skills aham hotay hein ya aap ki qismatein ya phir aap ki knowledge?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    apki skills apki knowledge and apka luck , i think so yeh teeno important role play karti hai ap ki trading business mae . apkae pass achi skilss hgi tou loss sae bacho gae , achi knowledge tou pata hoga k kahan loss hai aur kahan trading karnae mae profit , and ofcourse ur luck too
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      her karobar se faida uthane k liye us ko samajna zarory he or is k liye ap ko forex ki basic knowledge chaye or exprince bhi bhot importent he pher ap forex m kamayab ho sakty hen is k sath sath skill ko bhi improve ker na bhot zarory he
      • #123 Collapse

        forex trading may ye sub cheezen he eham hoti hen lakin jb tk hume iska knowledge na ho hum isko samaj nai skte knowledge se he hum apni skills ko use krte hen or kamyabi or experience hasil krte hen is may qismat se zyada hmari mehnat or experience kaam atay hen
        • #124 Collapse

          han ji main bhi agree kerti houn aap k sath k ye teeno chezain hi zaroori ha knowldege skills experince aur phir achi kismat bhi wasay manay dekha ha kisi kisi din luck bara acha role play kerti ha humeri sari trades hi profit main ja ri hoti ha kabhi kabhi koi gulat trade bhi humain profit day jati ha islia i think luck bhi important hoti ha :D
          • #125 Collapse

            Dear friend ji haan forex trading mein skills aur luck aur knowledge sab hi ki bohat ziyada hmiyat hai kiyunke trading karney kay liye luck aur knowledge ki bohat ziyada zaroorat hoti hai.
            • #126 Collapse

              skills , knowledge and apka luck .. merae khayal sae ye sb ka mixture banker ap kamiyab hosakte ho lekin yahan ek bat buhat zaruri batati chalun ke apke pas knowledge hona zaruri hai..
               
              • #127 Collapse

                dear i think jab tak ap k pass acha knowledge or experience na ho ga to ap achi earning nahi kar sakty is lye ap k pass trading k lye acha experience hoga to ap easy success hasil kar sakty ho is lye hard work to get success easy in forex
                • #128 Collapse

                  forex men hamain qismat per pora control nahi ker sekty hain is men hamain skills ki zaroat hoti hai or is men hamain knowledge se hi milta hai is ley forex men hamain acha traders banny k ley mehant kerni hoti hai.
                   
                  • #129 Collapse

                    Assalam o alikum ji janab baat ye hay kay forex trading main skills and knowledge ki bohat ehmiat hay and luck kabhi kabhi kaam ajati hay is leye ye teno chezain hi important hoti hain
                    • #130 Collapse

                      bhai jan jha tak mera khayl ha apki skills or knowledge zyada aham hoty han q k luck to kabi kabr he hamry kam ati ha jb k hamri skills or knowledge har waqt hmara sath dyta ha
                       
                      • #131 Collapse

                        ok g sa to aik trader ko sub sa pehle knowledge phir skills phir luck aur at the end of result in teeno cheezo ki zarorat hoti hai per aap ka kiya khayal hai? [[[[[[[[[[[[
                        • #132 Collapse

                          hamari knowledge se hi hamari skills achhi hoti hain jis ki waja se hum succeess hasil krte hain or kuchh hamari kismat bhi hoti he jo hamaen raaste faraham krti he or sucess k darwaze kholti he.
                          • #133 Collapse

                            sir hmri knowledge hogi tw hmre skills upgrade hngy aur agr hmry skills upgrade hngy tw hm trading aur work thk se kren gy aur phr hmri qismat pe h k hmri mehnt ka phal hme mile ga k nhe ye teeno cheezain diffrent h aik dosre se hr koi kisi ko lekr chalta h is main se aik b cheez ruk jae tw loss h
                            • #134 Collapse

                              bhai mujhe tu laagta hai trading me saab kuch aham hota hai .. apki knwlgde apke skills apki luck and hard working.. yeh hum pe hai k hum kis pe depend krte hain apni trading .. trading ek mind business k sth sth mushkil bhe ha tu sub kch xrori hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                hye dear forex aik bohat achaa zaryaa hain kamaalene ki aur bohat say log ise full tim ebhi dete hain aur yahaan par luck ye cheezen bhi kaam aata hain lekin hamaary 10 saal guzaarna hoga ya puri omar ke hamaara luck kab aayega aur success paane ka koi short cut nahin hain aur agar hogi tho bhi siruf hard working hi hogi

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X