skills aham hotay hein ya aap ki qismatein ya phir aap ki knowledge?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #481 Collapse

    Actually ye 3 cheezain bohat aham hain. iss main koi bhi non-valuable nahi hay. lekin zyada knowledge or skill ki value hay. ye 2 lazmi honay chahiye...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #482 Collapse

      yar is main yeh zauri hai k agar ap ny is main success hona ha to ap k pass is business ka knowledge and skill honi chaye ta k ap is main achi trade kar k us main profit bana saky and enjoy kar saky....
      • #483 Collapse

        aoa, bro ta 3no things both important hayn but in ki numbrig main sub sy phly knowdge ata ahy kunky jb tk aap ko knowdge ni ho ga aap kuch ni ker skty. 2nd number per skils hayn jo ky kam kerny ky experince sy hi aati hay and 3rd per luck ya kismit aati hay...
        • #484 Collapse

          dear hamen forex k buisness mein skills ko use karne ki koshish karni chahiye aur is k sath humen kabi b luck depend nai rahna chahiye aur humen chahiye k ham hamesha he knowledge ko use kerte huwe he kam karna chahiye
          • #485 Collapse

            well forex business jo hain o luck par depend nahi karta bleky is ian poure knowledge and skills honey chayeh jis s eap achaa earn kar skaty hoa forex busines mai
            • #486 Collapse

              Mere khyal sse to ek trader ko achy skill achy qismat air achy knowledge teno ki zarorat hhot I hai . kku keep job tk koi hat lhaz she is achy tra train name hho jaye .WO ek a cha trader nhi ban skta.
              • #487 Collapse

                Asslamualikum.....bhai forex trading mein kaam krny k lye humein is mein bht ziada mehnat krnii parti hai tbhii ja k humein earning hotii hai...is mein earning krny k lye humein knowldeg gain krnii parti hai....jab wo knowldge aa jaye to apnii skills improve krnii partii hai....jab wo b ho jaye to phr ja k kahein apni kismat k bary mein soochna chahye....jitna ziada hum apni kismat ko sochein gy utna self confidence jata rhy ga....
                • #488 Collapse

                  forex trade may knowledge aur experience ka buhat barra role hay jis k pas trade ka jitna experience ho ga vo utni he earning kary ga is k ilawa trade ke skills bhe important hoti han is liay apni skills ko improve karna chaiya lakin trade may luck ka koi barra role nahe q k luck kabhi to sath day jati hay lakin har baar aisa nahe hota is liay luck par depend nahe kar sakty
                  • #489 Collapse

                    bahi forex trading mi successful hony k lia hamary pass knowledge hona lazmi ha forex ka jab hamary pass knowledge ho ga to ham practice kar k acha experience hasil kar ly gy jis sy hamari skill improve ho gi or ham profit earn kar sky gy trading kar k or loss sy bach sky gy.
                    • #490 Collapse

                      bhai knowledge buht bari cheez hai is mein mehnat krain is mein experience gain krain jitna ho sake ap ko jitna experience mile ga utna hi ap ko faeda ho ga is liye koi shortcut na dhondhen mehnat se kaam krain
                      • #491 Collapse

                        Mian ap ki bat say 100 percent agree kerta hoon kissi bhi trader kay ley sb say pahlay usska knowldge aham hota hay phir uss knowldge ki demo acccounts main practice jiss say traders ko skilss milti bhi hain or increase bhi hoti hay iss kay bad traders ki luck bhi kbhi kbhar matter kerti hay trading main.
                        • #492 Collapse

                          well jnab , ap ne jo pocha hein tu meray khial se iss forex mein anay se phelay ap k pas knowledge ka hona must ehin k ap ko ilm ho k ap ne kaam kasiay karna ehin thn ap apni skills ko iss se better b bna saktay ho , iss mein practice kar k n jb ap mehnat karo gein tu ap ki luck b ap ka sath dein gee , q k meray khial mein wdout mehnat apki luck kuch nai hein
                          • #493 Collapse

                            ji u r right in order to become a successful trader we must get full knowledge of trading and improve our skills and with these two our luck also plays an important part to help us earn good profit in trading.
                            • #494 Collapse

                              Assalam O Alaikum, Aap ki baat theek hai keh sab se pehlay to humen Forex main proper knowledge hona chahiey aur phir uss knowledge ki humdaily practice karen aur skills ko improve karen aur phir hum apnay experience per apni luck ko aazmaen.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #495 Collapse

                                app ne ak asha saval kia he ap ne kaha ke skills ashy hoty he ke ap ki kismet ya ap ka knowledge mery khial ke me bes itna hi kaho ga ke agher ap ke pass pakistan forex forum per knowlaga ho ga to app lunk ko bi hara do ge jis ki waja se app pakistan forex forum per jeet jayo ge

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X