skills aham hotay hein ya aap ki qismatein ya phir aap ki knowledge?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    initial investment ka kisi zarray sy milna ore mukhtalif zareon ka paida hona waqt ki zaroorat k mutabik..,...............yakenan ya luck he ho sakti ha.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      luck ya bhi ha k baad log initial investment ziada nahi kerty magr profit ziada kama laity han un logon ki nisbat jin logon ny investment ziada ki hoti ha.
         
      • #93 Collapse

        so forex markeeting my bhi yahi kahon ga k market ki situation luck k marhony mint ha k aap ko profit hota ha ya loss ore kitna kitna, product ki selection ore volume ki selection k baad
           
        • #94 Collapse

          forex trading my mery khayaal my luck ky feature ko deny nahi kia ja sakta....ham yah nahi keh ssakty ky market situation ki wajah sy kisi ko profit hoa to luck involve nahi ha. market ki situation hi luck ha
           
          • #95 Collapse

            Skill and knowledge are same and important than any thing and I do agree with it also that fortune play a very vital role but make your fortune with yourself just by hard working and struggle and with that skill that you have learnt how you operate this business
            • #96 Collapse

              next what is going to a new broker perform with forex, it's a new trading business and also each broker is performing the company regarding earning only,so forex is very famous work
              • #97 Collapse

                forex trading main apki skill bht mainy rakhti hai agar apki skill achi hogi to tub ja k earning sai hoti hai is luck hamesha sath nai dyti lkn apka skill achi hoti hai apko hamesha sath dy gi....................
                • #98 Collapse

                  bhai in sb cheezon se ham ko trade men faida hota he hamen pehly ilm hasil kerna perta he phir ham ko iss ilm ko use ker k apni skills bnani hoti hen or iss k bad ham trade kerty hen jab ham trade kertty hen to ham ko luck ki bhi buaht zrorat hoti he ham achi luck k sath agr profit nhi bi hasil krty lekin ham big loss se bach jaty hen
                  • #99 Collapse

                    froex man jis bande ko knowledge or experience hai wo he kamiyab hai ager ap ke pass knowledge nhe hai tu Yaqenan ap loss he kro ge forex man knowledge hona boht he zaroori or ahim hia
                    • #100 Collapse

                      app trading main acha profit kama skty hain is main app ko jb app ka experience zayda ho ga tu app ki skill bohat kam aye gi in per amal kar kay app acha profit kama skty hain
                      • #101 Collapse

                        forex trading mei main role ap k experience , knowledge aur iss bat ka ha k ap ktny capable hn , ap iss kam mei apni soch kia rkhty hn agr ap ek kam ko acha socho gy aur uss k result ko b positive socho gy tu apki luck b ap ka zaror sath dy ge , uss k ly ap ko be mehnat ki zarorat hoti ha
                        • #102 Collapse

                          ek ache trader ki monthly profit ratio mere khayal se 400$ honi chahye,q k ek acha trader hi itna profit le sakta he koi aam aadni nahi.ager ziada mehnat ki jae tu is seziada bhi le sakta he .
                          • #103 Collapse

                            mara ya kahana ha ka skills bhi aham ha kismat bhi aham ha or knowledge bhi aham ha in sub ki apni apni jaga ha lakin ya bhi kaha jata ha ka kismat ma jo kuch ho vo zaror milta ha
                            • #104 Collapse

                              achha trader banne ke liay knowledge skill aur luck teeno ke sath sath experience ka hona bhe bhut zaroori hey... joon joon ap ka experience barthta jaye ga ap ke knowledge aur skills main izafa hota jaye ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                It is saying tht himmat e marda , madad e khuda, tou is se ye matlab nilkalta hai k agar tum khud mehnat karogay tou ALLAH tumara sath dega, agar khud mehnat he nai karogay, bus yehe sochogay k luck nai hai tou tum loss me jaogay, ye sab chhzen sekhni chahye knowledge, skills , tou phr he hum kamyab ho saktay hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X