skills aham hotay hein ya aap ki qismatein ya phir aap ki knowledge?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    jahan tak main mind rakhti hun to main samtji hun k haman forex k buisness main kabi b apni sirf qismat par he depend nai karna chaiye balkay haman koshish karni chaiye k ham skills ko use karan aur is trah sy ham ak achi kamyabi hasil kar skte hen aur apne knowledge ko importance dena b zarori hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      mery keyal sy doston hamari zindgi man ye tenon chezeny bahote eham han ham kisy 1 bat par etbar nahe
      kar sakty han kwah wo luck ho ya qisman ho ya jo ham mehnat sy likh pirh ye digre hasal karty han
      • #108 Collapse

        trading k liy apko trading ka basic knowledge hona zarori he us k baad phr skills wo agr na bhi hn to practice he ho jati he rahi baat luck ki to luck tab he ap ka saath de gi jab ap hardworking kro gy.
        • #109 Collapse

          Dear forex trade may knowledge aur experience ka buhat barra role hay jis k pas trade ka jitna experience ho ga vo utni he earning kary ga is k ilawa trade ke skills bhe important hoti han is liay apni skills ko improve karna chaiya.>>>>>>>>>>>>>>>
          • #110 Collapse

            mere khayal main js k pass knowledge ho gi wo hi apni skills ko achi tarah use kar sakta ha or wese to ye teeno cheezein apni jaga ehmiyat rakhti hain but knowledge is first or agr ap k pas skills hongi to ap faida utha sakte hain or kafi agay barh sakte hain
            • #111 Collapse

              Dear knowledge or skills takreeban ek hi chapter k do hisse hain. Lekin luck ka pata nahi kyun luck ko badlna ya yeh maloom krna k age kia hoga insan k haath main nahi or jab hamare haath main nahi to behes krna bekar hai.
              • #112 Collapse

                will, jo chez forex ma sab sa aham hoti ha wo sab sa pahlay knowledge, phir skills, phir experience or uskay bad bhir luck ha q k apko ksi chez k baray ma information na ho or phr sirf luk par he depend krayn to it is not good
                • #113 Collapse

                  mairay khayal mai yeah sb aham hoti hain..kyun kai agar skills nhn hongi tu kuch kar nhn saktay agar knowledge nhn hogi tu skills ko use nhn karsaktay aur agar qismat sath nhn tu sb baikar hai phr app kuch bhi achieve nhn karsaktay.
                  • #114 Collapse

                    meray khyaal say ye teeno cheeezian matter karti hain agar ap k pass skills hain to ap knowledge k bager is kam main kamyab nahi ho saktay hain agar ap k pass skills + knowldge dono hain magar ap ki luck kharab hai to ap kamyab nahi ho saktay hain so 3no chezian important hain
                       
                    • #115 Collapse

                      forex main kuch had tak maater kerti ha or kuch had tak luck matter kerti ha .apka knowlage apko bas software ke bare main hona cahiya baqi market ka anza hona chiya jo ke expernace se hota ha .luck bht ziada matter kerti ha
                      • #116 Collapse

                        bhai skills aap ko knowledge hasil karne se he ati hain is ki koi bhi business ho aap ko seekhna parta hai koi bhi kam aap bina learn kare nahi kar sakty hain so mujhe bhi yahi lagta hai ke forex me aap bina seekhe kamyab nahi ho pate .
                        • #117 Collapse

                          apnay bilkul thek kaha hai aik trader ko sb se pehlay knowledge ki zarorat parti hai jb tak knowledge ni hogi to skill kaisay ayegi pehlay knowledge phr skill isi tarah ap kamiya bhi hosaktay ho aur luck to sb se end me ati hai q k luck har waqt sath ni daiti aur apki skill aur knowledge hamesha ap k sath hoti hai..........
                          • #118 Collapse

                            i thikto aik trader ko sub sa pehle alim phir skills phir luck aur at the end of result in teeno cheezo ki zarorat hoti hai but ap ne neat achi allah barket dilta
                            • #119 Collapse

                              skills bhi ahum hoti hay or apki kismat bhi agar ap kisi kaam main skilled hain lakin bad kismati say ap say anjany main koi galti ho jati hay to apko nuksan ho jae ga. is lye khud ko skilled k sath sath apko apni kismat theak karnay k lye calm rakhna hoga taaky apkisi bhi loss say bach sakeen or apni amount aram say hasil kar sakeen. so stay calm and earn money.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                Dear Forex trading k liye ye teeno cheezain buhat important hain humain achi knowledge hasil karni chaiye ziyada sy ziyada pracitce kar k apni skills ko improve karna chaiye then end mein luck py depend karna chaiye, pehly hard work karna chaiye kyun k hard work sab sy important hai forex mein success hasil karny k liye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X