Forex mein sub say pehlay information, knowledge, learning, ability, skills, practicing aur phir thora bohat luck bhi kaam aajati hain, hum sirf luck pey depend kar kay he trading nahi kar saktay hain Forex trading mein...
                            • #539 Collapse

                              hum dear forex me successful hune k liye humare ander skills knowledge aur luck sab hi zarori hain hume successful hune k liye mehnat karni parti hai aur mehnat k baad hi hume success milti hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #540 Collapse

                                dekhen ji mere liye tou ziada tar hardworking hi important hey agar hard working nahi ho gi tou ap k pas agar experience or knowledge bhi hey tou us ka koi faida nahi isi liye hard working mere liye ziada matter rakhti hey or jahan tak luck ki bat hey tp luck us waqt ati hey jub hard working ki jaye. Thanks.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X